Mishti : ghussa karney say kya hoga bff apko kuch karna bhi hoga warna naira di ap say humsha k liye door hojayegi app mere woh bff nhi ho jo naira di k liye kuch bhi kar shaktey hai unhey wapis paney k liye kuch bhi kar shaktey app kartik mishti ki bff nhi ap kartik goenka ho jo mere di say pyaar nhi kartey aur jinkey liye sirf apni family pyaari hai.

Kartik looked at mishti with shock and said yeh kya khe rahi ho he shouted as no one was their and kairav and vansh have left the site to play with others.

Mishti : sach.

Kartik : mishti tum bhi tumhey toh pata hai na naira kya hai merey liye mere zindagi hai mera sab kuch hai woh .

Mishti : toh phir apki zindagi apkey life mein kyu nhi hai aise kaise majboori hai mein janti hue app uss vedika say pyaar toh dur ki baat usse kuch nhi mantey lekin phir bhi baar baar naira di ko hurt kar rahey ho uss ladki k saath shaadi nibha k . app jantey ho naora di selfless hai who kabhi kiss aur ka dil nhi thodeygi yadh hai na gayu di k waqt . jab taka ap uss ladki ko apni life say nhi nikalatey tab tak naira di apkey life mein wapis nhi ayegi kyu apko naira di ka dard nhi dekh raha uss ladki ka dekh raha hai lekin apni naira ka nhi kyu bff kya sachi aapka pyaar maar chuka hai naira di k liye.

Kartik: mishti tu janti hai jiss din yeh hoga uss din tere bff zinda nhi raheyga toh aisa kyu bol rahi hai.

Mishti: toh kuch kijiye na bff layi apki naira ko apni zindagi mein wapis kayi der na hojaye kahi uss parayi ladki ki wajhsey apki naira kiss aur ki na hojaye and she left.

Kartik who was shocked by wat mishti said rushed outside while leaving he heard naitik say bas kuch aur samay aur mein naira say rishabh k rishtey ki baat karunga aur mein jaanta hue woh mana nhi kareygi. rishabh say toh baat Karli meiney usse koi prblm nhi hai naira k past say isse achi aur kya baat hogi rishabh naira ko bahoot khush rakheyga dekhiya na abhi jab say rishabh aya hai naira kitne khush hai hass rahi hai masti kar rahi hai aisa lag raha hai mere princess mujhey wapis milgaye.

Kartik was now on verge of tears the same person who he once called his dad was the person who is taking his naira away from him but then he realises it was not naitik who should be blamed but it was his family and even him to be blamed and he left the singu villa.

Nxt day kartik got up early and went for a jog when he saw something that broke his heart to pieces he saw naira and and risbha drinking chai on a tapri.

Kartik pov

Kyu aisa kar rahi ho naira jispe sirf mera haq hai woh saarey hak usse rishabh ko diye jaa rahi ho yeh chai aur yeh tapri yeh humarey dil k karib thi na itne nafart karney lagi ho kya mujhsey and then he saw one more think that made him angry more that sad rishabh gave naira a princess locket and naira took it and suddenly his alter ego came back

Alter ego: dekh kya rahey ho ab toh gayi tumhari naira tumhari life say woh na ab rishabh ki life hai dekho dekho princess locket bas tumhari nhi hai tumahri toh ring tak ghumm gayi jaise aaj woh ring wali bhi tumhari life say humesha humesha k liye ghum chuki hai (said in a mocking manner) jao jao mr kartik goenka jakey apne so called marriage sambhalo apni naira ko toh ab bhool he jao.

Kartik was now glaring at his alter ego and it vanished

Kartik : bas bahott hogay meri naira ab mere pass wapis ayegi chaiye usskey liye mujhey kuch bhi karna padhey and called his lawyer,

Kartik: papers ready hai

Lawyer: ji sir

Kartik ghar lekey ana

The scene changes to gvilla all are present in the hall except the kids who were with naira in singu villa .

Kdadi: kya hua kittu beta yaha kyu bulaya hai sab ko.

kaira OSWhere stories live. Discover now