Anuseena ki nok jhok wala pyaar

Start from the beginning
                                    

Anubhav: Hum chalte hai.....behena se milna hai hume.....Jhansi ki Rani devi aise hi ladhte rehiye acche lagte hai aap

Haseena: Tana mara na aapne hume

Anubhav: Aapko joh lagna hai lage hume nhi gyaat hai kuch bhi Jai Hind Jhansi ki Rani devi

At evening

Anubhav Raman and Romi was watching match.....Raman notice children are calling him

Raman: Tum dono match dekho mai ata hoon....aur haan chillam chilli maat karna warna aas pass k sare log dar jayenge

At Ishra room

Everyone was present and also children

Raman: Kya hua mujhe kyun bulaya

Ruhi: Papa agar hume Chachu ko Hasimaa k pass le jana hai toh aapki aur Ishimaa ki Kahani sunana nhi balki unke samme live dikhana hoga....yeh plan iss Ghar ki chote sadasya yeani 5 Bacchon ka planing hai

Karishma: Ram bhaiya Ruhi bilkul sahi bolrehi hai....dekha na aapne Kahani bolne k baad bhi dono ne move on nhi kiya balki....thoda sa karib aye sirf Bhav k liye agar hum aisa karenge toh dono ko eshaas hoga ki dusra Pyaar bhi saccha hoshakta hai aur unke zakhm bhi mit jayenge humesha k liye.....Pyaar apne aap dono k Dil mei ajayenge....jaise naya Raman apne parivaar k pass aya waise hi naya Anubhav bhi samme ayega apne aap

Ishita: Thik hai phir hum yeh plan Ruhi Bhavna k birthday k din karenge

Bhavna: Arthat hume aap dono ki Kahani ab dekhne ko milegi

Families nodded with bright smile

Adi: Hum sab planing kar lenge aapko aur Ishimaa ko green single ane tak wait karna hoga

Bhavna: Toh phir Baba aur Hasimaa kabhi ladai nhi karenge na Chachu Ishimaa

Ishra: Haan iss baar ladai nhi hogi nok jhok hoga ek dusre k liye caring nature ayega

Anubhav shout from hall: Bhai kaha hai aap....match khatam hone wali hai

Raman: Araha hoon

After dinner

Anuseena and their family went to their home

At Anuseena's room

Bhavna went to Ishra's house to spend the night with them

Anubhav is half laying on bed and watching the match with loud volume. He notice Haseena's sleep is getting disturb who is sleeping at sofa. So he off the TV and went to her and remove her hair which was coming in her face due to wind

Anubhav: Thoda walk karke ate hai

Haseena smile pov: Yeh khadoos kumar DSP itna bhi khadoos nhi hai acche insaan bhi hai bass ateet k karan thoda badal the gaye

Anubhav pov: Patani humare hriday mei chal kya raha hai.....humare hriday mei sirf Bhavna aur desh hai phir aisa kyun Pratik horaha hai ki hum unke karib jarehe hai....Bhai se baat kare....nhi woh bolenge ki hume prem hogaya hai....balki humare liye toh prem moh hai aur kuch nhi....acchi ladki hai....humare parivaar ka humari Bhavna ka khayal rakhti hai....humare maa baba ki bohot samman deti hai balki hume apne Bhai se bhi mila diya hai uss aurat k tarah nhi hai parantu hume samajh nhi araha hai ki humare hriday mei kya hai....iss baar agar prem hua toh sayad ateet k karan karib na jaa paye parantu kya sachmei hume prem kyun hume kal unke peeda se peeda hone kyun lagi thi....sayad mitr hone k nate aisa hua ho

Raman who come to lobby to do finish some works notice Anubhav in deep thought

Raman: Kya hua Sudh Hindi Punjabi Munda

Anubhav: Bhai ek baat bole aapse

Raman: Bolo

Anubhav: Kya sachmei dusra prem saccha hota hai....Kya sachmei pehele prem mei dhoka khane k baad dubara prem mei vishwaas hone lagta hai....dekhiye aap yeh maat kehna ki hume Haseenaji se prem hone laga hai....pratham prem mei dhoka khane k baad hume eshaas hogaya hai ki prem moh hota hai aur kuch nhi

Raman: Iss baremei mai kuch nhi bolunga tujhe....tujhe tere Dil ki har sawal ka jawab khud dhunda hoga....aur haan mujhe naya DSP Anubhav Singh ko dekhna hai naki tuta hua Anubhav jisne barabari karne ki khoish ki thi jabki mai janta hoon ki tu chote papa k tarah hi imandar officer hai....tu sone jaa mai bhi jaunga 30 minutes baad

Anubhav: Kya hum aapke saath roke thode der

Raman nodded

Raman pov: Hmm ab Bacchon ka plan hi use karna hoga aur inn dono ko eshaas dilana hoga ki dusra Pyaar bhi saccha hota hai....aur usi din mai Naya DSP Anubhav Singh ko wapas launga apne parivaar k liye jaise ek samaye Naya CEO Raman Kumar Bhalla aya tha apne parivaar k pass

Anubhav: Bhai jab hume Kamini se prem hua tha na toh usne bohot sare vachan diye the ki woh humesha humara saath degi....hum dono ka rishta tut gaya tha na tab jab hum bohot tut gaye the tab Kamini ayi thi pehele mitr bane phir hum dono ko prem hua aur vivah kar liya hum dono ne....agar use high position wale hi pasand the toh usne hume itna bada zakhm kyun diya hum tab SI se....haan hum mante hai ki humne ek pal k liye barabari karrehe the parantu woh sab issilye kyunki baar baar uski dhoka khane ka eshaas dilata tha har samaye uske saath bitaye huye pal yaad ata tha.....Bhavna k liye hum bhul gaye the use aur humare Bhavna aur desh k liye jagah banali thi....jaise Haseenaji ne hum dono Ram Lakshman ko milaya tha waise Kamini ne kabhi nhi kiya....hum Haseenaji ki bohot izzat karte hai Dhanyawad bhi karte hai ki unhone hum dono ko milaya hai.....Hume abhi kuch samajh nhi araha hai....Patani humare hriday mei chal kya raha hai

Raman: Ateet ko bulkar Haseena k saath move on karo

Anubhav didn't react infact he change the topic. Raman understand what is going on his bestfriend's heart

Anubhav: Bhai aap Ruhi ka birthday ka kabse manaya karte the

Raman: 2014 se.....Bhavna ka birthday usi din ata haina aur tumne kabhi nhi manaya uska birthday iss baar dono ka birthday bohot dhoom dhaam se manayenge.....Bhav bohot khush hogi ki uske baba ne peheli baar uska birthday celebrate kiya apne pure parivar k saath....aur saath mei tumhare liye ek special surprise bhi hai

Anubhav: Jii Bhai.....accha ab hum chalte hai subh ratri

He return to his home and enter in room he saw Haseena

Anubhav pov: Inhe acche se Dhanyawad karna chahiye hume ki inhone hume apne Bhai se milaya joh kaam Kamini ko karna chahiye tha woh kaam Haseenaji ne kiya sachmei aap bohot acchi ladki hai....haan mante hai bohot ladai ki aapse parantu age se aisa nhi hoga Haseenaji.....ek kshan agar Bhavna mei Haseenaji ka naam toh iska arth yeh bhi hai ki inke naam bhi humara naam bhi hai.....nhi Anubhav tumhe unse prem kada bhi nhi hoshakta yeh vivah keval Bhavna k liye hua hai....ek samjhota hai humare beech aur kuch nhi.....Bhai ne bhi thik se Uttar nhi diya balki aur pareshan hogaye inke prati humare hriday mei kya hai....haal chaal mashi hui hai hriday mei

Ulji hui hai
Yeh hai mohabbatein

Anubhav went to sleep and watching Haseena from distance. Unknownly his heart is getting peace by watching her which Anubhav is unaware of that his heart wanting him to lost in her parmently

Precap: Dear Anuseena second love can be true

Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅Where stories live. Discover now