Kamini send legal notice to Anubhav

Start from the beginning
                                    

Bhavna nodded and went to kitchen

Haseena: Ab boliye kya hua....aap ro kyun rehe the aur itne pareshan kyun hai aap

Anubhav: Humare ateet ne humare aj mei phirse pravesh kiya....humari peheli patni Kamini ne child custody case kiya hai....use Bhavna chahiye. Usne hume chod diya aur humari bacchi ko bin maa ki bacchi bana diya.....ab 5 saal baad use humari putri chahiye jise usne 5 saal pehele chod diya....sirf Bhavna k karan hum jeevit hai agar Bhavna nhi hoti toh hum kabka maar chuke hote....hum Bhavna k bina nhi rehshakte Haseenaji aur nahi Bhavna humare bina rehshakti hai.....humara har din Bhavna ka hasta hua mukh dekhkar shuru hota aur raat bhi uska mukh dekhkar hota hai.....agar hum kisi karya k karan Ghar der se aye toh rone lagti hai....hum Bhavna ko nhi kho shakte....Bhavna humari Jeevan hai Haseenaji....hum uske liye maa pita dost sab hai aur woh bhi humare liye sabkuch hai

Haseena feel his pain deeply: Bhavna ko aapse koi nhi chin shakta Anubhav Ji....aap chinta maat kijiye....Bhavna aap k pass hi rahegi. Par use 5 saal baad Bhavna kyun chahiye jabki usne khud uss masoom ki bacchi ko choda tha

Anubhav: Sayad badla lene k liye....aj hum har prashnon ka uttar lenge usse

Anubhav wipe his tears as he saw Bhavna coming

Bhavna: Baba aap bhi sheer khorma khao na....Haseena aunty ne banaya hai unhone kaha ki yeh misthan bohot yummy hota hai

Anubhav: Bhavna Ghar chalte hai

Bhavna: Nhi hume yehi rehna hai....Hume sheer khorma Khana hai

Haseena: Anubhav Ji aap humpar Vishwas karshakte hai...hum uska khayal rakhenge....aj Sunday hai toh use yehi rehne dijiye....agar aap aise use Ghar le jayenge toh sawal karegi aapse....aap yehan baithiye Khana kha kar jayiye

Anubhav: Jii aap sahi kehrehi hai

Bhavna sat between Anuseena and eating sheer khorma with exciting face. But she notice her father is looking sad

Bhavna: Baba kya hua aapko

Anubhav: Kuch nhi beta....aapko yehi rehna hai....toh aap yehaan anand lijiye

Haseena: Anubhav Ji hum jante hai aap Bhavna ko lekar pareshan hai par uske samme aapko normal behave karna hoga

Anubhav: Hmm....accha Bhavna beta aj baba ko thoda karya hai toh aap apni Haseena aunty k saath Ghar jakar kapde badal lena phir khelna thik hai

Bhavna nodded

At Kamini house

Arman: Abtak toh uss Anubhav ko order ka letter mil hi gaya hoga....thanks darling mere liye tumne uss par case kiya

Kamini smirk: Tumhara badla yeani mera badla....dekhna case hum hi jeetenge

At Anubhav's house

Viyomshma come as maa inform them about court order. Anubhav come from Haseena's home

Karishma: Bhaiya chaliye humare saath uss Kamini k Ghar usse hum apne har sawal ka jawab lenge....5 saal pehele toh Bhavna ki itni chinta nhi thi toh ab kyun peeche pad gayi

Anubhav: Hum taiyaar hokar ate hai....aur Maa baba Bhavna Haseenaji k pass hai aur surakshit bhi

Anubhav's eyes become red in anger: Tumhare karan humne apni putri k ane ka thik se Khushi nhi mana paye....use jab tumhari zarurat thi tab tumne haath choda lekin iss baar hum tumhe apni putri se dur hi rakhenge....Bhavna keval Anubhav ki putri hai tumhari nhi

After an hour Viyomshma and Anubhav reach Anubhav's house

A servent open the door

Viyomshma: Jaldi se Arman aur Kamini ko bulaiye

Kamini and Arman come to check they smirk on Anubhav

Kamini: Mujhe pata tha tum zarur aaoge Anubhav....so order ka letter mil gaya na....ek hafte baad hearing hai

Karishma went toward her and slap her hardly: Tum na bikul apne naam k tarah ho.....ekdum Kamini aurat ho....sharam nhi ati aisi harkat karte huye

Kamini: How dare you Karishma?

Anubhav shout: Chup ekdum chup....hum ab bhi auraton ki izzat karte hai farak itna hai ki ab hume prem aur vivah se Vishwas udd gaya hai.....tumhe ab Bhavna kyun chahiye....Tumne toh humari putri Bhavna ka janam hote hi turant baad iss kamine Arman k saath chali gayi thi na....janam dene wakt yaad nhi aya ki Bhavna ko tumhari zarurat hai....woh ro rehi thi hum tumse binti karrehe the uske pass rukne k liye tab kaha gaya tha tumhare mamta....ab kyun wapas ayi ho humari aur humari putri k Jeevan mei

Kamini: Maa hoon uski toh ek bacche ko uski maa se alag rakhoge.....janam diya hai Maine tumne nhi

Viyom: Janam bhalai hi tumne diya ho Kamini......lekin pala Anubhav ne....parvarish di Anubhav ne....bada kiya Anubhav ne tumne nhi samjhi.....kyun ayi ho wapas

Arman: Chup chap chale jao yehaan se warna jhakte marke nikalu kya

Anubhav: Sare musibat ki karan tum hi politician Arman.....hum apni Bhavna ko tum dono k pass ane nhi denge....yeh DSP Anubhav Singh Bhavna ka pita ka vachan hai tum dono se

Kamini: So see you at court dear ex husband

Viyomshma and Anubhav left in anger

At Haseena's home

Bhavna is playing with Haseena. She feel different connection with Haseena maybe she feel motherly love from her

Bhavna: Aapke saath hume bohot anand araha hai.....Mano humara koi purana rishta ho....khaas aap humare baba k saath hoti toh hume aap jaisi pyaari si maa milti

Haseena's eyes become tearly upon hearing Bhavna's words

Bhavna notice Haseena's eyes: Kya humne aapko peeda di

Haseena console herself and take Bhavna in arms and kiss her forehead: Nhi Bhavna....aapka Dil na bohot pak hai....aap sachmei apne pita k tarah ho....agar koi kahe ki apne pita ko chod do toh kabhi bhi unka saath maat chodna humesha apne baba k saath rehna

Bhavna smile: Hum dono toh ek dusre k bina reh nhi shakte.....aur sach kahe toh baba k saath saath ab hum aapke bina bhi nhi rehshakte patani kyun par aapse na humara hriday ka rishta ban gaya hai.....ekdum maa wali eshaas ati hai aapse agar aap humari maa hoti toh hum dono pura din khelte jaise baba hume samaye dete hai thik waise aap bhi hume pura din prem karti

Haseena kiss cheeks: I love you too

Anubhav listen Bhavna's words as he was standing and come a long ago. Unknownly his eyes fill with tears he don't know why but he too feel different connection with Haseena. Today without hesitate he told his pain to Haseena

Bhavna saw Anubhav: Baba aap agaye....chaliye ek saath khelte hai

Haseena: Aap kab aye

Anubhav: Bass abhi abhi aye hai hum.....aur Bhavna aapne Haseena Aunty ko tang toh nhi kiya na

Bhavna: Bilkul bhi nhi....balki hume inke saath bohot maza aya khel mei.....Haseena aunty bohot acchi hai

Anubhav smile: Kal ratri ko bhi sote sote aap hi tareef karrehi thi humari putri

Haseena: Accha hume toh pata bhi nhi tha ki humari pyaari dost Bhavna hume itna pasand karti hai

Bhavna: Bohot zadya pasand karte hai hum aapko

Then Anuseena playing with Bhavna

Bhavna: Baba hume nidra arehi hai....Hume goudi lo na

Anubhav pick her in arms and make her sleep

Anubhav: Zadya khelti hai toh thakan k karan thoda neend ati hai humari putri ko

Haseena: Hum aapke liye aur humare liye coffee late hai aap baithiye

Haseena's parents, Anubhav's parents and Viyomshma notice Anuseena and Bhavna's bonding from distance and think about their bondings

Precap: Anuseena told each other about their dark, hurtful and painful past

Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅Where stories live. Discover now