He smiles looking at umeed's pic

Farjaad- koi haal nahi hai

He dialled her number whereas umeed was relishing on the yummy pasta made by haya

She looked at her phone and took the phone excitedly

Umeed- hello

Farjaad-ji madam
Dressing karwali apne?

Umeed- haan haya ne kiya hai
Acchi lagrahi hai na?

Farjaad- haan bahot acchi lagrahi hai
Stupid

Umeed- aap stupid

She frowns and farjaad smiles

Farjaad- accha
Ab aap mujh par thodi si meherbani karein
Apna thoda sa khayaal rakhleinnn
Taake mujhe tasalli ho ke aap theek hai
Aur mai apki fikr mei halka na hojaun
Ok?

Umeed- kyun
Mai kyu rakhun apna khayaal
aap hai na Meri parwah karne ke liye aur mera khayaal rakhne ke liye

He smiles as always expecting such answer from her

Farjaad- accha theek hai
Mai hi rakh lunga
Ye batayeii
Zyaada dard toh nahi horaha??

Umeed- agar mai kahu  ke mujhe bahottt dard horaha hai toh aap mujhe sambhalne aajayenge farjaad??

Farjaad- Aajayenge usme kya hai

Umeed- sachiiiii?
Toh phir aajayeinnn
Mujhe bahot dard horaha hai aur apki yaad bhi aarahi hai
Aajayeeinnn

Farjaad laughed and said

Farjaad- umeeddddd
Meri jaan aapka mai kya karun??

Umeed-kyu aap ne hi toh kaha tha na ke aap aayenge

Farjaad- mai toh mazak karraha tha umeed

Umeed- par mai toh mazak nahi karrahi
Mujhe sach mei dard horaha hai
Aur aapki maujoodgi se hi meri takleef kam hosakti hai

She said it with uttermost cuteness and Farjaad couldn't get any happier

Farjaad-mujhe pata hai baby
Par mera waha aana possible nahi hai na umeed

Umeed cries fakely and farjaad smiles

Farjaad- accha chalo naraaz nahi hona
Aapko toh khush hona chahiye ke kal mai aaraha hoon aapke yaha maa ko lekar

Umeed excitedly screams in joy

Umeed- sachhhh
Pakka aarahei hai na

Farjaad- ji meri jaan
Pakka

Umeed- yayyyyyy mai bahot khush hu
Jaldi aayeinn

He smiles and said

Farjaad- ok madam jaisa aap kaheinn

After talking for some time farjaad cuts the call and went towards niggo ji's room

Farjaad- maa

Niggo ji- yes baby

Farjaad sat on her bed infront of niggo ji

Farjaad- mujhe apse ek zaroori baat karni thi

Niggo ji- kya baat hai farjaad

Just then mimi entered the room and sat on the couch

Farjaad- maa mai soch raha tha ke kyu na hum kal pasha house jaaye
Umeed ka haath maangne

Mimi- wowwwww sach bhai

Niggo ji-,what??

Farjaad- ji maa

My Little WorldWhere stories live. Discover now