Scene shifts to Singhania Mansion,

Shaanvi was diligently preparing tea for someone. Suddenly the door bell rang and happiness flashed on her face. She ran and opened the door only to embrace the person standing there in a warm hug. It was Shaanvi's dad, Viraj.

Shaanvi: I missed you so much dad....
Viraj: I missed you too my princess.
Shaanvi: Aapke liye.......special chai...prepared by me.
Viraj: Wow!
Viraj tasted it and.......
Viraj: Amazing as always and.......
"Bhow!!"
Viraj: Tiger....come here.....

Viraj(cuddling Tiger): I missed you soooo much

Ups! Gambar ini tidak mengikuti Pedoman Konten kami. Untuk melanjutkan publikasi, hapuslah gambar ini atau unggah gambar lain.

Viraj(cuddling Tiger): I missed you soooo much.....did you miss me?
Tiger: Bhow!!
Shaanvi: You missed mumma as well na?
Viraj: Haan par main damn sure hoon that she didn't.
Shaanvi placed her hand on Viraj's shoulder.
Shaanvi: Aisa nahi hain dad....
Viraj(smiling melancholically): Main papa hoon tumhara..I don't need consolation. I know that your mumma doesn't loves me and I even understand the reason behind that. I just want ki vo khush rahe.....bhale hi mujhse pyaar kare ya na kare.
Shaanvi: Dad....why didn't you ever confessed that you love her?
Viraj: Because I didn't get chance....aur shayad kabhi na bhi mile but it's okay. What matters the most is that...she is comfortable.
Shaanvi(with a smile): I am so glad that aap mumma se itna pyaar karte ho.
Viraj: I wish....tujhe bhi na koi aisa hi mile jo tujhe bohotttt pyaar kare.
Shaanvi(placing her head on Viraj's shoulder): I don't think so dad.....mujhse kaun pyaar karega? I can't even handle business properly.
Viraj: Toh kya ho gaya?(embracing Shaanvi) Tum itni acchi cook ho and I am sure.....mera jo bhi hone waala damaad hain...he would be an artist aur dekhna.....tumhe itna pyaar dega ki tumhe shak hone lagega ki yeh asli bhi hain ya nahi.
Shaanvi: Dad....
Viraj chuckled.
Viraj: Accha baba I am sorry but...honestly...I really wish ki tumhe koi aisa mile jo tumhe bina kisi expectations ke pyaar kare.
Shaanvi: Aisa koi hoga toh karega na dad? Kaun hoga....jo dil ka bhi saccha hain aur mujhse pyaar bhi karega?
Viraj: Hoga beta...kahi na kahi toh...ho sakta hain tumhare saamne se uss darwaze chalte hue aaye....
Saying this Viraj pointed at the entrance when suddenly Sameer entered from the door.
Shaanvi's mouth opened in a big 'O'.
Shaanvi: Tum? Tum yaha kya kar rahe ho? Mera peecha karte karte mere ghar tak pohoch gaye? Gunde kahi ke.....
Sameer: Oooo teekhi mirchi.....kya bakwaas hain? Yeh sawaal toh mujhe tumse poochna chahiye ki tum yaha kya kar rahi ho.

"She is my daughter"said Malishka standing at the door.

Sameer: Haan?
Sameer started laughing hearing this loud.
Shaanvi: Aise hass kyun rahe ho?
Sameer(laughing): Hasu...hasu nahi toh...aur kya karu?
Sameer continued his laugh.
Shaanvi: Haso mat warna muh tod doongi tumhara.....
Sameer: Mujhe haath laga ke dikha do.....aur rahi baat mere hasne ki toh main iss baat par hass raha hoon ki inn sarr dard waali aunty ki beti ho tum....teekhi mirchi. Pata nahi tum dono ko jhelte kaise honge tumhare dad.
Sameer continued laughing.
Malishka: You don't need to worry about that you just get lost you idiot!
Sameer: Oh madam.....aapne kya mujhe bhikhari samajh rakha hain?
Malishka(smirking): Nahi ho? I thought ho.....
Sameer(with a smile): Mujhe pata tha ki Mumbai ke log galat fehmi mein jeete hain...par itna....I didn't knew.
Malishka: What do you mean?
Sameer: I mean.....ki aapko lagta hain ki aapko aur aapki beti ko chod kar baaki sab low class hain right? Bohot bura lagta hain aapko dekh kar aunty.......sach mein.
Malishka: Bakwaas band karo aur just leave. You were told to drop me and......
Sameer: Haan haan yaad hain aapke uss so called bestfriend Mr.Rishi Oberoi ne mujhse kya kaha par shayad aapko yaad nahi hain ki maine kya kaha tha aapse....let me repeat. D..O..N..'..T...Y..O..U...D..A..R..E..T..O...I..N..S..U..L..T..M..E..A..N..D..M..Y..F..A..M..I..L..Y.
Malishka: Warna kya karoge tum haan?
Sameer: Jo bhi karunga usse baad mein aapko bohot pachtawa hoga kyunki...harr baar Kartik nahi hoga aapko mujhse bachane ke liye so......B..E..I..N...Y..O..U..R..L..I..M..I..T.

Saying this Sameer threw the car keys towards Shaanvi, who caught it well and then left smirking looking at Malishka's face which fumed in anger due to the loss in cold war.

Viraj came to Malishka.
Viraj: Malishka....
Malishka(angrily)(teary eyed): DON'T YOU DARE VIRAJ! I HATE YOU! I JUST HATE EVERYONE.
Saying this Malishka ran to her room. Shaanvi went behind Malishka.
Viraj(with a smile): Milna parega iss Sameer se......he is really someone who impressed me in the first meet.

Evening,
Scene shifts to Oberoi Mansion,
The whole mansion was decorated beautifully for Siya and Ram's engagement.

In Samtik's room,
Sameer came back and saw Kartik and Shreya sitting totally numb. For the first time ever......Sameer saw anger in Kartik's eyes.

Sameer(softly): Kartik...kya hua?
Kartik looked up at Sameer's eyes. His eyes were red with anger and tears were filled in it like a sack full of water.

Kartik(angrily)(teary eyed): Tu sahi tha Sameer.......Oberois kabhi kisi ke sage nahi ho sakte....kabhi nahi.
Sameer: Kya hua yaar?
Kartik(teary eyed)(angrily): They knew everything Sameer.....they knew everything.
Sameer: Kaun?
Kartik(teary eyed): SIYA AUR.......
Sameer: Aur kaun?
Shreya(teary eyed): Mr.Ayush Oberoi.
Sameer (angrily): I knew it...yeh Oberois kabhi kisi ke sage nahi ho sakte. They knew everything and they could have saved Maa but unn logon ne nahi kiya. Aur vo Siya..vo toh kitni pyaari aur bholi bhaali dikhti hain.....kabhi nahi socha tha ki Siya ko sab pata hoga. Kaise pata chala tum dono ko yeh sab?
Kartik took deep breaths and then wiped his tears.
Kartik: Yeh dekh.....
Kartik showed a video clip where it was clearly shown that Ayush was speaking with Shalu infront of the western colony at midnight. Shalu was crying but Ayush's eyes reflected anger.
Sameer: Par ismein Siya kaha dikhai de rahi hain?
Kartik: Yeh bag dekh raha hain? Jo Maa ke haath mein hain? Yahi same to same purse with the initals S&R on it....maine Siya ke paas dekhi thi.
Sameer: Toh humein iss bag ko check karna chahiye na?
Kartik: Humne kiya aur pata hain humein kya mila?
Sameer: Maa ke diary ke papers?
Kartik nodded his head positively.

Sameer: Kya likha hain unmein?
Kartik opened the pages and started reading it but not before Shreya closed the door and locked it.

8th page,
Main.....ismein meri behen Neha ki help le rahi hoon. Maine use sab kuch bataya hain. Main aur Neha aaj Dr. D'souza ko dhoondne gaye the aur usi wakt humein waha Siya mili. Siya meri behen Bani ki beti hain. Usne humein pehchan liya aur humein majboori mein use sab batana para. Vo bhi humare saath hain inn sab mein. Hum use sab kuch nahi bata rahe hain par haan...use thoda bohot pata hain. I really wish ki jald se jald inn sabka parda fash ho jaaye aur main apne bacchon ke paas laut jaaun.

9th Page,
Aaj main apne ateet se takdai thi. Mere pati se....Ayush se. Usne mujhe aur Siya ko baat karte hue dekh liya tha. Maine use nahi bataya ki hum kis baare mein baat kar rahe the lekin.....use itna pata hain ki main Mumbai mein rehne waali hoon kuch wakt tak. I know vo mujhse nafrat karta hain par....maine jo karna ka socha hain....uske liye mujhe usse milna parega. Uske paas hain saboot jo ki maine ikattha kiye hain. Kartik, Sameer aur Shreya....mujhe pata hain beta ki tum teeno mujhe dhoondne ke liye Mumbai aaoge. Bacchon......main tumse bas yeh kehna chahti hoon ki tumhari Maa ko bohot jald yeh log kidnap karne waale hain...I know it. Mujhe nahi pata ki main fir kabhi tum sabse mil paaungi ya nahi lekin.....meri sirf ek request hain. Kaise bhi karke....vo saare saboot Government tak pohcha do....bas yahi ek raasta hain jisse yeh sab ruk sakta hain. Ayush ko nahi pata hain ki maine kya chupaya hain aur kaha lekin......vo cheez uske kamre mein hi hain. Vo meri shaadi ki nishani hain.....mere suhaagan hone ki nishani.

Sameer finished reading.
Sameer: Humein Siya se poochna chahiye Kartik....
Kartik: Nahi....koi faida nahi hoga kyunki Siya ko poori baat nahi pata hogi and I am sure.....Siya ne yahi socha hoga ki Maa waapis Darjeeling chali gayi.
Sameer: Par usne yeh sab padha nahi kya?
Kartik nodded his head negatively.
Kartik: Koi Siya ko fasa raha hain...koi aisa....jo chahta hain ki humara shak Siya par jaaye. Par kaun?
Shreya: Aur vo nishani kya ho sakti hain?
Kartik: Maa aakhri baar ghar se jab nikli thi tab kya pehna tha yaad hain?
Sameer: Haan vo.....
Kartik(closing his eyes): Red colour ki saree, haath mein vo gold ring jo unki engagement ring, ek purse tha unke paas, unka phone aur unke paeron mein payal thi as usual....aur.......
Kartik: Vo footage play kar aur Maa par zoom kar.....
Sameer did the required.
Kartik: Yes......samajh gaya....
Sameer: Kya hain vo?
Kartik: Mangalsutra......you know....Maa kabhi apna Mangalsutra nahi utarti thi lekin...iss footage mein....Maa ke gale mein Mangalsutra nahi hain. We need to find it.
Shreya: Haan toh...
Kartik: Abhi nahi....aaj raat ko...theek 2 baje. Hum apna kaam shuru karenge.....okay?
Sameer and Shreya nodded in agreement. 

"AYUSH!!!!!"screamed someone super loud downstairs.
Kartik: Yeh kiski......
Sameer: Chal dekhte hain....
Trio came down and the person whom they saw standing there shocked them.

Scene End.
Precap: Krhea moment......

Every Second❤️Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang