Part 2

632 22 6
                                    

Haya and umeed sneaks into pasha house and umeed carefully gets inside and haya follows her

Umeed saw no one in the hall so she took a sigh of relief and was about to run upstairs towards her room

UMEED RUKO

Screms Pasha saab making umeed startled with his stern voice

She rooted on the spot and turned around to see Pasha saab standing in the centre of the hall
Whereas rest of the family members stood behind him pitying umeed

Umeed- mar gaye

Pasha saab came towards umeed and umeed took a back step all scared of him

Pasha saab- kahase aarahi ho

Umeed-(looked at him and said while stammering)
Mi..Mimi ke yaha se

Pasha saab- ye kaisa ajeeb naam hai mimi
Poora naam batao

Umeed- Maryam ke ghar se aarahi hu pasha saab

Pasha Saab- Aur ye maryam ke ghar jaane se pehle kya kiya tha tumne
Kuch yaad bhi hai

Umeed nods in a yes and pasha saab sighs in anger

Pasha Saab- intehaai laparwa aur badtameez banti jaarahi ho tum
Andazaa hai tumhe mera kitna nukhsaan kardiya
Choti bacchi nahi rahi ab ke  gali ke baccho ke saath masti karti phiro
Baaz aajao umeed
Bahot hogaya tumhara

Umeed started crying and chachu came to her rescue

Chachu- pasha saab bass bhi karey na
Bacchi hai
Jaane dey

Pasha saab- tum chup karo
Tum sabke laad pyaar ne isey bigaada hua hai
Jab dekho tab iski ghaltiyo par parda daalte phirte ho

Aaghu jaan- oho kamaal pasha ab bass bhi kardo bhai
Tum toh haath dhoke meri bacchi ke peechey padgaye
Zara si kya nadaani ki hai meri Gudiya ne ke tum toh uspar baarood gola barsa rahe ho

Pasha saab- Aghu jaan mai bata raha hun aise hi laad pyaar chalta raha na toh ek din ye hamare haath se nikal jaayegi
Phir jab pachtana saare
Hadd hoti hai bachpane ki
Aakhri baar batarahu umeed
Apni harkato se baaz aajao warna anjaam acha nahi hoga

Umeed- Sorry baba
Maine jaan booch kar nahi kiya please mujhe maaf karde

Sameer- baba jaane dey na
Choti si headlight hi hai
Mai theek karwadunga

Pasha saab shook his head and went upstairs without even telling anything

Everybody took a deep breath

Chachu- umeed chachu ki jaan

Umeed hugs hilal chachu and chachu caressed her hair

Chachu- bass kardo
Nahi rotey
Par betey thoda ehtiyaad se khelti na
Kya zarurat thi pasha saab ki car ki headlight todne ki
Mere car ki tod deti

Chachi- ye dekho
aap bigaade mat isey
Sahi kehte hai pasha saab aap sabne khoob laad pyaar karke bigaada hai isey

Aghujaan- tum chup karo bahu
Jao jaake meri bacchi ke liye naashta lekar aao
Pata nahi subah se kuch khaaya bhi hai ya nahi
Gudiya
Yaha aana beta

Umeed went towards aghujaan and hugged her

Aghujaan kissed her head and sameer haya chachu sat on the sofa with a bright smile on their faces watching the adorable scene in front of them

(Note- All the characters are same as the drama but i have done few changes in sameer's and umeed characters

Sameer is elder brother and umeed is younger one
Sameer is protective of her younger sister and he always take stand for her infront of pasha saab
Haya and sameer pampers umeed alott and chachu loves umeed more than anything in this world
Same with aghujaan
Only pasha saab and chachi are strict towards umeed
Cause pasha saab thinks if everyone pampers umeed and spoil her there have to be anyone who should behave strictly with her and he fills that gap
But he failed to understand that umeed craved for his attention and love after her mother's death)

My Little Worldजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें