Baatein kuch unkahi si - part 2

Start from the beginning
                                    

Raksha Bandhan 2018

Raman: Mujhe aisa laga ki Anu aya tha idhar

Karishma: Aisa kuch nhi hai....Mai jhoot bolkar akeli ayi hoon

February 2019

Karishma: Happy anniversary bhaiya bhabhi

Viyom: Namaste mai Viyom Singh Karu ka pati aur Anubhav ka jijashree aur sakha hoon....Karu ne bataya aap sabke baremei....issilye raha nhi gaya aap sabse milne k liye

Raman hug Viyom: Uska khayal rakhna Viyom

November 2020

Karishma told Raman about Haseena and her family and also told that Bhavna get attracted with Haseena like Ishita and Ruhi. Raman told her to get them marriage for the sake of Bhavna. After few days Karishma told him about Bhavna's child custody case. Raman and Ishita suggested to get Anuseena marriage for Bhavna. They did preparation of Anuseena's marriage secretly. Raman choose Anubhav's sherwani meanwhile Ishita choose Haseena and Bhavna's dress. Ishra suggest some songs for the functions

Fbs end

Anubhav look at his family with tearful eyes

Anubhav: Hum Kshama k yogya hi nhi hai

Maa: Aisa nhi hai beta.....hum sab tujhse naraz nhi hai bass apne dono bete ko saath dekhne k liye taras gaye the

Baba: Aur ab sab thik hai....tu apne ateet se dur apno k pass hai

Karishma: Haan bhaiya bhula dijiye....ab sab thik hai

Anubhav: Ek shart par hum Jyesth ko phirse CEO of the year award pate huye dekhna chahate hai

Raman nodded: Thik hai

Anubhav hug Raman: Kshama kar dijiye hume jyesth

Raman: Maine pehele hi kaha tha na ki humari galati nhi hai bass halat ki galati hai ab hum sab move on kar chuke hai....ab ek saath rehte hai

Anubhav went toward Haseena: Apne bohot villamb Kiya humare Jeevan mei dubara ane mei warna hum kabka apne jyesth se punah milte.....Bhav ko uska pura parivaar ka prem milta.....Dhanyawad Priye humare Jeevan mei ane k liye

Ishita: Accha raat gayi baat gayi...Abhi sab aaram karo

Everyone went to their rooms

At Anuseena's room

Haseena was feeding Hasan meanwhile Bhavna asking her questions

Bhavna: Accha Hasimaa yeh bataiye.....aap Anuj ko har do ghante baad kyun dudh pilati ho....unhe itni jaldi bhookhi kyun lagta hai

Haseena: Chotu babies ko har do ghante baad dudh issilye pilate hai kyunki unka pet bohot chotu hota hai aur issilye unhe bhookhi lagti hai

Anubhav make fake cough: Kya hum andar ashakte hai

Haseena: Haan....Hasan ka Khana hogaya hai

Bhavna went to Anubhav's arms

Bhavna: Baba Kya hume bhi har do ghante baad bhookhi lagti thi

Anubhav nodded: Haan....aur aap ab ajse yehi rahogi kyunki aapke Hasimaa ne aapko bohot missi missi kiya hai

Bhavna: Toh Anuj kaha rahenge agar hume rahe toh unhe jagah nhi milegi

Haseena: Milegi....aap baba k pass sona aur Hasan humare saath....aapko pata hai Hasimaa ne aapko Kitna missi missi kiya hai aur agar aap yehaan nhi rahi toh Hasan aapko bohot yaad karega

Bhavna: Thik hai hum yehi rahenge ajse aap teeno k saath....apne Anuj aur Hasimaa k liye kuch bhi karne ko taiyaar hai

Anubhav: Aur humare liye

Bhavna: Haan aapke liye bhi....sayad aapko jalan horehi hai

Anubhav pull her nose: Jii nhi hum bass aise hi pooch rehe the

Haseena: Bhav humare pass aao...Hasimaa aapko sula deti hai abhi dekho aapka Bhai bhi so gaya now Didi will sleep

Anubhav make Bhavna lay down on bed and smile on them. Haseena look at him and then make Bhavna sleep

Haseena: Dekhiye humare ane wali pedi kitni badi hai junior Bhalla Singh siblings

Anubhav: Aur bhi layenge

Haseena punch him: Sayad aap bhul rehe hai ki ab aisa nhi karshakte kyunki hum sabka bada beta Adi ab adulthood mei hai Kuch saal mei Shaadi hogi uski Ruhi bhi 18th ki hogi....aur baki Bacche bhi teenage mei ajayenge

Anubhav: Yeh na darasal aapki aur Bhabhishree ki galati hai aap dono humare Jyesth aur humare Jeevan mei villamb ayi issilye bacche bhi villamb aye

Haseena: Ek kaam kijiye aap sab Bhai behen aj raat akhri baar apna bacchpan jiye terrace par

Anubhav: Aapko kaise gyaat hua ki humara yehi maan karraha hai

Haseena: Abhi Bhabhi ka message aya ki bhaiya aap dono ki bacchpan ki Kahani suna rehe hai Ira ko....toh hum dono decided kiya kyun na aap sabko aj bacchpan ki galiyon mei bheje.....terrace par Simmi, Romi, Karishma aap dono ka wait karrehe hai jaiye

Anubhav: Ek kshan k liye humare pass ayiye na Priye

Haseena went toward him and he hug her tightly

Anubhav: I love you

Haseena: I love you too

Anubhav: Waise jhansi ki rani ek kissi dijiye na hume

Haseena: Ji nhi apke bacche yehi hai abhi

Anubhav smile and went to terrace with Raman

Anubhav: Aj punah varshon baad hum sab Bhai behen terrace par ek saath kuch meethe pal guzarenge

Karishma: Haan.....Mai bohot excited hoon

All the siblings lay down on floor and looking at the sky

Raman: Bacchpan ki din yaad agaye

Anubhav: Haan Jyesth aur Kuch saal baad hum sabke bacche aise ek saath terrace par samaye bitayenge

Karishma pov: Thank you Bhagwan ji sab thik kar dene k liye

Karishma: Bhaiya chalo ludo khelte hai

Anubhav: Woh aap Simmi aur Romi kheliye hume aur jyesth ko koi ruchi nhi hai....hum dono match movie dekhenge....kyun Jyesth

Raman giggle: Haan.....Tum bacche log ludo khelo

Anubhav: Aur hum bade log match movie dekhenge

Karishma, Simmi, Romi give fake glare but laugh at the end. All the scenes are notice by elders of the house and smile that now everting is fine in their house

Raman pov: Thank you Chandchala for everything. I love you

Anubhav pov: Dhanyawad Priye for everything. I love you

Precap: The unbreakable bonds
5 saal baad

Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅Where stories live. Discover now