Manik was shocked. He was really shocked. His father knew everything and yet he decided to stay quite. This enraged him and he got and threw the things lying on the coffee table.

Manik:JAB AAP SAB JAANTE THE TOH AAJ TAK KUCH KIYA KYU NAHI.

Manik pulled Mahir by his collars and yelled.

Mahir:pyaar manik pyaar.

In an instance manik left Mahir who stumbled a little.

Manik:pyaar?

Mahir:haan manik pyaar. Mujhe lagta tha ki kisi din ek bete ka pyaar ek pati ka pyaar Nyonika ki aankhon pe bandhi patti ko khola dega. Par shayad main galat tha.

Manik:haan......bilkul.....galat the aap......BOHOT galat the.......aapne kaise soch liya ki jo aurat ek rishte ki ehmiyat na samajh paayi woh kya kisi bete ya pati ke pyaar ko samjhegi.......uss ke liye pyaar sirf sirf aur paisa power aur possession hai. AUR KUCH NAHI. Aur aap uss aurat ko ek mauka dena chahte. Seriously.

Mahir:HAAN DENA CHAHTA THA MAIN USSE MAUKA.

Manik:KYU DAD KYU? WHY?

Mahir: BECAUSE I LOVED HER MANIK. PYAAR KARTA THA MAIN USSE. ITNA AASAN NAHI PYAAR KARKE BHOOL JANA.

Manik:pyaar.

Manik chortled and fell on the sofa.

Manik:aap jaante bhi hai true love kya hota hai......Nahi jaante.....Agar pata hota toh iss waqt yahan aise khade nahi hote. True love. Aap kya jaante true love ke baare main. Pyaar woh hota hai jo aapke saath khada rahe naa ki aapki pith main khanjar bhoke. Pyaar woh hota hai jo aapko uss waqt saath the jab puri duniya apko galat samajh rhi ho.

Mahir smiled listening to manik. And he was feeling proud of his own son.

Manik:aap jaante hai dad pyaar aisa shabd hai jo sirf Dil se nahi pur tumhare pure mind and soul se kare. Every cell in your body only screams one word and that is love. When you love that person not only in your conscious but unconscious state as well. Woh pyaar jo aapko kabhi kisi aur cheez ki kami na mehsoos hone de. Aur Nyonika ne kya kiya dad, usne toh aapko hi mujhse alag kar diya. Meri apni family ko mujhse dur kar diya.

Mahir's eyes shed tears. He could feel manik's pain and why not he too lost his son due to that one woman.

Manik:aaj agar mere khud ke grandparents mere baju se guzar ke jayege toh bhi mujhe pata nahi hoga ki woh mere apne hai. Aur waise bhi mujhe koi interest bhi nahi hai unhe jaan ne main. Jo log kabhi mere liye khadi nahi hui unke liye meri life main koi importance nahi hai. Meri liye family sirf ek hi hai aur woh hai Fab5. They are my only family. And.......

Mahir:aur woh ladki jisne Manik Malhotra ke pure nervous system ko hila diya.

Manik: whaaa.....whaattt?

Mahir:naam kya hai uska?

Manik who was still under shock: huh! Hain!

Mahir: naam....uss ladki ka jiski wajah se aaj tu yaha hai mere saamne.....aur mujhe hi pyaar ka matlab samjha raha hai. Aur yeh Alya toh definitely NAHI hai. Toh bata koun hai.

Manik looked away and bit his inner cheeks. Mahir was now even more eager to know about her. He had seen his son blush first time. Manik didn't even blush, forget blush never even spoke much,  when Mahir spoke to him about Alya. This means that girl is special and different. Manik looked at Mahir who raised his eyebrows waiting for manik's answers.

Manik smiled and bit the corner of his lips. He rubbed his nape and looked at mahir. Mahir laughed seeing manik all embarrassed and nervous.

Mahir:accha sun meri ek meeting hai aadhe ghante main. Yeh file main leke jaa rha hoon. Tu tension na le Nyonika se ab main deal karungi apne tareeke se. Tune itna kar liya wohi kaafi hai. Ab usse humari Zindagi se main khud phekunga. Aur haan wapas mumbai mat chale jaana.

Manan:Hamesha. Forever.Where stories live. Discover now