Kartik lost it after hearing move on and the fact that naira thought he actually moved on from her and in anger in banged the wall and had blood coming from his hands naira saw this and panicked

Naira: kartik khoon kya kar rahey ho jaldi first aid kit lao

Kartik nhi again banging his fist leading to more blood.

Naira: pagal pan bandh karo kartik dard hoga

Kartik took hold of naira arms and said usse Jayda daard nhi jo meiney tumhey pochaya hai (hold her cheeks)lekin mein kya karta tum jaanti ho mein tumhey lekin kitna possessive tha hue aur humesha rahunga saayaad iss possessiveness ney sab barabard kar diya(kartik calmed downed a bit and tear started forming in his eyes) mein tumsay bahoot pyaar karta hue naira bahoot aur tab saayad itney muskhilon say tum wapis miley thi toh mere maan mein daar bheth gaya tha ki mein tumhey phir say khona doo baar baar mere kismat muhey dhoka diye jaa rahi thi. jaise jaise mein tumhare karib aata utni he kismat tumhey muijhsey door kartik phele Shubham ki maut phir clot phir woh accident phir puru mamaa haar waqt aisa laga rehta ki tumhey muihsay koi cheen leyga. I swear naira mujhey tumhare kaam karney say koi atraazz nhi tha aur na kabhi hoga lekin ghussa muhey khudh pe tha apni nakabiliyat pe tha ki mein tumhari koi madaat nhi kar paa raha tha yaha tak ki un gundon say bhi tumhey nhi bachaya paya (kartik laughed with tears and moved away from naira)

Sayaad usse wajsey mera dil kaamzor padh gaya usse lag ki woh ab tumhare layak nhi hai aur saayad mihir tumey mujsay chin leyga jaise ussney tumhey gundo say bachaya kya pata who tumhey mujh jaise insaan say bhi bachya aur tumhey mujhsay door kar dey aur usse daar mein meney tumsay woh sawal kiya naira

Tumahari koi galati nhi thi naira galati mere thi mere obessisve pyaar ki saayaad ab toh isse mein pyaar bhi nhi khe shakta kyunki yeh pyaar nhi hai pagal pan hai jisney sab barbad kar diya sabkuch humari happy family aur kaira ko bhi. Aur rahi baat move on ki (now facing naira who was now crying listening to kartik's side of story looked into his eyes) while kartik said woh toh mein iss zindagi mein kabhi nhi ho shakta vedika mere responsibility thi bas uss shaadi bas daadi ki jaan bachney k liye ki mein kabhi usse uss Nazaron say nhi dekha naira kabhi dekh he nhi shkat kyunki mere nazarain bas tumhein dundhti hai bas tumhey aur sirf tumsay pyaar karna jaanti hai haa uss din hospital mein ghussa hokey bola meiney ex wife tumsay nafart bhi karne ki khoshish ki yaa saayd acting ki par bas isliye kyu ki mein ghussa tha ki tumney mere shaadi nhi rokhi aur muhey itne badi sazzaa di mere bachein ko door rakha lekin usse bhi Jayda dard iss baat ka tha ki mujhey khudh say door kar diya mujhpe jo tumhaar hak tha woh chodh diya.

Kartik holds naira by her shoulder and say kyu chodha mujhpe hal kyu gayi mujhsay door kyu.

Naira who was in tears listening to the whole truth fell on the floor and said kyunki tum move on karna chaithey teh. ayi thi mein shaadi rokhne par tumhari aur maa ki baatein sun li aur mein nhi chaithi thiki mere wajhsay tum apney kadam pichey lo.

Kartik was shocked hearing that naira did came back he got a little angry and said tum na pagal ho saaayaad operation k time tumhara ada dimag nikal liya tha doc ney

(signature kaira funny tone plays in the bg)

Naira: wat looked and him in anger and said mein pagal hu ya tum possessive psycho mendak.,

Kartik: hein mein psycho nhi tum pyscho aur rahi baat possessive ki toh woh mein heu aur humesha rahung chaiye jo ho jaye mere sherni ko koi mujsay door ley jaye yeh mein bardast nhi kar shakta

Naira (rolled her eyes) psycho Romeo kahi ke and turns to leave when she held back by kartik's hands and she turns around to see kartik on his knees .

Kartik: haa janta hue possessive hue pyscho bhi hue jo chaiye bol lo bas yeh maat bhulna ki yeh sab sirf tumharey liye hai. Tum mere jaan ho naira mera sab kuch . tumhey dekta hue toh mere subha hoti hai aur nhi dekha tab aisa lgta hai jaise andhera hogaya hai mere life mein yeh 5 saal tumahrey bina kaise katein hai bas mein jaan ta hue haar din saas leyna muskhil hotey jaa raha tha. Tum ho to mein hue naira. Sherni hai tabhi mendak hai aur jab tak sherni ki dhaad hai tabtak yeh mendak ki tar tar hai. Bahoot galatiya ki hai meiney bahoot saari par in sab mein mera tumhare liye pyaar kabhi kaam nhi hua kabhi nhi na he hoga. Please naira agar tumhain lagta hai ki tumahre kartik ko phir say jeenein ka hak hai toh uski life mein wapis aaj jao yeh accept karlo and he shows her the ring and it is non other than PRINCESS RING

kaira OSWhere stories live. Discover now