mela🎇🪄🎡🎠🎪

Depuis le début
                                    

Sirat-☺️☺️

Yasir 💡- sirat apni ankhe band karo

Sirat-per kyu

Yasir-are karo to fir tumko mai bahot khubsurat chiz dhikauga

Sirat-thik hai

Fir wo ankhe band kerti hai aur Yasir usko bridge side le jata hain

Yasir-sirat ab tum ankhe dheere se khol do

Sirat dheere se ankhe khol ti hai aur jo usko nazara dikhta use uski ankhe jagmaga jati hai

Sirat dheere se ankhe khol ti hai aur jo usko nazara dikhta use uski ankhe jagmaga jati hai

Oups ! Cette image n'est pas conforme à nos directives de contenu. Afin de continuer la publication, veuillez la retirer ou télécharger une autre image.

Sirat-wow kitna pyara nazara hai

Yasir-muje pata tha ki tumhe pasand ayega aur I think ek aur chiz tumhe pasand aye

Sirat-kya chiz

Yasir-yeh

Sirat-wow kitna khubsurat hai,per apne yeh kharida kab

Oups ! Cette image n'est pas conforme à nos directives de contenu. Afin de continuer la publication, veuillez la retirer ou télécharger une autre image.

Sirat-wow kitna khubsurat hai,per apne yeh kharida kab

Yasir-jab tumko Mane beech mai kiya tha tab tak maine yeh bhi kharid liya

Sirat-waise kitni ajib baat hai na,ek insaan hai jo meri zindagi jahannam banana chahta hai aur dusri taraf ap jo jab se meri life Mai aya hai tab se meri life ko jannat bana raha hai

Yasir-aur hum us jahannam se tumhe bohot jald door ker denge

Sirat looking at her watch* uhm ab muje chalna chahiye ap se fir milungi and thank aj ki shaam yaad gar banane ke liye

Itna kehke wo waha se chali jati hai

Hania side

Hania dadi ka sara samaan kharid rahi thi tabhi galti se uska haath phulo ki tokri per gir jata hai

Aur sare phool uske uper gir jate hai

Hania-are yaar life hai ki panoti
Jis chiz ko hath lagao wo gir jati hai Tut jati hai

Tabhi waha huzaif haste huye ata hai.

Hania-ap yaha aur aise has kyu rahe hai

Huzaif-ap zara apne apko dekhiye kaise sare phool apke uper gir gye hai

jab they metOù les histoires vivent. Découvrez maintenant