Recap.............. 💞MaNan fight...........💞manik ka Bina kuch Kahe party se a Jana .....💞 Nandini ka manik ke Ghar par aana..........💞 Nandini ka manik ka room dhundna................
Part...........
Nandini- Kaise dhundon mein manik ko....... Aayiappa kahaan Hai yeh ladka .........😕😕😕
and samne se nyonika a rahi hoti Hai .......
Nandini- Aayiappa nyonika aunty abhi Tak jaag rahi Hai.......bhaag nandu warna sab gadbad ho jayegi......😯😯😯😯
and Nandini apne room mein aa jaati Hai..........
Nandini Room..............
Nandini POV..............
Aayiappa ab mein Kya karoon plz baato na.......mujhe manik se milna Hai😕😕😕........aur nyonika aunty jaag rahi Hai........mein Kaise jaaon manik ke pass .......usko dard ho raha hoga........plz kuch to karo.............😔😔😔😔
Ek kaam karti Hoon manik ko massage karti Hoon........😥😥
and Nandini manik ko massage karti Hai........
Manik Room...........
Manik jaag raha hota Hai.............
" yeh itni raat ko Kaun mujhe....... massage kar raha Hai..........😯😯😯
and manik apna phone cheak karta Hai..........
manik- Nandini wo bhi itni raat ko........😳😳😳😳
and manik Nandini ko call karta Hai...........
Manan phone conversation ........
manik- Nandini tumne itni raat massage kiya........sab theek to Hai na........😕😕😕
Nandini- manik tum Mera phone kyun nahi utha rahe the.....Kya hua Hai......bolo.........😥😥😥😥😥
and jaise hi manik kuch bolne jata Hai........uska phone switch off ho jata Hai.........
manik- oh god ab kya karon mein😕😕😕........ek kaam karta Hoon..... phone charge karke phir baat karta Hoon.......... Nandini pareshan ho rahi hogi............😕😕😕😕
Nandini room.............
Nandini- manik ne Mera phone kaat diya.........😭😭😭😭iska matlab sab galat ho gaya........mujhe use milna hoga..........😭😭😭
" ab to kuch bhi ho mein usse milke humi rahongi😠😠😠😠"
and Nandini manik ka room dhundh leti Hai.............
Nandini- chal mil to gaya......par ab andar Kaise jaaon..........
" chal nandu lag ja kaam pe........"
and Nandini door kholne ke kosis karti Hai..........
manik- 😱😱😱 yeh itni raat ko msra door kaun kholne ki kosis kar raha ......
" dekhna hoga.......ki kaun Hai ......"
and manik door open karta Hai....to shock ho jata Hai..........
manik-tum😱😱😱😱😱yahaan wo bhi itni raat mein...........
Nandini-😂😂😂😂😂kaisa laga.......
manik-and aao agar kisi ne dekh liya to problem ho jayegi.......😠😠😠
and manik Nandini ki apne room mein lata Hai Hai door lock kar deta Hai..........