HE DID NO ONE COULD DO❤️

673 45 13
                                    


Keerti was so excited about the party.
She wore the dress which dadi had given her.
She was sitting in front of the dressing table.

K- AJ main kitni khush hun Bata nahi Sakti. Naira aur Kartik dono ne AJ safalta payi hai. They are truly made for each other. Har kadam pe ek dusre ka sath dete hain.

She was doing her make up while she was talking with herself.
She applied lipstick.

But in a hurry her lipstick spread a bit.
K- oho keerti. Tu bhi na

She remembered Naksh had told her earlier " ap koi bhi kaam aram se Bina jaldi ke karegi toh koi gadbad nahi hogi. "

K- naksh ne bilkul sahi kaha tha.
She did it again.
She got up and took the earrings .
She was wearing them.

But suddenly she stopped
She thought

Keerti Kahi ye jyada toh nahi ho jayega. Log kya kahenge Abhi Abhi shaadi tooti hai aur use make up aur sajne sawarne se fursat nahi. Aur acha bhi nahi lagta. Shayad dadi Ko bhi acha na Lage.

She removed the big earings and wore some simple diamonds.
She also wiped off some of her make up.

She again sat down and said to herself
Tere life se Aditya toh chala gaya Lekin uski manhosiyat nahi gayi. AJ bhi main uske vajah se Apne Dil ki nahi kar pa Rahi hun.

He phone rang .
She saw it was naksh.
She received the call.
K- hello

N- hello keerti ji.
K- boliye naksh
N- vaise sari preparations ho gayi party ki

K- ji bas. Ho ho Gaya hai sab aur
N- ji. Hum bhi bas thodi der mein aa hi jayenge.

K- ji. Koi kaam hai mere liye toh bataiye na please.
N- sorry keerti ji. Par apko mera ek kaam karna padega. Actually mera nahi sabka

K- kahiye na please
N- voh actually hum sab ne naira aur kartik ke liye gifts mangwaye hain. Par agar yaha deliver ho Gaye toh problem ho jayegi. Bas ap voh gifts agar...

K- kyu nahi naksh. Mai voh gifts receive karke ache se rakhwa dungi aur ap aa jayenge toh apko de bhi dungi

N- thank you keerti ji. Apne pata nahi kitni badi mushkil hal kar di.
K- it's fine.

He had realised till now that she was sounding low.
N- Bura na mane toh ek baat puchu
K- puchiye na

N- ap thik hai na
K- ji...i am fine

N- apko fine ki full form malum hai F- frustrated I- irritated N- nervous aur E- emotional

K- Aisa kuch nahi hai naksh

N- dekhiye Mai Janta hun hum shayd dost bhi nahi hain. Par ap keh Sakti hain mujhse. Humdard hi samjh lijiye apna

K- mujhe samajh nahi aa Raha . Kya ho Raha hai. Jab bhi kuch Karti hun log kya sochenge, kya kahenge, batein banayenge ye sare khayal aa the hain. Phir se mera past mujhe apne andhere mein khich lata hai. Jitna bhi koshish karu in khayalon Ko Apne Dil se Nikal hi nahi pati.

N- ye koi problem nahi hai keerti ji. Dekhiye ap kya Karti hai ye apki choice honi chahiye. Aur apko kya jarurat ye sab sochneki. Aur vaise bhi log toh batein banayenge hi Ap kuch karo na karo. Main Janta hun ye sab asaan nahi hai bhugat Chuka hun main bhi.

K- main bhi yahi sochti hun. Par pata nahi achanak se ye thoughts mere dimag Ko bhar dete hain.

N- ye toh obvious hai. Par yahi challenge hota hai ki kaise hum Apne ki thoughts Ko wrong prove karte hain.

K- ap sahi keh rahe hain

N- aur maine ek aur baat Jani hai. Humari vajah se hi humari families dukhi Hoti Hain. Ye Hume upset nahi dekh sakte . Maine bhi unke liye khush Rehna sikha hai. Ya phir yahi meri Khushi hai. Atleast hum apni families ke liye toh Apne aap se fight kar sakte hain na.

K- main samajh gayi naksh. Ap sahi keh rahe hain. Pata nahi kya kya soch Rahi thi bewajah.
N- ab toh ap fine nahi hai na

K- bilkul nahi
N- ab rakhta hun.
K- ji .

N- bye
K- thanx naksh.
N- it's fine keerti ji

K- mujhe samjhake ab khud fine ho rahe hain
Both of them laugh

N- chaliye rakhta hun. Vaha ana bhi toh hai.
K- ji bye.
The hang the phone

Naksh thinks " keerti ji bahut strong hain. Bas unhe unke strengths ki Pehchan nahi hai. Itna sab hone ke bawajood woh confidently khadi hain Abhi bhi. Main toh pata nahi kaise toot Gaya tha is waqt. Bas ab keerti ji Ko unke hisse ki khushiyan mile

Here keerti thought " ek admi chahe toh ek aurat ke confidence Ko khatam kar sakta hai aur chahe toh confidence build bhi Kara sakta hain. Naksh ne jaise kaha apni family ke liye toh main in baton Ko ignore kar hi Sakti hun. Ab keerti kisi ke baremein mat soch. Bas apni family ke baremein.

She picks up the earrings and wears them she does her make up again.
She gets ready and looks too good.

Few moments later
Singhanias arrive at Goenka villa.
They are welcomed. All were having talks and chatting.

Keerti came down.
She went near naksh
K- hii
N- hello.

K- thanx again
N- it's okay keerti ji. Is Baar maien fine nahi kaha
Both laugh

Gayu comes to them.
G- hello
K- hi gayu kaisi ho tum.
G- I am fine di aur aap

Listening to the word FINE both keesh look at each other
They start laughing.

End
Hope u all liked it. So this is the update for KEESH contests.
mridu9907
This is for the contest Picture Speaks
keeshiansforever

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jul 15, 2018 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

❣️💞HE DID THAT NO ONE COULD DO💗💖💝Where stories live. Discover now