Then Anu bhaiya notice Karu.

Anubhav : Arre laado tuu yahan?

Karishma : Haa koi problem? (😤)

Anubhav : Mujhe kya problem hogi aur itne gusse mein kyu hai tuu?

Karishma : Mera toh yeahi tarika hai bolne ka (😤)

Anubhav : Kuch hua hai kya kisi ne kuch kaha tujhe?

Karishma : Mujhe kyu koi kuch bolega .

Anubhav : Toh phir tuu ese mujhse baat...

Karishma: Mai ese hi baat karungi abse. Abb agar aapka aur aapki Shruti behen ka vartalaap khatam ho gaya ho toh jara aap mere cabin mein aayenge Anubhav Sir? (😒)

Now Anu bhaiya understand what happens and Anu bhaiya smiles.

Anubhav ( in mind) : Accha toh yeah baat hai maine Shruti ko behen bola isliye madam itna gussa ho rahi  . Koi baat nahin mana lunga baadme.

Karishma : Smile hi karte rahenge yaa chalenge bhi ( 😤😤)

Anubhav : Are aa rahe hai aa rahe hai gussa kyu ho rahi hai.

Karishma : Toh chaliye jaldi ( 😤)

Anubhav : Thik hai chalte hai .

Then Anu bhaiya was about to go from there but Shruti ne apna pair bich mein kar diya and this was notice by Karu only. And then Anu bhaiya was about to fall but Karu holds him and saves him from falling.

Shruti : Aaram se Sir.

Karishma got angry on Shruti (😡😡)

Karishma : Aaram se hi they woh magar bich mein ek kankad aa gaya tha isliye ghirte ghirte bache (😤)

Karishma : Anu bhaiya kahi lagi toh nahi naa aapko aap thik hai naa?

Anubhav : Mujhe kahi nahi lagi hai.

Karishma : Thik hai bhaiya aap jaayea cabin mein mai aati hun..

Anubhav : Thik hai Laado.

Then Anu bhaiya left from there and Karishma came near at Shruti.

Karishma : Shruti kya tum mujhe case no 456 ki file laake dogi samne waali table ke drawer mein rakhi hai.

Shruti : Okk Mam.

Then Shruti was about to go but Karishma apna pair bich mein le aati hai aur Shruti ghir jaati hai.

Karishma : Dusron ko ghiraane ki koshish karogi toh kudh bhi ghirogi mere bhai ko esa hi giraaya tha naa tumne abb bhukto.

Then Karishma left from there making Shruti angry on her.

Shruti ( in mind) : Iss Karishma ki itni himmat ki isne mujhe ghiraaya . Iss Karishma ko toh mai batati hun bahut bhai ki fikar hai naa isse abb dekh Karishma mai kaise tujhe tere bhai se alag karti hun (😡😡😡😡)

At Karishma 's cabin.

Karishma enters in the cabin angrily and Anu bhaiya sees this.

Anubhav ( in mind) : Lagta hai abhi tak gussa uthra nahi hai iska.

Anubhav : Karu

But Karishma ignore him.

Anubhav : Karu.

No response.

Anubhav : Laado.

Still no response .

Anubhav ( in mind) : Lagta hai bhaut bura lag gaya hai ise.

Anubhav : Karu.

Still no response.

Hum hi kyu ?( Anushma) Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt