Santu to know about Cheetah-Binni?!

Start from the beginning
                                    

HM: Nahi Pushpa ji, iss kahani ka anth Ajay ke case ke anth ke saath hoga.

Everyone nods.

HM: Santosh Sharma, aapko Central jail report karna hain.

SS: Ji Maddam Sir. Main chalti hu.
Jai Hind! (Stamps her feet)

Santu went.

AV: Hume kisi kaam se bahar jaana hain Miss Mallik, chalte hain.

Haseena nods.

DJ: Jai Hind madam. (To HM and KS)

AV and DJ went.

HM: Chaliye get back to work. Karishma Singh aap humare saath aaiye.

KS: Ji.

KarEena went out of thana.

...

Somewhere

AJ: Dad, paasa ulta padh gaya...uss Haseena Mallik ko main nahi chhodunga. (Angrily)

SV: Tu kyun chinta karta hain, apne kaam pe dhyan de. Kal tak saara samaan taiyaar hona chahiye rawana karne ke liye, fir parso tu chale jaana.

AJ: Hmm! Aur usska kya?

SV: Ussko vahi sadne de...

AJ: Bhaagne ki koshish karegi woh, ziddi giid hain.

SV: (laughs) Kaise bhaagegi...apne log hain na vaha, usska khyaal rakhne.

AJ: Ek baat toh hain dad, aapka dimaag bada kamaal hain.

They both share a laugh.

...

Central Jail.

Santu reached the jail.

SS: Jai Hind sir. Constable Santosh Sharma, Mahila Police thana reporting. (Salutes)

Officer: Jai Hind!
Aap Cell no. 289 mein assign hui hain. Yaha sign kar dijiye. (Keeping register on table)

Santu nods. She did as ordered and headed towards the cell.

...

Park

Haseena and Karishma were walking.

HM: Karishma Singh, aap hume kal kuch batana chahti thi?!

KS: Ji maddam sir. Kal humne party ke dauran Vikas ke baal ka sample le liya tha, DNA test ke liye.

HM: Good!
Humne bhi forensic ki reports jab criminal records se match karne ke liye bheji, toh pata chala hain ki woh blood samples Ajay ke nahi hain.

KS: Ek baar Vikas ke reports aa jaaye, hum dono reports ko match karwa lenge Maddam sir.

HM: Ji. Aur... (Stops)

KS: Kaa hua Maddam sir, kahiye na?

HM: Aa...umm! Kuch nahi!

KS: Aap humse be-jhijak hoke baat kar sakti hain... (smiled)

HM: (takes a deep breath) Hume pata nahi aaj aisa laga jaise Commisioner sir kuch kehena chahte the Mr. Amar se, kuch strange expressions the dono ke.

KS: Chhodiye na Maddam sir, hoga kuch.

HM: Hmm! Chaliye.
.
.
.
KS: Aap aur kuch bhi kehna chahti hain Maddam sir, humko pata hain. (While walking)

Haseena gave her an amazed look.

KS: Shayad aap bhool rahi hain, ki hum aapke junior hone ke saath aapke dost bhi hain.
Aur woh dosti hi kaisi, jo khamoshi bhi naa samajh paaye.

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now