Karishma : Anxiety se relax feel kiya toh bukar ho gaya aur weakness bhi ho gayi even sar dard bhi thik nhi hua. Aah bhaiya bahut dard ho raha hai. Aah bhaiya.

Karishma keeps her hands on her head because still it was paining badly.

Karishma : Aah bhaiya bhaut tej dard ho raha hai .Aah bhaiya . Ek toh yeah dawai bhi doctor ne pata nahi konsi di hai asar hi nahi kar rahi hai. Aah bhaiya.

Karishma : Ese toh mai mission bhi dhang se nahi kar paungi. Nahin nahin. Mai mission mein koi laaparwaayi nahin kar sakti. Mai kal subah hi city hospital jaake apna treatment start karwa lungi . Haa kal hi jaati hun morning mein hospital. Abhi ek baar aur dawai leke soo jasti hun.

Then Karishma again takes the medicine and this time it works and she feels better.

Karishma : Abb thoda accha lag raha hai . Abb soo jaati hun.

Then Karishma again slept.

After 1 hour.

Karishma is sleeping but her sleep again got disturbed due to the nightmare of mission behroopiya and she woke up again with jerk and starts crying and shivering and blame herself for everything and didn't slept whole night.

At Morning.

Karishma's room.

Karishma : Nind aa rahi hai lekin  sone ka toh abb koi matlab nahi hai Thaane jaane ka time ho raha hai aur hospital bhi jaana hai. Abb fatak se ready hoke pehle hospital jaati hun aur uske baad Thaane jaaungi . Hmm yeah sahi rahega.

Then Karu ready hone chali jaati hai.

After 30 minutes.

Karishma came and wears her black goggles and left from her room.

At hall.

Karishma came in hall and sees that Shibhav ( Shivaani +Anubhav may be wrong ho so aap log comment mein bata dena) is preparing the breakfast. And Karu went near them.

Karishma : Kya baat hai aaj toh dono bhai behen milkar breakfast bana rahe hai.

Anubhav : Haa woh Shivi ko late ho raha tha toh isliye maine socha ki mai Shivi ki help kar dun.

Shivaani : Bhaiya maine bolaa naa aap jaayea aaram se baithiye mai bana lungi.

Anubhav : Shivi tumhe late ho jaayega  aur roj tum hi toh karti ho aaj agar mai kar lunga toh kya hoga aur waise bhi mai yeah ghar peh khaali baithe baithe bore ho gaya hun isliye mujhe karne do.

Shivaani : Lekin...

Anubhav : Shivi please.

Shivaani : Okk bhaiya.

Karishma : Waise ban kya raha hai?

Anubhav : Gobhi ke parathe.

Karishma : Accha thik hai mujhe naa thoda jaldi de dijiye kyunki mujhe bahot jor ki bhuk lag rahi hai.

Anubhav : Thik hai tuu table peh baith mai 5 minutes mein leke aata hun.

Karishma : Okk.

Then Karishma sits on table.

After 5 minutes.

Anu bhaiya came near at Karishma and gives the breakfast to her.

Karishma : Bhaiya mujhe aap ke haath se khaana hai.

Anubhav : Kyu?

Karishma : Kyunki mera man hai ...

Anubhav: Okk.

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now