Part-10

556 22 8
                                    

My little world

Part- 10

Bahadur house

Umeed crossed her arms against her chest with a deep frown on her face
Mimi and niggo looked at eachother  but niggo decided to talk to her

Niggo- baby
Kya hua
Itni udaas kyu ho

Umeed looked at her and pouts

Umeed- mama
Farjaad mujhe chodkar jaarahe hai

Niggo- what???

Umeed- haan

Mimi- kaha jaarahe hai bhai?

Umeed- US
Woh bhi poore 1 hafte ke liye

Niggo- ohh baby
Woh ek business trip ke liye jaraha hai

Umeed- haan
Par door toh jaarahe hai na
Main unke bina itne din kaise rahungi mama?

Her eyes started leaking and niggo hugged umeed while patting her back

Niggo- accha sad na ho
Mai farjaad se kahungi ke woh tumhe bhi saath lejaaye

Umeed- nahi mama rehne dein
Mujhe nahi jaana koi business trip par
Mujhe toh bass farjaad ke saath rehna hai

Mimi- umeedddd
Bhai kaam ke silsiley mei jaarahe hai na
Wapis aajayenge

Umeed- haan toh main unhe rok nahi rahi
Beshak jaayeinn
Par sirf 2 din k liye
Ek hafta mai kaise guzaarungi unke beghair

Niggo- baby hum hai na tumhare pass
Aur agar tumhara yaha mann na lagey toh
Pasha house chale jaana
Wahan sabke saath rehkar time spend karogi toh 1 week bahot jaldi guzar jaayega

Mimi- haan umeedddd maa theek kehrahi hai

Umeed- sab toh honge par farjaad nahi honge na

Niggo and mimi smiles and umeed hugged niggo while pouting

____________

Farjaad came back from the office and  was about to go in his room but niggo stopped him

Niggo- farjaad

Farjaad- Jee maa

Niggo- umeed bata rahi thi ke tum US jaa rahe ho business trip par

Farjaad- haan maa
Kal subah ki flight hai

Niggo- umeed bahot upset hai baby
Tum usey saath kyu nahi lejaatey
Ek tarah se tum dono ki outing bhi hojayegi

Farjaad- maa
Mai zaroor umeed ko saath lejata par its just a business trip
Kaam ke alawa kuch nahi hoga waha aur umeed bore hojayegi
Mai uske saath time spend nahi karpaunga
Khamaka naraaz hojayegi ke saath le aaye par time spend nahi kiya

Niggo- ohhh
But farjaad 1 week is way too much na baby

Farjaad- i know maa
Mai koshish zaroor karunga ke 1 week se pehle hi aajaun
Kyuki mujhe pata hai ke umeed ka kya haal hona hai
Ek toh kisi ki bhi baat nahi manegi
Ro ro kar apna haal bura karlena hai madam ne

Niggo smiles and said

Niggo- ab jaakar usey manao
Bahot upset hai woh

Farjaad- haan maa jaraha hu

Farjaad went inside his room and asusual he saw umeed on the bed with a frown on her face while fidgeting her index fingers

Farjaad- Assalamuallaikum

Umeed looked at him and made a face

Umeed- waalaikumassalam

Farjaad removed his blazer and sat infront of her

My Little WorldWhere stories live. Discover now