Living seperately

1.6K 77 15
                                    

Here scene starts from abheera coming towards armaan to share their life biggest happiness as she was pregnant but before she could speak armaan spoke and world turned upside down
Ar- abheera kya mein tumse ek swaal puch skta hu
Ab- hnn pucho jldi phir mujhe bhi tumhe kuch btana h
Ar- abheera dekho yeh mat smjhna ki mein tum pr shk kr rha hu pr agr meine nhi pucha toh mein jii nhi paunga iss swaal ke sath
Ab- hnn armaan pucho
Ar- abheera kya tum prso Manav ke sath hotel room mein tumhare aur uske bich kuch hua Tha
Abheera was shocked tears were rolling down her face she gathered some courage and spoke
Ab- dekho armaan jaisa tum soch rhe ho waisa kuch nhi h aur mein aur Manav glti se ek hi room mein chle gye the aur udhr mujhe chkkr aa gya Tha isliye vha pr time lg gya aur baki jaisa tum soch rhe ho vaisa kuch nhi hua
Ar- thank u abheera tumne mera shq dur kr diya you don't know tumne mere dil ko Kitna hlka kr diya Ab tum bhi kuch btane Wali Thi na
Ab- nhi kuch nhi wo toh bs meine ek case jiita Tha isliye tumhe wo batane aayi thi aur  don't worry jaisa tum soch rhe ho waisa kuch bhi nhi h
Abheera didn't told armaan about her pregnancy as she didn't knew if he questioned about the existence of their child so she left the room and came downstairs keeping the hand on her belly slowly she descended the stairs
On reaching downstairs Vidya saw her
Vi- kya hua abheera tumhe bhook lg rhi h
To vidya's shock abheera hugged her and Vidya caressed abheera's hair and spoke
Kya hua beta tum theek ho
Ab- maa kya aap mujhe mere swaalo ka jwaab dengii
Vi- hnn bolo beta
Ab- maa meine kbhi kbhi bhi armaan ko aisa feel krne diya ki vo mere liye meri number one priority nhi h ya mein usse pyaar nhi krti aur uske hi dost ke sath milkr usse cheat kr rhi hu
Vi- nhi beta yeh tum kya bol rhi ho hum sb jante h tum dono ke bich mein Kitna pyaar h
Ab- toh maa armaan ko aisa kyu lgta h ki mein uske hi dost ke sath milkr usse cheat kr rhi hu
Vidya got shocked to listen her and took her to her room
Vi- abheera tum yha aao mere room mein
They both went to Vidya room
Vi- Ab btao kya hua h
Ab- maa prso mein armaan ke liye surprise plan krne ke liye hotel room gyi thi aur wahi pr meine Manav ko bulaya Tha kyuki uske pass idea Tha kii armaan ko kese manaya jaye aur phir jb tk Manav aaya tb tk mein sofa ke piche khadi thi aur mujhe chkkr aa gye to mein vhi pr behosh ho gyi aur phir mujhe pta nhi Manav kb aaya aur kb chla gya phir jb mujhe hosh aaya toh meine dekha Manav wha pr note chod kr gya Tha ki usse ek jruri kaam aa gya h jiski wajah se voh mujhse nhi mil skta phir mein bhi vha se aa gyi aur aaj jb mujhe pta chla ki mein pregnant hu toh mein armaan ko btane gyi aur usne mujhse pucha ki kya mere aur Manav ke bich kuch h btaie maa isme meri ya mere bche ki kya glti h
Vi- nhi abheera tumhari koi glti nhi h aur beta tum pregnant ho
Ab- hnn maa mein yeh sbse pehle armaan ko btana chahti thi pr Ab nhi
Vi pr beta uska hk h apne bche ke bare mein janane ka beta aur rhi baat armaan ki mein usse smjhaongi aur voh tumse maafi bhi mange ga
Ab- nhi maa aapko meri kasam h aur jitna Hak armaan ka iss bche pr h utna hi Hak mera bhi h iss bche pr aur usne aaj mere character pr ungli uthayi h aur kl ko agr usne mere bche pr ungli uthayi toh mein kya krungi maa btayie mein kya khungi mein apne bche se ki uske hone se pehle hi uske papa ne uski mumma se yeh pucha ki yeh bch kiska h
Vi- nhi beta aisa kuch nhi hoga aur tum chinta mat kro waise bhi armaan ke papa ek case ki wajah se gye hue h toh tum mere sath rhe lo pr hum iss bche ke bare mein sb ko bta to skte h I promise jb tk tum nhi chaugi armaan ko btana tb tk koi usse kuch nhi btayega
Vidya told this to everyone and everyone was angry on armaan but were very happy for abheera that they are soon getting a promotion
Abheera came to the room to take some of her stuff
Ar- abheera tum keh rhi thi ki tumhe chkkar aa gye the tumhe doctor ke pass Jaana h toh hum abhi chl dete h
Ab- dekho armaan aaj tumne mere character pr ungli uthai thi isliye I want some time toh jb tk mein maa keroom mein rhungi aur chinta Mt kro kisi ko koi problem nhi hogi and pls yeh fake concern dikhana bnd kro mere liye aur rhi baat tumhari kii tumhe koi problem h ya nhi isse mujhe koi frk nhi prdta and please mujh se baat krne ki koshish bhi mat krna aur agr tumne aisa kuch bhi Kiya toh mein yeh ghr chod kr chli jaungi
Ar- please abheera aisa Mt bolo tumhe pta h mujhe tumhe gale Lagaye Bina neend nhi aati aur voh swaal mein iss liye pucha kyuki  Manav ki wife ne mere dimaag mein yeh sb Daal diya Tha please aisa Mt kro I love you abheera
Abheera didn't said anything and went to Vidya room and ended up throwing in the washroom all came running to her
Days passed
Armaan wanted to talk to abheera but she was not willing armaan noticed everyone was taking care of her more than they did earlier he was happy by seeing this but wondered what happened to them but he shrugged that thought thinking it must be usual
One day armaan took abheera's favourite flowers and chocolate for her as he listened when she was asking asha tai (maid) for chocolates but at house they didn't had any so he thought to take it for her but he knew if he would give her than she will not accept it so he thought to keep it in the room itself
When he was keeping it in the room he saw some hospital file and wondered what had happened to abheera
And when he read the report his happiness has no bounds but then he realised that this report is of 2 months ago
Ar- abheera abheera kha ho tum
Abheera came from washroom and was looking very pale
Ab- kya hua armaan meine tumhe mna Kiya h mere se baat krne ko mein khud aa jaungi  hmare room mein jb mera mn hoga toh Ab kisliye yha aaye ho
Everyone also came listening armaan scream
Ar- arre tum meri baat ka jwab do pehle tumne kyu nhi btaya ki tum pregnant ho aur please yeh mat kehna ki tum mujhse gussa thi ya phir tumhe btane ka mauka nhi mila
Ru- armaan uski hallat dekho aur tum us pr chila rhe ho abheera tum please baith jao aur armaan tum bhar jao please aur agr tumhe abheera se baat krni h toh shanti se kro
Ar- dekho ruhi yeh hmara matter h hum please baat krlenge aur app sb log please bhar jaiye mujhe meri wife se baat krni h aur cginta mat kijiye mein apni wife aur apne bche ka Acha se khayal rkh lunga
Vi- agr aapni wife ka itne ache se khayal rkhna jaanta h toh kyu usse voh swal pucha kyu uske character pr ungli uthai ha bol jwab De aur agr usne tujhe bche ke baare mein nhi btaya toh kya hua arre shukr mna ki voh gyi nhi yeh ghr chod kr kyuki usse pta h ki ek bche ke liye pariwar Kitna jruri Hota h uss din tune abheera pr swaal nhi Kiya Tha us din tune meri parwarish pr swaal uthaya Tha meine toh tujhe kbhi nhi sikhaya ki tu apni biwi ke character pr ungli utha kyu Kiya aisa tune
Ar- maa aapko pta Tha iss bare mein ki mein baap bnane wala hu toh aapne mujhe kyu nhi btaya kyu Kiya aisa aur meine uss swaal ke liye abheera se mafi bhi Mang li h
Dadi saa slapped armaan All got shocked as  dadi saa  never slapped armaan
Da- tumhari yeh swaal puchne ki Himmat bhi kese hui armaan
Due to all these thing abheera got unconscious but as ruhi was standing beside her she held her
Ru- maa dekheiye abheera behosh ho chuki h
Armaan didn't cared that he was slapped by dadi and immediately moved towards abheera and and took her in his arms and made her lay on the bed
Ar- krish jldi se doctor ko bula abheera aankhe kholo abheera dekho tum Jo chahe mujhe saza De Dena pr please abheera aankhe khole
All had tears in their eyes seeing Armaan's condition and in some time doctor came
Doctor checked abheera
Dr- dekhiye inko yeh sb stress ki wajah se hua toh please inhe stress se dur rkhiye aur meine kuch vitamins De diye h vo inhe dete rhiye bki inhe hosh thodi Der mein aa jayega
Ar- Dr kya mein abheera se mil skta hu
Dr - hn mil lijiye
Armaan goes inside the room and saw abheera lying on the bed he caresses her head
Ar- I m sorry abheera mujhe voh swaal nhi puchna chiye Tha I m very guilty for it abheera please mujhe iss bar maaf kr do mein tumhe kbhi pareshan nhi krunga aur kbhi tumpr gussa nhi krunga pr tum agr mujhe hmare baby ke bare mein pehle btati toh mein kbhi aaj vo nhi krta Jo aaj hua I m sorry abheera mein tumhare stress ki wajah hu I promise mein tumhare aas pass bhi nhi aaunga aur nhi hi tumhare stress ka karan bnunga aur nahi tumhe aur hmare baby ko kbhi meri wajah se dikkat nhi hogi armaan kissed her forehead and and her belly 
Hey baby mein aapke papa hu aapko pta h mein aapse aur aapki mumma se bhot pyaar krta hu aur aapko pta h aapki mumma mujhse gussa thi toh mujhe aapke baare mein nhi pta Tha isliye hmare introduction nhi ho paya pr koi baat nhi jb tk aapki mumma mujhe maaf nhi kr deti hum raat ko hi baat krenge aur ek baar aap bhar aaj jao pgir I promise mein aapko aur aapki mumma ko hmesha khush rkhungna I love you baby but after your mother I hope you don't mind byee aab mumma ko hosh aane wala h aur agr unhone mujhe dekha toh woh phir se pareshan ho jayengii pr I promise ki mein aapki mumma ko jldi mna Lunga aur hum phir ek sath hmare room mein rhenge he kissed her belly again
And left the room abheera opened her eyes which she was closing earlier with much difficulty
Ab- I know armaan ki tum mujhse aur baby se bhot pyaar krte ho pr mein kya kru mein jb bhi tumhe dekhti hu toh mujhe voh swaal yaad aa jata h kyu pucha tumne voh swaal khadusmaan kyu
Days passed and it became habitual for armaan to come to abheera's room after all the family members slept and to keep a sorry card with some chocolates and flowers and he used to talk to with baby till midnight and then go back to his room
Armaan thought that abheera doesn't know that he comes in her room and speaks to their child and she only knows that he keeps those things for her
But abheera knew every single word armaan says to the baby and she used to lay earlier on the bed so that armaan can come and could spend some time with baby and she has read all the cards given by him but shows that she didn't read any and just keeps them on the side table
Days passed one day abheera was alone at home and armaan came from the court and found no one in the hall then he remembered that everyone had left for a function but abheera was unwilling to go so decided to stay here only
Armaan went to kitchen to find something to eat but found nothing to eat so he grabbed a plate of salad for himself and ate it then he went to abheera's room there he saw that she was sitting on the bed and reading a case file
Ar-  abheera raat bhot ho chuki please aapne aap ko exert mat kro aur soo jao it won't be good for you and baby as well
Abheera eyes had tears in it when she  looked at him he saw the tears he become worried
Ar- kya hua abheera tum ro kyu rhi dekho agr tumhe bura lga ho toh I m sorry I didn't said that with an intention to hurt you it was just out of concern
Ab- nhi armaan I m not crying for this
Ar- toh khi drd ho rha hospital jaana h ya kuch chaiye tumhe
Ab- hn
Ar- kya chaiye btao mein abhi le kr aata hu
Ab- tum mere sath aa kr baitho na see baby is missing you
Armaan happiness has no bounds in these 3 months finally abheera spoke to him and that too sit with her and comfort her
Ar-are you sure abheera
Ab- hnn armaan please aa jao I know tum bhot thak gye ho pr please sirf 15 min
Ar- nhi abheera mein bilkul bhi nhi thaka hua
Armaan came to bed and then sat on it and abheera hugged him and put her head On his chest both were sitting like this only
Ar- abheera tumhe kuch khaane ka man ho rha h kya kuch bnau tumhare liye
Ab- armaan tum sch mein mere liye kuch bna doge
Ar-hn Jo tum kho
Ab- toh chlo tum mujhe noodles bna kr De do mujhe voh khaane ka man h
Armaan was about to got but abeera stopped him
Ab- kya akele akele ja rhe ho mujhe aur baby ko chod kr aao Hume bhi le chlo aapne sath
Armaan took her in his arms he was little careful being  while walking
Ab- arre jis speed se tum chl rhe ho uss speed se to hum prso tk pohachenge
Ar- woh bby ki aur tumhari safety ke liye dheere chl rha tha aur lo hum pohach bhi gye
Armaan made her sit on the slab and started making noodles for her he made and was about to give her when he saw that she was about to fall asleep he put the noodles on the slab and patted abheera's face
Ar- abheera tumhe neend aa rhi h
Ab- nhi armaan vo tum noodles bna rhe the toh meine socha ek choti si jhapki le lu tumne mere noodles bna diya
Ar- hnn chlo aa jao hum noodles khaye
Ab- yeh hum hum  kya lga rkha h noodles sirf mein khaungi
Ar- Acha theek h
He took her in his arms and again went to their room and made her eat noodles
Ab- armaan kya tum aaj yhi pr soo jaoge
Ar- dekho abheera mein yha pr soo jaunga pr tumhe koi takleef toh nhi hogi na
Ab- nhi and baby is also missing his father
Ar-  hey it is not his it is her my baby will be princess
Ab- see  tumhe Jo bolna h bolo pr mujhe pta h ki Hume beta hi hoga so let's end the topic and sleep
Both slept at first armaan maintained a distance from abheera but later on she pulled him in a hug and they both slept with a peaceful smile on their face after somany days
In the morning all came back and everything went normal in afternoon time abheera called armaan
Ab- kya tum free ho armaan
Ar- hnn bolo tumhe kuch chaiye ya koi baat krni h
Ab- nhi mujhe kuch chaiye nhi bs aaj mera ultrasound hoga aur doctor aaj hmare baby ki heartbeat sunaynge so I wanted ki agr tum aa skte ho toh agr nhi toh koi baat nhi mein maa ke ya ruhi ke sath chli jaungi
Ar- nhi nhi abheera mein free hi hu mein abhi aaya
Intern - pr sir aapki toh meeting h na 10 min mein
Ar- meri sari meeting cancel krdo aur mein Ab office nhi aaunga aaj toh bilkul bhi nhi
In- sir pr isse hme bhot bda loss ho jayega
Ar- mere liye koi loss mayine nhi rkhta aur boss mein hu tum  Jo kha h utna kro aur kuch nhi smjhe
Armaan left for home in just 5 min and usually it takes 15 min to reach home but today he drove that fast that he himself doesn't know
They both went to doctor and listened the heartbeat of their baby both were very happy on their way back abheera saw  a stall
Ab- armaan
Ar- hnn abheera bolo
Ab- armaan mujhe golgappe khaane h please khila do
Ar- dekho abheera yeh hygienic nhi h agr tumhe khaane h toh hum ghr bna kr kha lenge
Ab- nhi armaan mujhe ye hi khaane h
Ar- dekho abheera try to understand mein ghr jaate hi tumhare liye golgappe bna dunga pr please tum abhi jidd Mt kro
Ab- pkka ??
Ar- pkka
As soon as they entered the home armaan went in kitchen to make golgappe for abheera Vidya came and saw it
Vi- armaan kya kr rha h
Ar- maa voh abheera ko gol gappe khaane h toh vhi bna rha hu
Vi- Acha la De mein bna deti hu
Ar- nhi maa mein bna dunga itne time se usne mujhse kuch nhi kha Ab thodi toh meri wife ke mood swings ka pta chlne dijiye and  I m enjoying all these things
Vi- pr beta tu bhi toh thak gya hoga na office mein
Ar- nhi maa abheera ke liye mein kuch bhi kr skta hu
Vi- Acha bna tu le or mein yha khd kr tujhe Jo smaan chaiye vo deti jau phir tu jldi se abheera ko golgappe De Dena
Armaan made gol gappe for her and took it to her room when abheera was sitting in a grumpy mood
Ar-dekho abheera lo tumhare gol gapped ready h
Ab- nhi mujhe nhi khaane
Ar-arre kyu Ab kya hua
Ab- nhi armaan Ab mera khaane ka man nhi h sorry meine tumhe pareshan kr diya
Ar-arre koi baat nhi abheera tumhe kuch aur chaiye khi Jaana h tumhe
Ab-tumhe kese pta ki mujhe khi Jaana h
Ar- bs aise hi btao kha jaogi
Ab- hum tumhari favourite jagah chlte h wha or thodi Der baithenge aur phir ice cream kha kr wapis aa jayenge aur please Ab yeh mat kehna ki hum ice cream nhi khayenge
Ar- okk hum chlte h
They both went there and were sitting on the bench
Ab- armaan agr mein khu ki meine tumhe maaf kr diya phir
Ar- agr tum yeh khogi toh mein tumhara hmesha ehsaanmnd hounga ki tumne mujhe meri glti ke bavjud maaf kr diya aur mein promise krunga ki aage se tumhe kbhi koi shikayat ka mauka nhi milega aur mein ek Acha husband toh nhi bn paya pr ek Acha father bnane ka Pura try krunga
Ab- ohh khabrdaar mere Pati ke baare mein bola ki vo ek Acha husband nhi h voh duniya ka best husband h
Ar- Acha jii
Ab- hnn ji
Ab- armaan tum mujhse nafrat toh nhi krte na ki meine tumhe bby ke kareeb nhi aane diya
Ar- nhi blki I m grateful ki tum meri glti ke bawjud hmare hi ghr pe rhi Taki hmare bby ko sare rishte ko pta ho aur jo bchpan uska Tha aur Jo Hak uska Tha usko mila
Ab- why are you so good armaan
Ar- I m not good actually you are lying I m the worst Jo husband aapni biwi pr shk kr skta h voh kbhi Acha nhi ho skta
Ab- shut up khadusmaan aur please bche ke baap ko worst Mt bolo aur Jo hua usse bhul jao
Ar- kya tum bhul paogi
Ab- hnn mein toh bhul bhi chuki hu aur apni aage ki life ke sapne dekh rhi jisme mein tum hmara baby aur hmari puri family hogi
They both side hugged each other and lived happy after that
The end
Hope you will like this part just came an idea so wrote about it and I know this is not related to gen 4 but gen 2 but I don't know hoe I wrote so please cooperate with this part
Next part will be uploaded when this part will have atleast 50 votes
Till then
Take care
Your author

Abhimaan/ Maahira Os Where stories live. Discover now