part6

501 21 2
                                    

Sooo aapko yaad hoga hospital wala case to usme jqisa hoya tha vahe ho gaya aab sab academy aa gaye hai

Karan- fazi humko monami ko safe jagah rakhna hoga uski jaan ko katra hai

Fazi- ha karan tum sahi khe rahe ho hum abhi batra sir se baat karte hai wese ek baat bole tumne jaisa monani ko samjha tha vo wese bilkul nhi hai tumhe lagta tha ki monami gold digger hai pr dekho aaj usne aaj jaan ki chinta kare bina hospital me sabki jaan bachaye

Karan- ha fazi to sahi bol raha hai vo jaise bilkul nhi hai pr kuch to hai jo vo chupa rahe hai aisa lagta hai ki kise chij ka dukh hai usse

Monami- kisko kis chij ka dukj hai karan
Karan fazi trun and see monami standing their with frist aid kit

Fazi- arr kuch nhi monami tum aaona karan ka frist aid kardo hum bhi chalte hai aur tum bhi aram karo
Acha karan jab ja rahe thik

Karan just nodd

Monami- karan aap bed pr beth jao aur t shrit utar do

Karan- excuse me

Monami- special agent karan Shergill mai aapke sath kuch galat nhi karne wali bss as a doctor aapka treatment karogi

Karan nodd and remove his t shrit monami see his apps and shock and usko he dekhti ja rahe thi

Karan- monami jaldi karo

Monami- ha ek min

Monami karan ka first aid kar rahe hoti hai aur dono ek dusre ki aankhon me dekhte hai tab bhi monami girne wali hoti hai pr karan bacha leta hai aur eye contact hota hai

Monami- ho gaya aab tum so jao aram se aur ye dawa lelo

Karan- ha thik hai mai dawa leloga tum jao aur change karlo

Monami- tum khalo fir mai chali jaogi

Karan- cadet monami Mahajan tym bhul rahe ho mai special agent ho baccha nhi

Monami- acha ok ja rahe ho pr meri aane se phale kha lena

Monami washroom chali jati hai aur karan dawa ko fik deta hai jab monami aati hai tab usse pata chal jata hai ki karan ne dawa nhi khai hai to vo karan ko jabardasti dawa khetati hai aur sola deti hai

Next Morning

Sab drill area me hote hai tabhi karan sanju aur fazi aate hai aur sabko line me aane ko bolte hai

Fazi- aap logo ne jo kal kiya hum sab aap logo pr bhute proud hai pr ek problem hai

Cadets- kya sir

Sanju- monami ki jaan ko katra hai hum sab monami ko safe jagah bhej rahe hai

Yahe sunte he sid aur bakki sab monami ko hug kar lete hai

Monami- arr aap sab log jaise kyu hug kar rahe ho guysss mai thik ho kuch nhi joya mujhe

Sid- oyyy moti billi tu chup rahe mai janta ho tu kaise hai

Karan- sid tum chinta mat karo hum sab monami ko kuch nhi hone degay bss kuch dino ki baat hai monami tum jao aur aapna samna pack karo aur kuch safety weapon bhi rakh lena

Monami nidd and went to room and pack  her and karan stuff just then karan came

Karan- monami tumne sab kuch rakh liya

Monami- ha sab rakh liya aur kuch rakhna hi to bata do

Karan- nhi jo hoga fazi aur sanju bhej de gay

Monami- wese karan hum kaha ja rahe hai

Karan- Shergill mansion and hold her hand and said i am sorry monami maine tumhe kya kya nhi bola gold digger aur pata nhi kya kya pr tum to bhute achi ho meri family ka dhayan rakha mera dhayan rakh yaha tak sanju aur fazi ka bhi aur aab meri desh ka bhi

Monami simle and said- do baat mr Shergill phali maine aapke desh ka nhi humare desh ka dhayan rakha aur dusre jab aapse shadi hoi thi tab vo aapko family nhi meri bhi family ban gyi thi to maine aapni family ka dhayan rakha
Karan aapse ek baat bolo

Karan- ha bolona

Monami- kya hum dost ban sakte hai

Karan- umm thik hai done dost

Monami- dost simle

Dono chale jate hai fir Shergill mansion


I know aap logo ko part abhi boring kar raha hoga isliye maine ghar me jane ka socha aab part thodre romantic aaye gay i hope aap logo ko pasand aaye

Thank you 😊😊😊

Force marriage turn into love Where stories live. Discover now