Aap toh khud se wakif nahi,
Ummeed kis anjaam ki karte hain?
Agar koi galatiyan na ginayen janab,
Toh galtiyan maan lia karte hain.
Khamoshi tohfe mein de kar,
Karz-e-jawab konsa maangte hain?
Agar koi zuban se keh na sake janab,
Toh uske ashko ko hi qubool karte hain.
YOU ARE READING
Sitaron ki Syahi: Shayari
PoetryMusafir ham bhi hain, musafir aap bhi. Farq bas itna hai, ke hamare raste dastan ban gaye, Aur aapke raste- manzil. Dastan sunoge meri?
Chheh
Aap toh khud se wakif nahi,
Ummeed kis anjaam ki karte hain?
Agar koi galatiyan na ginayen janab,
Toh galtiyan maan lia karte hain.
Khamoshi tohfe mein de kar,
Karz-e-jawab konsa maangte hain?
Agar koi zuban se keh na sake janab,
Toh uske ashko ko hi qubool karte hain.