Part 57

574 66 42
                                    

Vedanti saw that negative soul. She wanted to tell this to Sumedh but she couldn't. Sumedh drove her to the house. When they reached to house Sumedh stopped car & signalled her to go. Vedanti looked towards him. She felt bad fr him.  'Maine kitna galat kiya. Aaj hi meri engagement hui hai iske saath aur aaj hi mujhe sid ke saath aise dekh liya.. Koi aur hota to sid aur mujhe maar dalta.. Par isne kuch nai kiya. ' Vedanti thought.

Sumedh :- ghar aa gya hai.. Utro..

Vedanti really felt sad. She looked towards him & hugged him. Sumedh wasn't expected that.

Vedanti :- I am sorry Sumedh. Mujhe aisa nai karna chahiye tha.. Galati ho gyi mujhse.. Plz forgive me.. Main ab aisa kabhi nai karungi.. Agar tum kahoge to main sid se milungi bhi nai.. Jaisa tum kahoge waise hi karungi.. Plz forgive me..

Sumedh respond to her hug. He patted on her back.

Sumedh :- It's ok.. Jao abhi..

Vedanti leaved him & went frm there.

            ***   ***   ***   ***

In Mumbai.

Amit & Mugdha were seating on a beach.

Amit :- Aaj Sumedh ka bday hai.. Yaad hai na..?

Mugdha :- hmmm..

Amit :- Aur aaj hi usne buisness tycoon Sanjay Deshpande ki beti se sagai ki hai...

Mugdha was shocked.

Mugdha :- sagai ki..?  Itni jaldi..?

Amit :- hmm.. Ramesh Tiwary ne photos bheje hai.. Wo gye the attend karne ke liye.

He showed her photographs. Mugdha saw them. She saw tensed face of Vedanti. Emotionless face of Sumedh. She saw them with clear face & gave back his phone. Her eyes filled with tears. Amit patted on her back.

Mugdha :- It's ok Mugdha. Life has to move on. U have to accept it.

Mugdha :- Vedanti khush nai dikh rahi hai.. 1 mahine pehle kisne socha tha ki aisa hoga..!

Amit :- hmm.. Aisahi hota hai.. Main bhi 2 mahine pehle nai janta tha ki ek din Cabinet Minister ban jaunga.. Aur ek shaam main aise tumhare saath beach pe baithunga .

Mugdha smiled.

           ***   ***   ***
Sumedh's big bday party ended at 11 pm. Vedanti was very tiered
She was seating in her room.

Vedanti's POV.

Uss ped pe wahi buri atma baithi thi jisne hamara accident karvaya.. Wo waha kya kar rahi thi..? I thought Jab parth chala gya tab yeh sab khatm ho gya.. Mujhe dar lag raha hai.. Kahi Sumedh bhi isi wajah se ajib behave to nai kar raha..? Bich main hi villain ban jata hai.. Bich main hi pyaar ubharta hai... Ajib hai.. Kya ho raha hai..? I hav 2 find out.. Main Sumedh ke against jake kuch nai karungi.. Use nai dukhaungi.. Tabhi wo mere saath normal hoke use kya hua hai ye batayega.. I have 2 treat him with love... I hav 2 find out what is happening.

End of POV.

Vedanti got a call on skype. Sumedh was calling her. Vedanti adjusted her hairs & took the call.

Sumedh :- hi..

Vedanti :- hi..

Sumedh :- kaisi ho .?

Vedanti :- Sumedh tum abhi kuch der pehle mujhse mile the..

Sumedh :- yess phir bhi mujhe ye puchna tha.. Any problem..?

Vedanti :- No.. Main bilkul thik hoon..  Bolo.. Iss waqt video call kyu kiya hai tumne..?

Sumedh :- Actually main padhai kar raha tha.. & i need ur help.

Vedanti started laughing.

Sumedh :- hasne wali kya baat hai .? Main padhai nai kar sakta..? Pichle 2 salose clg main topper hoon.. Aur last year main bhi top karoonga.. Dekh lena..

Vedanti :- Ok ok.. Par Mr. Topper apko meri kyu jaroorat pad gyi..?

Sumedh :- Yeh Mr. Topper pichle 1 mahine se clg nai gya hai.. Tum gyi ho.. Kuch notes de do na..

Vedanti :- Tum mere notes loge.  ?  That sounds like a dream to me..

Saying this she acted of getting a heart attack & laid on her bed.
Sumedh started laughing loudly.

Sumedh :- Waise tumse smart to sid hai... Par.. Abhi main tumse hi baat kar sakta hoon.. Jyada natak mat karo.. Help me..

Vedanti helped him in his doubts. She gave him some tips it was 11:55.

Vedanti :- hey.. 5 minutes main tumhara bday khatm ho jayega.. Happy bday..!!

Sumedh :- Thank u..! 🙏🙏
Waise.. Kya tumhe abhi bhi dard ho raha hai.  ?

Vedanti :- Dard..? Kyu..??

Sumedh :- wo marks tumhare neck pe..

Vedanti remembered that.

Vedanti :- ab dard nai ho raha.. Chhodo na.. Let's talk about something else.. Clg wapis kab ja rahe ho..?

Sumedh :- parso.. Tum bhi chalo.. Saath main hi jayenge..

Vedanti :- ok.. Done.. 👍

They were talking fr 15 more minutes. Sumedh cracked a joke & Vedanti was laughing. Suddenly she became serious.
She screamed loudly. 

Vedanti :- Sumedh tumhare piche  koi hai.

Sumedh turned back.
but didn't saw anyone.

Sumedh :- kaha..? Mujhe nai dikhai diya koi..!!

Vedanti :- main abhi bhi dekh sakti hoon use.. I knw her.. Yeh wahi buri atma hai.. Jo uss accident ke waqt hamre samne ayi thi.. Aaj subha bhi maine use dekha tha..

Sumedh :- kab..?

Vedanti :- jab gaadi roki thi tumne.. Waha ek ped pe baithi thi..

Sumedh :- What..? Are u sure..?

Vedanti :- yess i am damn sure..

Sumedh :- relax.. Bohot der ho gyi hai.. Ab so jao.

Vedanti :- par Sumedh..

Sumedh raised his voice.

Sumedh :- Maine kaha jao jake so jao.

Suddenly his tone changed into soft one.

Sumedh :- Veda.. Jyada mat socho.. Kal subha baat karenge..ok..?

Vedanti was shocked to see his mood swings.

Vedanti :- ok.. Bye.. Good night. & plz take care..

Sumedh :- Tum bhi.. Bye.. Gn.

Vedanti was still in shock.

Vedanti :- Par maine use dekha.. Sumedh ko kyu nai dikhai di wo..? Kuch to gadbad hai.. Yeh ladka jaroor kuch chupa raha hai mujhse..

Suddenly she remembered something. His soft tone. How he calls her 'Veda'. No one calls her like that not even sid. Actually she didn't allowed sid to call her with any pet name. But why did she liked when Sumedh call her Veda..?

'Shayad wahi ek sweet cheez hai jo wo kehta hai.. Baaki sab kadwi baatein hoti hai.. Shayad isliye' , She thought.

She smiled.

Vedanti :- Chalo koi ek cheez to hai uski jo Mujhe pasand hai.. Chaliye Vedanti madam.. Ab yahi life hai apki.. Ek obedient wife ki tarah apne hone wale pati ki baat man kar so jaiye..Bachpan se maine Sumedh ko sataya hai.. Use maara hai.. Use bahot saari baatein sunayi hai..  Ab shayad uski baatein sunane ki aadat dalni padegi... Uski positive side ko badhava dene ki jaroorat hai..

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now