Ek duje se hai Shikhayatein

Start from the beginning
                                    

Anubhav: Accha thik hai jayiye

Bhavna kiss his cheek and left

Anubhav pov: Humara ateet ka Panna phirse kholraha hai woh bhi itne varsh baad parantu hum kholne nhi denge Raman....humne duty aur beti ko alag si duniya banali hai apne liye jaha koi nhi ashakta....ab hum aapko kabhi nhi milenge bohot hogaya Luka chupi agar aap mile bhi na toh peeche mud kar toh kada bhi nhi dekhenge....behena ko kya laga ki hume gyaat nhi hoga ki woh 5 varsh se hume jhoot bolkar haar varsh 3 baar ek hafte k liye aapke pass jati thi....bade Bhai hai hum unke acchi tarah se jante hai ki kab kya kaise kyun unka sab maloom hota hai hume.....kabka maar gaye woh do Karan Arjun jinka punar janam bhi nhi hoga

At hall

Bhavna: Bua hum aapke kaksh mei aapki pratiksha karrehe hai.....jaldi ana....subh ratri Hasimaa

Haseena and Karishma smile. Maa and baba left for their room. Karishma notice Haseena looking sad

Karishma: Haseena tum ro shakti ho....jante hai bhaiya ka baat ka tumhe bura laga hai.....mujhe bata shakti ho

Haseena finally broke into bitter cry: Hume unke subah se joh behavior tha usse bura nhi laga hume iss baat ka bura laga ki woh hume Kamini se tulna karte hai aur Bhavna sirf unki beti hai....jabki Bhavna ne hume apni maa k Roop mei swikar kiya aur humne bhi unhe apni beti manli woh bhi sacche Dil se.....woh aise kaise kehshakte hai....aur baar baar samjhota hua hai yeh bolna zaruri hai kya hume yaad hai....bass Shaadi se pehele unka accha Roop dekha par Shaadi k baad ek jhakte mei badal gaya unka roop

Karishma give friendly hug to her: Haseena unke past k karan unhone aisa behave kiya.....unhe thoda samaye do.....aur tum ladho apni beti k liye....unhe joh bolna hai bolne do par Bhavna ab tumhari bhi beti hai tumhe apni beti k liye ladhna hoga...chahe woh bhaiya ho ya bahar wala....humne na ek saath do bhaiyon ko khoya hai....2014 mei ek Bhai mil gaya tha mujhe par usi beech Kismat ne hume dusre Bhai se bhi alag kar diya.....pata hai unn do bhaiyon k Bhai behen maa baap pe kya beeti hogi....woh sab chodo.....Tum abhi jakar unse ladai karogi....bologi ki Bhavna ab tumhari bhi beti hai....hum Bhavna k pass jarehe hai

Haseena: Hum sachmei Bhavna ko Dil se beti pana hai Karishmaji

Karishma: Hume pata hai issilye bolrehe hai apne beti k liye ladhna shikho....hum aise hi nhi kehrehe hai....apne ek Bhai ki patni ko dekha hai humne woh humesha apne bacchon k liye ladhti hai tumhari tarah hi hai woh peheli Nazar mei unhe mere Bhai ki beti se Pyaar hogaya tha....unka bhi teesre k khatir shamjhota wala rishta tha....ab dono Pyaar karte hai.....tumhari tarah hi woh bhi samaj se unhe banjh sabh sunne ko mila tha lekin ab Bhagwan ne unki khali goud bhar di....do judwa bacchon ko Janam diya hai 2016 mei....ab mera woh Bhai apne parivaar patni aur 4 bacchon k saath Khush hai.....mere yeh do Bhai haina bacchpan k dost the Bhai the sablog unko Karan Arjun k naam se bulate the lekin Kismat ne unn do dost ko alag kar diya aur do tute huye parivaar ban gaya dono ka

Haseena: Kon hai woh

Karishma: Hum nhi batashakte.....Tum jao bhaiya se baat karo....aur haan maine joh abhi mere ek Bhai k baremei bola woh maat bolna warna meri line hazir kar lenge

Haseena nodded and went to room....Karishma was going toward Bhavna but suddenly she get called

Karishma: Haan Ishu bhabhi bolo

Ishita: Anubhav ne Ruhi se baat ki hai par indirectly Anubhav ne Raman ko yeh kaha ki ab unn dono mei koi rishta nhi hai....Kashi Raman ro rehe hai Anubhav ka photo dekh kar 

Karishma: Humne kitni baar inn 5 saalon mei unko kaha ki akar bhaiya se baat karlo....apna experience unke saath share karlo...unhone kyun Ruhi ko undekha kiya uss ka karan bhi bata do par unhe aisa nhi karna....ab bhugto apne dost se dur rehne ka dard.....hum na zabardasti karke unko Delhi se lekar ayenge bolrehe hai hum bhabhi

Ishita: Shant hojao waise Anubhav ko pata hai ki tum 5 saal se teen baar k liye yehaan ati thi

Karishma: Toh mai kya karun nhi raha jata apne Bhai se dur....Anu bhaiya ne toh duty aur Bhav k beech ek diwar khada kar diya tha....unhone apne parivaar tak toh bhula diya uss Kamini k karan....unke pass jakar thoda ro leti thi maan halka hota tha....Bhai ko dubara samjhao ki amma samma toh karna padega aise baith kar rone se Kuch nhi hoga....agar unhe dusra khoya hua Raman nhi dekhna toh akar ek naye Anubhav ko samme laye....pehele Anu bhaiya ne khoish ki thi ab unko karna hoga....Karan Arjun ko wapas lane k liye karna hoga.....ek baar k liye dono ne nhi socha unn dono k Karan unke Bhai behenon par kya asar pada hoga

Ishita: Accha thik hai.....Tum aur Viyom aur Bhav milkar dono ko karib lane ki khoish karo pehele....aur tum pregnant ho....zadya hyper maat hona.....aur stress thoda kaam lena

Karishma nodded and cut the called went toward her room

Bhavna hug her bua: Bua itni der kyun lagi

Karishma: Bua thoda Hasimaa se baat karrehi thi

Bhavna: Accha.....waise aapko gyaat hai baba ne hume bataya ki humare bade bhratashree aur badi behen bhi hai....kon hai dono aur kaha rehte hai

Karishma: Accha batate hai.....pehele aapko ek Karan Arjun ki Kahani bolenge Bua

Bhavna: Srk aur Salman ka movie Karan Arjun

Karishma: Nhi Real life wale Karan Arjun ki Jodi ki kahani....unki kahani woh movie se zadya famous thi....ek sudh Hindi Punjabi the duja sudh Punjabi....Chalo Bua sunate hai aapko

Haseena enter in room and slap Anubhav very hardly

Anubhav: Aapki himmat kaisi hui hume

Haseena: Aapki himmat kaisi hui yeh bolne ki Bhavna sirf aapki beti hai....bhuliye maat bhalai hi hum aapke patni nhi hai par Shaadi k baad hum Bhavna ki maa hai.....aur haan hume Kamini se compare Karne ki khoish bhi maat karna kyunki woh naam ki maa hai aur hum sachmei Bhavna ki maa hai aur rahenge......Bhavna ne hi hume apni maa k Roop mei chuna hai aapne nhi....agar aapne phirse woh sabh intesmal kiya na toh humse bura koi nhi hoga.....ek aur baat hum jante hai ki humara ek samjhota hua hai baar baar repeat karne ki zarurat nhi hai.....humara yaad karni shakti thik hai....Bhavna mei Haseena ka bhi naam hai iss hisab se hum Bhavna ka janam hote hi unki maa ban chuke hai....don't try to use those sentence again and again....khaas karke humari bacchi k samme toh bilkul nhi

Haseena take pillow and blanket and sleep at sofa.....Anubhav make irritated face and went to bed and watching match with increasing the volume. Haseena's sleep get distrub

Haseena: Awaaz ban kijiye thoda....iss kamre mei hum bhi hai

Anubhav: Toh bahar jakar so jayiye Jhansi ki Rani

Haseena: Bahar jayenge toh Bhavna sawal karegi samjhe khadoos dsp of Lucknow

Anubhav: Hum volume kaam nhi karenge....joh karna hai kijiye....Hume koi farak nhi padhta humare samme keval ek anjan vyakti sofe pe so rehe hai

Haseena take the plug from tv with angry glare at Anubhav

Anubhav: Yeh kya kiya aapne

Haseena: Raat ko sone k samaye TV nhi dekhte.....bachpan mei nhi shikhaya aapko maa ne

Anubhav: Hum bachpan mei sakha k saath ratri ko movies aur match dekhte the....Badi maa aur maa ne hum dono ko Kuch nhi kaha

Haseena: Thik hai.....jabtak hum yehaan hai aap tv nhi dekhenge

Anubhav get irritated and left the room: Bhavna k karan hum aapko jhel rehe hai samjhi aap jhansi ki Rani devi

Haseena: Ab toh Bhavna jabtak badi nhi hojati tabtak aapko hume jhelna hoga

Anubhav: Humesha shikhayat karti rehti hai.....vivah k pehele Shareef banne ki abhinay karrehi thi Kya aap

Haseena: Jayiye bahar warna jhoote phek denge aapke muh par

Anubhav: Iss seher k Dsp par aap jhoote phekne ki dhamki rehe hai

Haseena: Off course you are very right Mr khadoos Dsp Anubhav Singh

Anubhav close the door very shoutly

Haseena: Khadoos Kumar kahi k

Anubhav pov: Hum dono ko ek duje se bohot Shikhayatein hai Sachmei kisi aur saath bhi humari Shikhayatein hai

Pal pal badhe inki natfartein
Ulji huyi hai
Yeh hai mohabbatein

Precap: Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai

Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅Where stories live. Discover now