Goenkas decided to start for arrangement of weddings
Ak- abhi shopping karni hai place bhi decide karna hai ki kaha hoga shaadi aur muhurat bhi nikalvani hai
K- kisi ko bahut jaldi hai apni shaadi ki *teasingly*
Mi- Maine pandit ji se baat kar liya ek hafte mein hai muhurat
An- ek hafte 2-3 din mein koi muhurat nahi hai kya
Everyone giggles making him embarrassing
Mu- lagta hai inn dono ko wait hi nahi ho raha shaadi ki
Mi- agar kisi ko etaraz nahi ho tho hum ek baat kaha
M- etaraz ki kya baat hai Maa jo bolna hai bol dho.
Mi- mai chahti thi ki kairav ki shaadi hamari bikaner wali purani haveli mein ho jaha kittu aur naira ki shaadi hui thi lekin woh tho hua nahi lekin ab mauka hai tho kya hum akshu aur jamai sa ka shaadi waha pe kare
M- bahut acchi baat Kia hai aap ne Maa
Sw- isse purane yaadein bhi taza ho jayenge
An- arre iski kya zaroorat hai hum ghar pe hi karte haina shaadi simple si yaa koi chota hall book kardo itna dhum dham kar ke haveli mein karni kya zaroorat hai
Mu- uffo bhai ji aap ko har cheez mana karne ki adat lag gayi aaj kal
Abhinav looks at Akshara who stood silently with tears
Mi- akshu tujhe pasand haina waha shaadi karna
Akshara nodes
Ak- aur haa mai mumma ka lehanga hi pehnungi shaadi mein uss mein mumma aur nani dono ki ashirvad hai
M- abhinav ji agar aap ko etaraz nahi hai tho kya aap mere beta kartik ka shaadi ki shervani pehan sakte apni shaadi mein
Sw- haa Abhinav ji mana math kijiye isse hume lagega hamare kartik naira hamare saat hi hai
An- bade papa, badi mummy ji mai kyun mana karunga ji isse tho mujhe bhi papa ji ka ashirvad milegi yeh tho mera saubagya ho gaya
Ab- hurre mumma papa ki shaadi palace mein hogi💃💃💃
****
Akshara is holding kaira's picture
Meanwhile abhinav enters
An- akshara aap ro kyun rahi hai aap ko woh haveli mein shaadi nahi karni haina mai jaanta hoon issi liye baat karne aaya tha lekin iss mein rone wali baat kya hai aap sabh ko Bata dethe yaa atleast mujhe batate mai baat karta sabh se
Ak- yeh aap kya bola jaa rahe mujhe kyun problem hogi
An- hein
Ak- infact mai tho bahut kush hoon ki hamari shaadi waha hoga jaha mere mumma papa ki shaadi hui thi.
YOU ARE READING
humsafar tu- Akshnav FF
FanfictionMy first book on akshnav of yeh rishta kya Kehlatha hai gen 3 From the birthday party episode of abhinav But here abhinav doesn't go with Abhimanyu So no accident no death track Read the story to know more