Part 8

1.1K 154 14
                                    

Next day morning teju went on a shoot

She finish her shoot at 9 : 30 only but the wrap up small cake cutting were there they did that and then she went to karan house

She reached karan house by 11 O clock only

Km : Aagayi meri bachi

Teju : haa mom karan ko lunch bhejna hain

Km : Achaa ruk main abhi banati hu

Teju : nahii mujhe banana hain isliye fata fat aayi hu

Km : achaa ji aisi baat hain

Teju : haa

Kd : toh phir aaj kya special

Teju : lunch kea liyea special Kadhi Chawal aur phir dinner kea liyea Butter Chicken

Kd : area waahh

Teju went in kitchen and start making
Kadhi chawal

After sometime the lunch was ready

Teju : mumma lunch is ready sunny told me that he will send parvez

Km : beta voh sunny na bhul gaya rahega ruko main call karati hu

Teju : ussmea bohaut time jaega eka kaam karati hu main hi lekar jaati hu ajamal bhai hain nichea

Km : achaa thik hain lekin dhyan sea jaana

Teju : haan ji

Teju take a tiffin and leave

She reach her set

She call karan

Karan pick her call

Karan : Hello sweetie pie

Teju : Sunny maine lunch kab ka bana diya hain where is parvez he didn't came yet ( she was just doing masti)

Then karan Rember

Karan : ohh teri main toh bhul hi gaya tha abhi bhejta hu

Teju : rehana do main aayi hu set par but I am in a car vaha par paps yaa phir aur koi nahi hain na

Karan : naa koi nahi hain tu ruk udhar hi main parvez ko bhejta hu tu uske saath hi aana

Teju : thik hain

Karan : aur ajmal bhai ko bolna chale jaane parvez tumhe drop kar dega kyunki agar paps vagera aayea toh voh teri car dekhlengea

Teju : achaa okay chalega

Karan cut the call

Karan : parvez kaha hain

Parvez come

Parvez : yaha hu bhai

Karan : saale maine terako bola thaa na aaj ghar par sea tiffin lekar aana hain

Parvez : area haa lekin main bhuk gaya aapko yaad dil na chaiye thaa na

Karan : waah kya team mili hain mujhea

Everyone in team laugh

Parvez : abhi lekar aata hu bhai yaa phir hum order karate hain na

Karan : order ki baat hi mat kar voh ladoo maar dalegi abhi voh bahar aayi hain ussea vanity tak lekar aa jaa jaldi agar dear kiya na toh voh gussa ho jayegi

Parvez : yea pehla bolna tha na ki teju bhabhi aayi hain

Karan : bhag abhi tu

Parvez ran to teju van

Tejran 🌼Where stories live. Discover now