Preparation for Anirudh's Birthday Celebration

Comenzar desde el principio
                                    

She said and ran towards the kids room.

Sampoorna - Dhyan se !

Anirudh - Sampoorna Ma Pooja toh khatam ho gayi hai toh ab mein kacheri ja raha hu.

Sampoorna - Anirudh aaj tumhara janamdin hai ! Aaj ke iss khaas din toh tumhe Ghar rehna chahiye ! Dekho Radha bhi aayi hai ! Tumne utsav manane se mana kar diya par tum hamare sath aaj ka din toh bita sakte ho na !

Anirudh - Sampoorna Ma Bondita ke bina kisi utsav mein man nahi lagta. Koi din khaas nahi lagta.

They remained silent for a moment,  then Anirudh spoke " Aaj aane mein thoda vakt lag jayega".

" Bilkul nahi ! " Sampoorna sternly said. " Mene tumhari saari baatein maani hai Anirudh par ye nahi ! Agar tum aaj 7 baje Tak Ghar nahi aaye toh tumhare bhi kaan vaise pakdungi jaise Shaswati ke pakadti hu ! ".

Anirudh sighed in defeat and agreed to her and left for court.

In the evening

Anirudh came back early as per Sampoorna's instruction. He was heading towards Roy Choudhury Haveli with his own thoughts.

Anirudh's Pov:-

Pata nahi sabko mujhse kya pareshaani hai, pehle Kaka aur fir Sampoorna Ma. " Ghar par raho " ," Parivar ke sath vakt bitao " , " utsav mano". Inhe kaise samjhau ki Bondita ke bina ghar , ghar nahi lagta. Yeh Roy Choudhury pariwar Bondita ke bina adhura hai !  Aur Bondita hi toh har utsav ki shaan thi ! Uske bina koi utsav, utsav nahi lagta ! Par pata nahi Bondita ko mera janamdin yaad hoga ? Janamdin toh chhodo kya vo mujhe yaad karti hogi ? Kya usse apne Sakha Babu ki yaad aati hogi ?

His trance was broken when he got hit by something. He looked around and saw that it was all dark.

"Bihari ! Sampoorna Ma ! Haveli mein itna andhera kyu hai ! ". But no response came. He heard that entrance door got closed. "Kon hai vaha ! Samne aao ! ". He was looking here and there when the lights suddenly turned on and -

Suprise !!!!!

Everyone shouted out loud. Anirudh saw that Haveli was beautifully decorated. He recognised that this was for his birthday party.

"Ye sab kya ho raha hai !". He shouted out loud. Everyone flinched by his scream. " Mana kiya tha na mene koi party nahi hogi ! Kisne Kiya ye sab ! ".

Sampoorna - Vo Anirudh mein .............

Radha - Ye sab mene kiya hai !

Radha said. That time even Sampoorna was scared what if Anirudh shouts on Radha. She came and back hugged Radha..

Anirudh came near Radha stared her for a while and left to study without speaking anything. Trilochan and Sampoorna sighed in relief.

Trilochan - aacha hua Anirudh ne tumse khuch kaha nahi. Beta hume maaf karna ab yaha koi utsav nahi hoga. Tum apne ghar..........

Radha - mein Satha Babu ki party kiye Bina yaha se kahi nahi jaungi !

Sampoorna - par ye asambhav hai ! Anirudh bahut ziddi hai ! Aur uske zidd aur gusse ko toh sirf  ek hi insaan kabu kar sakta hai !

Radha - aur vo kon ?

Trilochan - Bondita ! Bondita hi thi jo Anirudh ke gusse ko shant kar diya karti thi.

Radha - toh kya hua mein hu na ! Mein Bondita Das ki beti hu ! Mein Satha Babu ko manungi !

Trilochan - par .......

Radha - par var khuch nahi mein abhi jaakar Satha Babu ko mana kar lekar aati hu.

Saying this she ran towards the study.

Anirudh was in his study. His back was facing the door.

Anirudh's Pov:-

Kyu ! Kyu ! Aaj hi sab mere sabar ki pariksha le rahe hai ! Kaka aur Sampoorna Ma tak toh theek tha par ab Radha bhi ! Vo itni masoom hai ki usse khuch keh bhi nahi pata !Nahi karni mujhe koi party ! Nahi manana apna janamdin !

Baba !

______________________________________

Hi. I know I updating  very late nowadays and I am really sorry for that. I am trying my best to update as soon as possible. Hope you understand ❤️

Hello guys if you liked the chapter then please vote and comment. Tell me about your opinion or your guesses. It will give me motivation to write another chapter as soon as possible. Thank you so much for reading.

Precap - Anirudh agrees to celebrate his birthday

Not beside you Donde viven las historias. Descúbrelo ahora