chpater 7

1.2K 167 23
                                    

Sana - Sidharth, Sidharth

Sid comes out of flashback

Present day

Sid - ha jaan

Sana - mujhe washroom jana hai.

Sid - chappal pehan ke jana.

Sidharth bahar dekh raha tha , subha ho gayi thi, bahar ka sab usko saaf saaf dikh raha tha. Train kafi Khali ho chuki thi. Konsa station aaya tha usko pata nahi chal raha tha. Usne upar se bag nikala.  Toothpaste aur toothbrush nikale aur bag rakh diya. Itne me shenaaz washroom se bahar ayi aur sidha vomiting karane lagi. Sidharth uske pass gaya.

Sid - kya huwa tujhe Jaan?

Sana - ander itni gandi smell aarahi hai ke mujhe raha nahi ja raha tha. Sab pet me se bahar aane laga.

Sid - relex meri Jaan. Kula kar aur brush kar le. ruk me paani leke aata hu.

Then both of them brushed their teeth and freshened up and sat in their seats

Sana - konsa station aaya?

Sid - Sawai Madhopur

Sana - mumbai kab aayega?

Sid - bhoat waqt hai usko chal chai aur samosa leta hu.

Sid - kaisa hai samosa ?

Sana - thik hai, par chai ko kuch test hi nahi hai

Sid - train me aur kya milega ?

Sana - wo bhi hai, sidharth mere pair dekho suj gaye ha aur pith bhi dard kar rahi hai

Sid ,- 10-11 ghante aise baithenge to aisa hi hoga.

Sana - tune kabhi Kiya hai itna laba Safar

Sid - nahi

Sana - hum jis ke pass ja rahe hai wo kushal tere college ka friend hai. Phir wo Ranveer Veera ko bhi janta hoga

Sid - ha janata hai, magar tere bhai ke saath dosti nahi thi uski

Sana - uske Amma papa bhi mumbai rahate hai?

Sid - nahi wo anath hai. Wo kamal journal store hai tere school ke pass. Waha ke malik kulwant Gill ka bhanja hai wo. Mama accha khasa kaam kar ke leta tha jab wo waha tha. Pareshan ho gaya mama ke taane sune ke to Mumbai chala gaya. Waha call centre me kaam karata hai. Bhoat talented hai Banda logo ko koi bhi baat pe agree kar sakata hai. Abhi 2 saal ho gaye mumbai aake. Usne sirf mujhe se contact rakha hai. Abhi sab drama hone ke baad kushal ko phone kiya to wo bina koi sawal puche mumbai aane ko bola

Sana - hum uske ghar kitne din rahenge?

Sid - pata nahi, but atleast mumbai ja rahe hai to koi pehchan ka to milega.

Sana - tumhe job bhi dhundne padegi

Sid - wo to sab se important hai abhi mere liye.

Sana - sab hoga na thik sidharth ?

Sid - ha Jaan sab kuch thik hoga.

Sana - abhi humare pass paise bhi nahi hai .

Sid - mere pass paise the magar maine tere liye mangalsutra kharid liya. Kyu ki me khude chahta tha atleast tere gale me mangalsutra to me sone ka pehna du jo mere kamai ka ho. Aur baaki jitne paise kamaye the uspe papa ka kuch karza utar Diya

Sana - mujhe pahle pata hota to mere sab paise leke aati jo mujhe sab dete the. 20000-25000 jarur honge mere drawer me.

Sid - wo tere khude ke paise thodi the , wo tujhe chacha ne bhai ne diye huwe paise the. Me wo kabhi nahi leta

Forever Sid ❤️ NaazWhere stories live. Discover now