Karishma approved new law on child custody in final hearing

Start from the beginning
                                    

Adi Ruhi look at Ishra: Raman papa aur Ishimaa k saath

Bhavna look at Anuseena: Anubhav baba aur Hasimaa k saath

Judge: Aap teeno jakar baith jayiye.....aur Advocate Vikrant hume dono Mata pita ka paksh nhi sunna kyunki aapne hi samme se hume sab bata diya hai bass aj faisla hoga

Vikrant: Jii ma'am....aur mere client DSP Anubhav Singh aur Mr Raman Kumar Bhalla ki choti behen Karishma joh bohot jald maa banne wali hai unhe aapse kuch baat karni hai

Judge: Bulaya jaye unhe

Karishma come to witness box and look at three children with painful smile

Karishma: Ma'am aj mai ek maa bankar insaaf lene ayi hoon naki ek behen aur bua bankar. Aur ek maa kabhi nhi chahiyegi ki unke bacche kisi Galat haathon mei jaye....saath mei child custody case k upar ek naye kanoon ka approved chahiye aapse.....agar aj court ne dono pita ko insaaf nhi mila toh har accha pita court ko dekh kar dar jayenge yeh soch kar kahi unhe unke bacchon se alag hona pade....DSP Anubhav Singh aur Mr Raman Kumar Bhalla dono hi acche pita hai phir unn dono k saath nainsaafi kyun.....dono ko hi apne peheli patni se dhoka khane ko mila haan manti hoon Mr Raman Kumar Bhalla se kuch galti hui hai lekin woh galtiyaan unke ateet k karan hua tha aur DSP Anubhav Singh ne desh aur beti dono ko acche se dhyaan rakha. Maine ek law socha hai child custody case par If the mothers leave their children after their birth or leave them with any reasons then the custody of the children permanently will be their fathers. No one can break this law not even the mothers. Aur yeh kanoon mujhpar bhi lagu hota hai agar mai kisi bhi karan apne baachon ko choda toh unki custody humesha humesha k liye unke pita yeani mere pati Viyom Singh ko diya jayega....Maine yeh law Advocate Vikrant se kehkar banwa diya hai saath mei mere, mere pati aur mere do bhai Mr Raman Kumar Bhalla aur DSP Anubhav Singh aur unke patni Doctor Ishita Bhalla aur Doctor Haseena Singh k signatures hai....aur yeh notice nakli nhi asli hai. Please ma'am aj dono pita ko insaaf dila dijiye aapse binti karti hoon.....baachon k acche future k liye aapko aj faisla lena hi hoga. Saath mei iss kanoon mei yeh bhi likha hai ki agar Maa ne ya kisi aur ne ise toda toh unhe saza milni chahiye court se. Maine apna paksh rakh diya aapke samme

Advocate Vikrant show the notice to judge

Judge: Aj court mei bohot bada badlav araha hai child custody case par. Aj dono pita ko insaaf milega. Aj yeh court teeno bacchon ki custody unke pita ko diya jata hai humesha humesha k liye aur yeh kanoon bhi aj se nhi balki abhi se lagu hota hai sab par. Agar kisi ne bhi use toda toh court unhe lifetime jail ka saza sunayega

Judge left and everyone greet her

Karishma look at her brothers and sister in laws with happy faces

Karishma: Maine kaha tha na Ram bhaiya Anu bhaiya ki mai sab thik kar dungi

RamBhav hug her: Humari choti behen aj sachmei bohot badi hogayi hai

Karishma: Nhi aap dono k liye humesha choti hi rahungi warna mujhe pamper kon karega

Three children hug their parents tightly

Ishra and Anuseena: Yeh bass akhri baar tha bacchon ab se hume koi juda nhi karega. Chalo Ghar chalte hai Delhi woh bhi humesha k liye

Karishma went toward Ashok Shagun Arman Kamini: Maine kaha tha na ki insaaf hoga iss baar bhi. Aur Shagun tum ho hi Apshaguni aurat aur tumhari behen apni naam ki tarah hai Kamini aurat. Kaha tha na ki Lakshman banke tum dono ko nak katwa dungi Hanuman bankar tum chaaron k Lanka ko uda le jaungi aur Yagyaseni bankar tum chaaron ko jala dungi aur apne dono bhaiyon ki parivaar ka raksha mai khud karungi......officers arrest them in the case of 420

Vikrant turn toward them: Aur haan Jeet humesha sacchai ki hoti hai burai ki nhi kyunki bhalai sach samme ane mei deri ho lekin jhoot kabhi zadya tar nhi tikta....aur Ashok Arman tum dono k Bhai Suraj Surya ko fasi bhi hogayi hai do din pehele

Karishma: Thank you reporters for this live and please reach this news in every corner of the houses

Shagun Kamini: Hum Charon phirse ayenge tum sabko bardbad karne samjhi

Karishma: Dekhte hai kon kisko bardbad karega....Maine kaha tha na ki pehele ek Bhai unke behen ka Raksha karte the ab ek behen unke Bhai ka Raksha karenge....aur tum log aa bhi gaye na toh seedha jail phirse woh bhi murder aur kidnapping cases mei jaha tum logo ko bail tak nhi milegi....aur Apshaguni suno Mihir Bhai toh ab tumhe peeche mudkar bhi nhi dekhenge

Ishra Anuseena Viyomshma and children left after getting victory and justice again

At Anubhav's house

Everyone return Pihu Ishaan run toward Adi Ruhi Bhavna and hug them tightly

Pihu Ishaan: Jante ho aap teeno ko bohot missi missi kiya humne.....aur pata bhi chala ki hum sab aj Delhi jayenge humesha humesha k liye

Viyom: Raman Bhai Saale shahab....bus ani wali hai kal Shaam tak hum log Delhi chale bhi jayenge ek nayi tarike se shuruwat karne....aaplog abhi jaldi se packing kar lijiye

Haseena pick Bhavna in her arms: Aapko pata hai Hasimaa ne aapko bohot zadya missi missi kiya.....sorry baccha uss din humne aapki baat nhi suni agar sunte toh yeh sab nhi hota

Bhavna: Koi baat nhi Hasimaa ab hum humesha humesha k liye saath rahenge Delhi mei

Adi Ruhi too hug Ishita: We miss you Ishimaa

After 3 hours they get ready to leave

Cheetosh salute Anushma: Jai hind Karishma madam aur DSP sir aap dono k saath kaam karke bohot accha laga hume....aur hum bhi ayenge kabhi kabhi aap sabse milne.....khaas karke humari Lucknow police department ki shaan aur pechan choti si Rajkumari Bhavna Anubhav Singh ko

Anushma: Aap dono apna khayal rakhna aur Lucknow ka bhi acche se khayal rakhna. Hum bhalai jarehe hai par humare yaadein humesha aaplogo k saath rahenge. Jai Hind

Anubhav lock the house forever he didn't watch the house back for a second he is going to Delhi where he spent this childhood. He happily left with his family forever to shift in Delhi

Precap: Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi. Darpam bata bachpan kahan


Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅Where stories live. Discover now