Haseena see Anubhav is lost in thoughts
Haseena: Kya hua Anubhav
Anubhav: Humne bohot kho diya hai Haseenaji.....humne Satya janna hai Jyesth aur behena se
Haseena: Konsa sach Anubhav
Anubhav: Dekhiye Haseenaji hume Delhi shift hone mei 2 saal purn hone wale hai parantu hume yeh gyaat nhi hai ki 5 varsh pehele Bhai agar humse milkar nhi na milkar chale gaye tab unpar kya beeti aur woh dubara kyun nhi aa paye.....behena har varsh 3 baar ek hafte k liye Kya karti thi.....maa baba unka Kya hua hoga apne dono bete ko alag dekhkar.....jab Bhai ki baat thi tab humne haal paal ki khabar rakhte the kyunki hum naraz the natfart nhi thi lekin Kamini k karan humne samme usne rishta toda jabki unhone kuch nhi kaha woh....woh apne duniya mei the kisi k baaton ka dhyaan nhi derehe the parantu jab baat humari ayi toh Jyesth toh kadashit bohot bada jhakta laga hoga kyunki tabtak Naya Raman samme agaya tha apno k pass aur hum ban gaye dusra tuta hua Raman
Ira start crying
Haseena: Anubhav aap Ira ko kamre mei sula dijiye hum Hasan ko feed kara k ate hai
Anubhav went toward Ishra's room to make sleep Ira. He found same sherwani which he wear at Lucknow on his wedding and some his and Bhavna's pictures
Anubhav: Bhabhishree Ira ko sula dijiye
Ishita take Ira in her arms
Anubhav remember Karishma's and Raman's words
"unka haq hai aap par ki woh jane ki unka sakha kaise hai....chupke the dekhte hai aapko aur bacchpan ko yaad karte hai "
"tere Shaadi ki sari taiyaari maine aur Ishita ne ki hai dur rehkar"
Anubhav: Jyesth humara haq hai ki hum jane unn 5 varshon mei kya kya hua hai. Behena ati thi yeh gyaat hai parantu aap par Kya beeti humare baremei sunkar woh janna....Kuch baatein adhuri hai joh humne janna hai Jyesth
Anubhav almost cried
Karishma listen all his words and look at Raman who is trying to stop his tears
Karishma: Ro lijiye Ram bhaiya aj joh aapke samme aisi Shikhayatein karrehe hai woh aapka bacchpan ka dost Anubhav hai jise aapke baremei apne parivaar k baremei janna hai woh Naya Anubhav joh 5 saal baad lauta hai apne ateet se.....bhabhi aap Ira ko lekar ayiye neeche hum teeno bhi jarehe hai pura parivaar hai aj Anu bhaiya ko unke har sawal ka jawab milega agar nhi mila toh unhe ghutan mehsoos hogi
At hall
Karishma: Bhaiya jab aap 5 saal k liye bohot zadya busy hogaye the Bhavna aur desh mei tab hum sab taras gaye the aapka saath pane k liye.....aap pass rehkar bhi dur the aap bhi Ram bhaiya k tarah formalities karte the Ghar mei
Raman: Shuru se batata hoon
30 June 2016
Raman and Karishma return to home. Raman directly went toward Anubhav's room to pack his bag
Maa: Kya hua
Karishma: Bhaiya mei himmat nhi hui samma karne mei
Baba rush toward Anubhav's Room
Baba: Beta maat jaa aise
Raman crying: Toh Kya karun chote papa....ab mai tuta hua Raman nhi hoon....mujhmei feelings agayi hai apno ka dard bardhasht nhi hota....abhi joh dekh kar aya hoon usse ab pata chal gaya ki meri galti ki saza ab mere Bhai ko bhi milrehi hai.....khaas uss wakt uski baat sun leta toh iss tarah hum dono ka Kismat ek jaisi nhi hoti.....Maa ne Ruhi ki bacchpan ki kapde bheje hai boli ki mere choti poti ko dena jakar hi pehna dena aur bolna yeh kapde tumhari Badi behen Ruhi Didi ka hai.....Ishita ne din raat bunai karke Bhav k liye kapde banai....bhalai hi ab Bhav ki maa nhi hai par Ishita ne maa ka farz nibhaya yeh kapde bhejkar.....Ruhi ne apni choti behen k liye apna favorite teddy bear diya.....sabkuch bardbad hogaya hai mera pura parivaar alag hogaya hai....2 saal pehele hi ajana chahiye tha warna yeh sab nhi hota
BINABASA MO ANG
Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅
FanfictionBhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anubhav come: Bhavna kitni baar bataya aise haath nhi chodte Haseena: Galti haath chodne wale ki hoti hai Anubhav: Aap hume maat shikhayiye ki...
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Magsimula sa umpisa