8~Understanding

41 4 7
                                    

Bhavya and Rudra walked to his palace.

Bh~kya hua? Tum mujhe yahan kiun le aaye?

Ru~kiun ke mujhe tum se kuchh kehna hai

Bh~kya kehna hai?

Ru~yahi ke… tumhare saath samay guzaarte guzaarte, tumhari aur mere beech ki jo ye dosti thi, wo ab sirf dosti nahi rahi, dosti se badh kar ho gayi hai

Bh~matlab?

Ru~Bhavya, mujhe nahi pata tumhe sun kar kaisa lagay ga, lekin, (he went on his one knee) main tum se bohat pyaar karta hoon Bhavya, bohat sara pyaar. Waise toh hum rakshaso’n ko kabhi pyaar ka vardaan nahi mila tha, lekin aaj aisa lagta hai jaise wo vardaan mil gaya ho, Bhavya, mujh se shahdi karo gi? Is rakshas ki dulhaniya bano gi?

Bh~Umm Rudra, ye sab, achanak? Tum mujhe apni dulhan banana chahte ho, agar main ban bhi gayi toh kaisa bhavishay ho ga humara? Ek insaan aur ek rakshas ki dosti ho gayi, main pyaar ke baare mein kuchh nahi keh sakti, hum insaano’n ko pyaar ka vardaan mila hai, haan lekin abhi mujhe pyaar nahi hua hai, mujhe maaf kar do, main ja rahi hoon

She began to leave but he held her hand stopping her.

Ru~kya humari dosti par is ka koi bura asar paray ga?

Bh~pyaar dosti se bara nahi hota, (she turned to him) kiun ke jahan pyaar chot pohnchata hai, waheen dosti kaam aati hai, mujhe kabhi pyaar nahi hua, isliye main us ehsaas ko nahi pehchanti, na he mujhe tumhari taraf dosti se barh kar koi bhavna hai

Ru~(nodded and stood up) main samajh sakta hoon Bhavya, ke ab tak tumhe ye rakshas wali baat kaheen na kaheen hazam nahi hui hai, lekin koi baat nahi, hum humesha dost rahengay

Ru~(nodded and stood up) main samajh sakta hoon Bhavya, ke ab tak tumhe ye rakshas wali baat kaheen na kaheen hazam nahi hui hai, lekin koi baat nahi, hum humesha dost rahengay

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She nodded and then left from there. Rudra looked on sadly.

Lo maan liya hum ne, hai pyaar nahi tum ko

Tum yaad nahi hum ko, hum yaad nahi tum ko

Bas ek dafa murr ke dekho aey yaar zara hum ko

Lo maan liya hum ne, parwah nahi tum ko

Tum yaad nahi hum ko, hum yaad nahi tum ko (Lo maan liya… raaz reboot)

 ****

Sameer brought Srishti outside Aakesh’s palace in the night.

Sr~tum aise mujhe bahar kiun le kar aaye?

Sm~kiun ke main chahta hoon ke main jo kehne ja raha hoon, us ke gawah ye chaand taare bhi banein

Sm~kiun ke main chahta hoon ke main jo kehne ja raha hoon, us ke gawah ye chaand taare bhi banein

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Tu Jo Mila (Completed) Where stories live. Discover now