🌹Maha Episode- A🌹

Mulai dari awal
                                    

" Urmila Mahdev Mathre, tumko humari parwa karne ki koi zaroorat nahi hai. Hum jaise hai, theek hai. Tumko dikhawa karne ka koi zaroorat nahi hai."

" Urmi dikhawa nahi karti. Jis ke liya bhi karti hai dil se karti hai.

Aur yeh sab main tere jisi kadoos ke liya nahi kar rahi samjhi na.

To tu khud ko zayad bhao na de jaise tu Urmi ke liya bohat ipecially hai---"

" Haan toh phirkaise ke liya kar rahi ho? Do hazar ke liya? Yah phir koi aur booli lag rahi ho apne is dikhawe ki tum hai? Bol? Urmila Mahdev Mathre?"

KS said angrily pulling Urmila towards her while keep on stressing on UMM.

" Karishma madam"

They all said in union and were about to take a step towards them but one dead glare from Karishma Singh and they all rooted at their place.

" Chod mujhe"

Urmila said wriggling in KS tightly hold.

" Phele humare sawal ka jawab do. Kitne main aaj bejha hai khud ko tumne ne huh? Batao hume? Joh tumko humari fikar ho rahi hai? Haina?

Urmila Mahdev Mathre "

" Main itni bhi bikhau nahi hai. Jitna tu mujhe samjh rahi hai.

Aur sun mujhe na teri ko fikar vikar nahi ho rahi hai. Lakin yeh joh tere banter logo haina khas kar ke yeh choti, safedi ki chamkar yeh tere liya bohat ro rahi thi ke pata nahi tu isko kaha chod kar chali gayi hai apni madam sir ke jaise.

Yeh tere liya sirf teri junior hogi. Lakin maine isko apni choti behan mana hai aur Urmila ki behan ki ankh main ansu aye.

Woh bhi tere jaisi pagal ke liya jis ko apni madam sir ke elawa, yeh sab nahi dekhite.

Joh tere liya peeche do din se kitna pershan thy. Ke pata nahi tu kaha hai, kuch khaya bhi hoga ke nahi.

Aur teri ishi chitna main, yeh mahthri ka pb low ho raha tha, yeh cheeta aur yeh Billu din raat tujhe dhoonte rahy aur yeh safedi ki chamkar isne theek se kuch khaya nahi.

Kis liya? Kyun ke inko teri fikar hai. Inko teri parwa hai aur yeh sab maine paiso ke liya nahi kiya.

In sab ke liya kiya hai kyun ke inko teri zaurat hai.

Aur ek baat aur sun rahy. Tu in sab ko toh bohat suna rahi hai ke main senior hai, aur mere se tu tada kare ke na baat kare.

Tu phir main teri bhi toh senior hui na. Phir tu kahe ko mere upar apna roab dal rahi hai. Haan?"

Urmila said pushing KS with other free hand. KS glared her angrily and twisting her ( Urmila's) another hand too spoke

" Kyun ke hum Karishma Singh hai, aur tum. Do hazar main bikhi hui Urmila Mahdev Mathre ho.

Kon ho tum? Khud ko do paiso main bache wali.
Aur joh cheez Karishma Singh ke paison se khareed gayi ho.

Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter 1 🍁✅🍁Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang