Part 5

472 14 0
                                    

Next day.

Atul walks in Sanjeevni with the only thing in mind was to meet Armaan, his Bhai. Armaan was nowhere to be found. He kept moving ahead with a dejected face only to be bumped into someone. He looked up to get surprised.

Atul - Rahul. Tu... Tu kab aaya.

Rahul - Champ.

They both got excited and both hugged each other.

Rahul - kaisa hain champ.

Atul - Mein theek hun tu suna apna. US se kab aaaya aur wahan sab kaisa hain.

Rahul - Mein kal hi aaya tha Mumbai. US mein bhi sab bhadiya hain. Tu chal mera saath.

Atul - Par kahan.

Rahul- tu chal toh. And they both moved towards Basketball court where they found Muskaan, Nikki, and Anjali sitting talking. Muskaan saw Atul and rushed to hug him.

Muskaan - Oye Atul. Tu kab aaya.

Atul - Tum sab yahan achana kaise.

Nikki - Ye log kal hi aaye the.

Atul - kaise ho guys.

Muskaan - Yahan toh sab change hain.

Anjali - Hi Atul.

Atul - Hi Anjali kaise ho.

Anjali - I m good tum kaise ho.

But before he can answer Anjali, Muskaan but in.

Muskaan - oye Atul is kamine ko kyun laya hain tu yahan.

Rahul - Muskaan.

Nikki - Muskaan please yaar itne dino baad mile hain aaj nahi please.

Rahul - guys mujhe tum sab ki help chaiye.

Atul - Par kiss baat ke liyahelp chaiye tujhe.

Rahul - Guys tum sab ko pata hain ki Armaan and Ridhima ek dusre se baat nahi kar rahe.

Anjali - Hain. Par acha hi hain na. Armaan ki itni gandi soch hogi mujhe nahi pata tha.

Nikki - Anjali ye tum kaise kah sakti ho.

Anjali - kyun tumne suna nahi kal ridhima ne jo bhi bola tha.

Muskaan - Ridhima ne jo bol vo sach hai ki nahi Anjali ye kya pata hain Ridhima ne bhi aandza lagaya hain. Vo khud bhi nahi janti sach kya hai, usse jo feel you usne bol diya. Par iska matlab ye toh nahi na ki vo sach ho.

Anjali - Par jab ridhzy na Armaan ne pucha toh usne bhi agree kiya tha. Mujhe ye umeed nahi thi Armaan se.

Atul - Anjali ek jawab dogi.

Anjali - hmmm.

Atul - Jab Dr. Shashank nahi maane the un dono ke rishte ke liya tab Armaan ne tumhare ghar ke aage tent lagaya tha, aapne pyaar ke liya bhook hartal bhi ki thi. Tab bhi tumhe uske pyaar par vishwas nahi tha. Phir baad mein tumhe khud Ridhima Armaan ko support kiya thaa. Kya abhi bhi tumhe lagta hain Armaan aisa kar sakta hain.

Rahul - Aur vo diwali ke pass jo accident hua tha vo human boomer jo tha. Tab bhi Ridhima hi thi jo muskil mein fasi thi phir bhi aapni jaan ki parwah kiya bina, Armaan Ridhima ke pass Rukha tha. Vo Chahata toh vo wahan se aapni jaan bacha ke haat sakta tha hum sab ki tarah kyun ki Bomb pe haath Armaan ka nahi Ridhima ka tha. Vo khud gaya tha Ridhima ke pass.

Muskaan - aur jab hum sab resort gaye the tab bhi Armaan ki jaan jane wali thi sirf Ridhima ko bachane mein phir bhi vo piche nahi haata.

Nikki - Aaj mujhe sach mein kuch bolne ki jarurat nahi hain. Last time jab Armaan aur Ridhima Dr. Shashank ke karan alag hua the. Tab tum sabne Armaan ka sath chod diya tha. Par aaj... Aaj tum sab ko Armaan ke liya bolta dekh sach mein bahut aacha lag raha hai. Bahut lucky hain Armaan jo usse tum jaise friends mile hain.

Will Love You Till EternityWhere stories live. Discover now