Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻

Start from the beginning
                                    

Anubhav: Sahi kiya apne koi aapke kesh ya aapke vyaktigaz cheezon ko ka Galat istemal kare toh unhe kyun chodna

Suddenly Anubhav's hand filled with fake hairs....he get scared on listening Haseena's words

Haseena giggle and continue: Wohi toh mehnat ki kamai hai boss aise kaise chodti usko..... humare kesh kharap karne k liye....waise aap ruk kyun gaye Anu

Haseena was turning toward him but he suddenly keep the fake hair in his pocket

Anubhav: Malish hogayi issilye

Haseena: Itni jaldi

Anubhav: Haan ab aap nidra kijiye

Anubhav pov: Ab samajh mei aya jodru ka gulam ka asli arth aur Bhai ki baatein yehi sanket derehe the....hum hai hi Pagal Punjabi Munda.....ab yeh Jhansi ki Rani devi hume maar hi dalegi kand joh Kiya hai itna bada

Whole night Anubhav couldn't sleep Haseena try to hug him but he trying to stay distance from her due to fear. She is smiling

Anubhav pov: Kal toh sarkari chutti hai Ghar mei rehna padega kaise isko sujhla de

Tomorrow Anubhav wake up and keep the fake hair in bin

Anubhav: Nhi jhansi ki rani ko pata chal jayega.....bag mei dalta hoon aur seedha Bhai se baat karne jate hai

Haseena laugh: Bechare Anubhav unki toh band bhaj gayi....uff sorry jodru ka gulam hai Anubhavji

Anubhav run toward Raman: Jyesth bachao hume jhansi ki rani devi se

Raman: I can't do anything right now joh hogaya so hogaya ab bolne se kya faida.....Kal samdhan karraha tha apne indirect baaton se

Anubhav: Ab kya hoga jyesth

Raman: Scenes dekh bohot tripia iccha haina jodru ka gulam banne ka

Haseena from room: Anubhav suniye toh

Raman: Bulawa agaya ab jaa.....listening roaring from your sherni

Anubhav in fear went to room

Haseena: Anu aapne humara dupatta dekha tha safed rang ki

Anubhav: Nhi toh

Haseena smile: Accha thik hai

Anubhav pov: Ab kya hoga humara.....jina Haram kar degi ab toh ya toh puri Jeevan unke taane sunne ko milegi

Haseena look here and there and finally touch his bag

Anubhav get shock: Are ismei kuch nhi hai....ismei kya dekhrehe hai aap

Haseena without listening his words and open his bag and found fake hair and start her fake crying

Haseena fake crying loudly: Apne humare Pyaare pyaare kesh kaat diye.....mehnat ki bacchpan ki kamai thi humara pyaara kesh

Anubhav: Are toh phirse ajayenge ismei rone ki kya baat hai jhansi ki rani devi

Haseena: Aap bolrehe ho ismei rone ki kya baat hai.....are mehnat ki kamai thi jise apne sada k liye mita diya kaat diya.....aur.....aur Bhav woh kaise humare kesh k saath khelegi boliye....unhe chain nhi ata kesh k saath khelne se balki soti hi nhi hai

Anubhav: Are Jhansi ki Rani devi thoda sa hi toh nikal gaya dubara ajayenge

Haseena: Aapko thoda sa lagraha hai are humare liye thoda nhi bada jhakta hai....apne humare kesh kharap kiye.....hum aapko maaf nhi karenge dekhna

Anubhav: Toh aapki maafi k liye hum kya kare boliye

Haseena: Paper mei likhiye ki hum humse darte hai....aap bhi jodru ka gulam hai Raman bhaiya ki tarah

Anubhav: Thik hai karte hai Jhansi ki Rani devi

Anubhav start writing

"Haan hum bhi apne Jyesth bhratashree Raman k tarah jodru ka gulam hai. Hum bhi baki patio k tarah apne ardhangini se darte hai. Woh joh bhi bolti hai hum bina kuch kahe chup chap har karya purn karte hai"

Anubhav: Khush....Santosh mil gayi aapko jhansi ki rani devi

Haseena: Haan......jayiye humare liye Pani lekar ayiye

Anubhav left Haseena giggle and laughing on his poor situation. She take the pic and send in family group

At kitchen

Anubhav take glass suddenly whole family come and look at him like he did some crime right now

Anubhav: Kya hua aap sabko

Maa badima, baba bade papa: Tune bhi Raman k tarah humari nak katwa di....ban gaya na dusra jodru ka gulam iss Ghar mei

Anubhav pov: Inhe kaise pata chala....jyesth bhi gusse mei hai

Ishita and Viyomshma come while laughing: Yeh Kya hai next jodru ka gulam

They make Anubhav watch the pic in group and Haseena too come and doing melo drama

Haseena: Dekhiye na sare kesh kharap kiye.....sare k sare kesh nikal diye inhone

Anubhav: Are thoda sa hi kesh tha na

Raman: Oye behena ab yeh nautanki band kar

Anubhav look at Raman: Arthat inhone hume chuna lagaya

Raman nodded with smile

Anubhav: Behena Satya Satya kahiye warna hum aapke kesh satya mei kharap kar denge....dekhna

Karishma: Haan thoda masti ki toh kya hua. Toh aap mante ho na ki aap bhi Ram bhaiya k tarah jodru ka gulam ho

RamBhav join their hands and loudly said 🙏🏻: Haan hum dono Bhai mante hai ki hum dono jodru ka gulam hai. Yeh do sher bass aapni sherni se hi darta hai

Hasihita: Good

Children return from their grandparents home

Hasihita: Baccho fresh ho lo.....hum nasta lekar ate hai

At kids room

Bhavna: Bhaiya Didi hume Chachu Ishimaa ki vivah dekhna hai.....aur Didi bhi thi....dono punah vivah bhi Kiya jismei bhaiya Rama(Pihu's nickname from school and Bhavna) Ishaan the.....Pihu Ishaan tab 4 varsh k the tab hum bhi toh 4 varsh k the na....Hume kuch gyaat nhi hume unka vivah dekhna

Adi Ruhi Pihu Ishaan: Hume bhi Chachu Hasimaa ki Shaadi dekhni hai.....hum Charon bhi nhi the na

Bhavna: Toh jab Bua hum sabko Anuj aur behena denge tab hum sab yeh baat sabke samme rakhenge kyunki hume Bua Fufaji ka bhi vivah dekhna hai tab hum 2 varsh k the issilye hume zadya kuch samaran nhi unke vivah ka

All the kids agree with her

Precap: Chand k neeche hum dono premi premika

Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅Where stories live. Discover now