Chapter 13

249 10 2
                                    

Dropanya : arthat sakha .

Draupadi: haan sakha tumhara arth kya hai .

Krishna: tumne sakhi tumne apne purv janam mei yeh wardaan manga tha ki tumhe asa pati milye jo dharma pe ahdhik ho jo sabse ballwaan ho jo yek abwal dhanurdhar ho jo sabse sundar ho or jo sabse samajhdaar ho . Yeh saare gundh kisi yek waykti k pass hona sambhav nahi tha isiliye tumhe ueh wardaan diya ki tumhe yeh sampundh gudo wale pati hi milenge .

Draupadi: agar yeh baat hai tou sakha meri behen k saath ye kyun horaha hai .

Krishna: iski bhi yek bisesh katha hai sakhi .

Dropanya : haan tou kaho na sakha muje bhi jaana hai .

Krishna: yeh isiliye sakhiyo kyun ki tum dono apne purv janam mei bhi behne thi tum dono sahdev hi prem mel milap k saath rahi thi or jab sakhi Draupadi ko apna wardaan parapt hua usne usi samaya samadhi leli uske paschyat sakhi tumhe atyant kasht hua or tumne bhi tahp kiya or wardaan sorup yeh mangha ki tumhe apni jiji ka bhaagya mile .

Dropanya : paranthu meine yeh wardaan kyun maangha sakha .

Krishna: taaki tumhe apni jiji se kabhi bhi bilagh na hone padhe .

Both the sisters were stunned by this story of their previous life . ( well i just wrote what made sense to me) . They didn't knew what to say to each other. When

Draupadi:paanchala .....

Dropanya : jiji .....

They were continuously saying paanchala and jiji to each other they didn't had any words what to say . Krishna was fed up with this and he said .

Krishna : arye sakhiyo paanchala or jiji k bahek kuch or bhi tou bolo .

Draupadi: kya bole haam sakha tum hi batao maana ki hamne wardaan sorup inn gundho waale pati maange parantu haam paanch puruso se kese bibha kare .

Dropanya : haan govind tum hamari biphta samjho or much upaya sujhao .

Krishna: upaya dhundhne se purv yeh jaanlo ki tumhara janam kyun hua hai . Iss yug mei dharma ka sarwanaas horaha hai or apne hi apne se irsa karte hai . Yeh paanch pandu putro ka janma dharma ki issthapana karne kiliye hua hai inke binha iss sansaar mei dharma ki issthapana nahi hosakta or tum dono ka janam bhi iss karya mei sahyog karne kliye hua hai . Yuh samjhlo sakhiyo ki yeh pandav paanch moti hai , maala banane kiliye jis parakar dor ki abashaktya hoti hai or usme dono jagha ki dor ko yek saath dou gaath banne ki awashykta hoti hai woh gaath tum dono hou.

Draupadi: arthat govind .

Krishna: arthat yeh sakhi ki inn paanch bhaiyo ko yek saath bandhe rakhne wali woh dor ab tum dono ko banna padhe ga . Inn bhaiyo ko bichadne mat do sakhiyo .

They were still confused and were looking at each other for the confirmation if they should do what their heart is telling them or what their mind is telling them to do.

Meanwhile.

Arjun : jeysth aap unse bibha kijiye haam char sanyash lelenge .

Nakul : haan jeysth .

Yudhisthir: nahin bharatao yeh arjun ke sath annay hoga .

Bheem : kya karenge haam bharata .

Sahadev: koi samadhan nahi parapt horaha hai .

Kunti : mujhe sama kardo putro yeh meri bhul thi ki meine yek baar bhi mudh ke dekhna jaroori nahi samjha .

Arjun : nahi mata yesah kuch nahi hai . Aap kshama maat maangiye .

Yudhisthir: arjun mere bharata tumne unka sowayambar jeeta hai jis karan unpar tumhara adhikar hai tou agar tum unse bibha nahi karoge tou yeh unke or tumhare saath annay hoga iss karan tum unse bibha karlo or haam char sanyas lelenge .

Kunti was devastated the thought of loosing her sons made her weak after loosing her husband and a sister like co-wife she couldn't afford to loose her sons . They were discussing about who is going to get married with the princess. Kunti was disappointed with herself . She was listening to their discussion when she heard the beautiful voice of the princess.

Dropanya : ruk jaiye .

They all turned towards the voice and saw the princess.

Draupadi: aap mese kisi ko bhi sanyas lene ki koi aabashyakta nahi hai .

Arjun : kya rajkumariyo aapko kya koi samadhan sujha hai .

Dropanya : haan ...

Kunti : kya samadhaan sujha hai .

Draupadi: haam dono aapke paancho putro se bibha karengi .

.
.
.
.
.
.
What you could hear was a pin drop silence when everyone processed the words that were set free from the mouth of the princess.

Yudhisthir: asambhav yeh adharma hai . Yeh nahi hosakta .

Bheem : yeh tou samadhan nahi hua .

Arjun : haam aap dono k saath yeh adharma nahi karenge .

Nakul : yeh kesa samadhan suja hai aap dono ko .

Sahadev: isse tou adhik samasya utpan hojayengi .

Kunti : putriyo yeh samasya ka samadhan kese hua . Isse tou tumhare maan samman ko chati pohonche gi tumhare upar lanchan lagega .

Dropanya : hamare upar bhalehi laanchan lage hamare maan samman ko chati pohunche koi baat nahi ham yeh sehen karlengi .

Draupadi: ham itne dusth nahi ki yek mata se iske putro ko alag karde .

Dropanya : aap paanch bhaiyo ka prem tou adhbhut hai agar aap mese kisi yek ko bhi baaki chaar se alag hona padhe tou aapko adhik kasht hoga . Haam paanch bhaiyo ko alag nahi hone dengi.

Kunti : paranthu putriyo ......

Krishna: paranam bua aap keisi hou aapko bahot yaadh kiya mene . Aap sabhko bohot jayada yaadh kiya mene bharatayo . Kahs kar tumhe parth .

Arjun : mene bhi tumhe bohot yaadh kiya madhav .

Rest of the pandavs : haamne bhi bohot yaadh kiya aapko vasudev .


Kunti : putra yeh jo hone jarah hai isska parnam uchhit tou hoga na .

Krishna: bua jo bhaagya me hota hai woh kese na kese tou hojata hai aap karma kijiye faal ki chinta mat kijiye . Aap ke paancho putro ki niyati inn dou kanyayo ke saath judhi hui hai .

Kunti : thik hai kanha paranthu kya maharaj droupad aapni putriyo ka bibha mere putro se karwayenge .

Krishna: bua mene kahana aap karma kijiye faal ki chinta mat kijiye .

Kunti : paranthu koi bhi pitaa aapni putriyo ka bibha paanch puruso se karwana chahega .

Krishna: chintith mat hoiye bua yeh bibha hona niyati mei likha hai or niyati ko koi taal nahi sakta . Yeh bibha tou hakar rahe ga .

They were talking when suddenly a arrow came in front of them and a loud voice spoke .

Droupad: asambhav ....








Well this much for now see you guys in the next chap ok . Peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now