letter

379 42 20
                                    

Ab- papa aaj tho hum Mar gaye sherni kaccha chabayegi hume

An- haa aara hume tho zukam ho gaya Teri mummy ne dekh liya tho hume chutney banake kha legi

Abhinav and abhir starts sneezing

Ab- koi rasta nahi hai kya mumma se bachne ko

An- chup chap neelamma se kada banake piyenge aur jab tak zukam kam nahi ho jaati tab tak manage karna padega

Ab- sherni ke samne konsa management hogi 🙁

An- oye usse sherni mai bol sakta hoon samje maa hai woh Teri baar baar aise sherni math bol samje

Ab- oh no papa apna khud ke bete se bhi jealousy

An- mai kaha jel raha hoon haa buz keh raha hoon

Ab- accha teek hai nahi bolunga

An- hmm

Meanwhile akshara comes walking from bedroom

Ab- maharani ji utt gayi. Raat bhar jag ke kya kar rahi thi jo itni dher soyi ho

Akshara blushes looking at abhinav and abhihav tries to divert abhir

An- oye Nikki ji tu kya aise mauhale ki aunty ki tarah pooch raha hai takh gayi hogi bichari issi liye itni dher soyi hai

Ak- haa

Akshara starts sneezing

An/Ab- aap ko bhi zukam hui hai

Ak(raising her eye brows)- aap ko bhi Matlab aur kis ko hua hai *doubtfully*

Abhinav and abhir looks at each other and curs themselves

Ak- boliye

An- woh akshara hamare padosan somdath ji haina woh bichare ko kal se zukam hui hai issi liye poocha aap ko bhi hua hai *little scared*

Ak- oh *still doubting*

An- aise kya dekh rahi hai suchi usse hi hua

Ak- teek teek hai

This time abhinav akshara abhir sneezes together and looks at each other

Abhinav and abhir bows their head down

Ab- sorry aap se daant nahi khaana tha issi liye jhut bola

An- sorry Akshara hume bhi zukam hui hai per

Ak- koi baat nahi zukam tho mujhe bhi hui na kabhi kabhi bimar bhi padna chahiye

Abhir and abhinav smiles

Abhir sneezes again

An- arre nikki ji lagta hai tujhe kuch zyaada hi hua hai zukam

Ak- mai garam paani mein balm lagake laati hoon steam kar lena

Ab- MN MN

Ak- kya mumma nahi

Ab- usse bahut pasina aata hai mujhe nahi chahiye

Ak- abhir *scolding*

An- arre aara. Ek kaam karte hai hum saat mein steam karenge teek hai

Ab- haa phir teek hai

Ak- mai paani garam kar ke le aata hoon

An- mai blanket le aata hoon cover karne ke liye

Abhinav goes to the bedroom and brings a thin light weight blanket

After sometime akshara comes with a bowl of hot water with balm in it

Ak- acche se karna abhir nautaki nahi chalega aur iske baad seeda neelamma ke paas jaake kaada peena

humsafar tu- Akshnav FF Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz