Rakshit- vesa Kya baat karni hai

Sarthak- beta vo

Rakshit- Kya hua papa

Sarthak- beta drishti Meri apni beti nahi hai

Rakshit- Matlab vo Anath hai

Sarthak- nahi beta uska maa bap hai

Rakshit- then yaha AP ho but uska reall parents nahi Kyu

Sarthak- Because they hate her

Rakshit- but why

Sarthak- kyuki vo ladki hai

Rakshit- what vo ladki hai isliya

Rakshit to himself- Apna reall parents Ka pata ha usko but fir bhi it's too hard without leaving parents and she is leaving with any another person's

Sarthak- vo Mera bada Bhai ki ladki hai

Rakshit- usa is baat Ka bohot dukh hota hoga na

Sarthak-usa nahi pata

Rakshit- what but Kyu Matlab uska born hota hi apka sath rahti hai

Sarthak-nahi jab 13sal ki thi tab

Rakshit- to fir to usko uska parents pata hona chahiya na

Sarthak- nahi pata

Rakshit- but Kyu

Sarthak- Bata ta hu

I know guys is little bit alward but falshback Ka andar ek or flashback Ka liya be ready

Flashback

Sarthak- ya tumna iska sath Kya kar dala sar par chot lagi hau

Drishti's mom- Kya karti kise ladka sa baat Kar rahe thi or apna chahra bataya isliya

Vidhya- par ya apki apni ladki hai to logo na iska chahra dekh liya isma Kya

Mom- isma Kya Matlab sharam ati hai mujha ladki ko janam Dena ma isliya

Vidhya- ohhhh Yani AP koun hai

Mom- Matlab

Vidhya- Matlab AP bhi kise ki ladki hai agar unhona esa Kiya hota to

Mom- vo ma nahi janti but Meri sari dost Ka ladka hai or vesa bhi iska baad finally Mena apni duniya Yani Mera ladka ko janam Diya hai Kabir

Vidhya- wah wah Mana pada ga jitna pyaar ladkiya da sakti Hana Apna ma bap ko utna tumhara ladka tumha nahi dega

Mom- Matlab Kya ha apka

Vidhya- yahi ki tum usa Roz Marti thi usna sahan Kiya but agar utna tum Kabir ko Maro gi na vo Ghar chodka Chala Jaye ga

Mom- huh esa ho he nahi sakta bhala ma apni duniya Apna Kabir ko kesa Maro gi🤣🤣🤣

Vidhya- sarthak ji ab inha Ka dijiya ki drishti ab sa humare beti hai nahi ki inlogo ki Jo usa pyaar Tak nahi Kar sakta

KASAM TERA PYAAR KI (COMPLETED)🧚Where stories live. Discover now