Siddharth's side

118 11 2
                                    

She feels that someone is coming towards her. Now he is very closed to her that's why she could feel his breath on her shoulder. She turned towards him. After seeing him her balance lost but he held her and pulled her towards him. Because of that they both's balance lost and land on the bed. 

Sid and Avneet both are very closed to eachother. They can feel eachother's breath. Don't know what happened to them, they just came more and more close to eachother. Their lips gape is just 1 or 2 inch.

They are going to kiss eachother but...

Suddenly Sid's phone rang. They realised their position and all. Then they both stand properly and Avi left from there or we can say ran from there. Sid picked his call.

After call conversation he went to the washroom. While taking shower he is just thinking about Avi.

Sid: ye ho kya gaya hai mujhe... Kyu apne emotions ko control nahi kar pa raha... Pehle to kabhi aisa nahi hua.. kabhi kisi ki aur itna attract nahi hua.. jitna Avneet se ho raha hoo... Pehle kabhi apne employees pe gussa bhi nahi kiya.. koi punishment deke chhod deta tha... Lekin jab Avneet ne koi galti ki.. to nahi rok paya apne aap ko uspe gussa karte... Jab bhi vo smile karti hai.. to dil me alag hi tarah ka sukoon milta hai.. jab vo mujhe Mr. Nigam kehke bulati hai to pata nahi kyu lekin chahke bhi.. I can't ignore her... Aaj office me bhi jab me use bula raha tha.. tab achanak se ek phone call aa gaya.. aur bas mujhe explain kiye bina hi chali gai... Usne mujhe ignore karne ki himmat bhi keise ki... Siddharth.. ye sab kya soch raha hai... Tujhe na doctor ki jarurat hai... Mujhe pakka koi bimari ho gai hai.. tab hi to apne emotions control nahi kar pa raha...

After sometime,
Nigam family and Singhaniya family are in dining area. Aman uncle and Vibha aunty is talking about Abhinavi's marriage. Meanwhile Abhinavi is doing romance I mean to say ki leg romance under the table.

And our Sidneet, they are silently stilling  glances of eachother. 

Suddenly they heard a knock on the door. Maid opened the door. A lady and her daughter came there. Abhishek and his father shocked to see them.

Aman: tum, kya kar rahi ho yaha...

Abhi: mom, aap yaha...

So the lady is none other than Pallavi Singhaniya, wife of Aman Singhaniya and mother of Abhishek. And other girl is Ananya Singhaniya, Aman and Pallavi's daughter and Abhi's younger sister.

Pallavi: apne bete ka rishta fix ho raha hai.. to mujhe to aana hi tha na.. akhir sagi maa jo hu me..

Aman: tumhara Abhi se koi lena dena nahi hai.. hamne ye baat pehle hi decide kar li thi.. tumhare sath Ananya rahegi aur mere saath Abhi. It's better if you take leave from here..

Pallavi: tumhare kehne se mera aur abhi ka rishta nahi badalne vala.. mera pura hak hai apni bahu choose karne ka..

Abhi: mom, dad.. aap please apni ladai yaha shuru na kare to behtar rahega...

Vibha: Pallavi jii, aaiye na bethiye...

Then pallavi and Ananya also set their and starts their talking.

Ananya: Sid, do you remember... In childhood I saved you from getting hurt.

Sid: yeh I remembered.. thanks for that.

Ananya: what thanks... Thanks ka me kya karungi, tumhe mujhe treat deni padegi... Kal ka dinner saath me karenge..

Sid: actually kal meri meeting hai...

Ananya: to parso..

Sid: tab Sharma textile ke saath dinner meeting hai...

Ananya: so uske next day...

Avi: (mumbled) koi iska mooh bandh karo Varna kasamse me iski chatni bana dungi..

Abhi: (whispered to Avi) koi fayda nahi hai iska... Sid kitna bhi kal, parso kar le vo usse treat to leke hi rahegi...

Avi: (whispered to Abhi) what... Sorry aapne kuchh suna to nahi na...

Abhi is sitting next to Avi. So he clearly heard it what she said.

Abhi: tension mat lo.. me janta hoo apni behen ko.. pehle to vo Sid ko kuchh khas pasand nahi karti thi... Lekin abhi use Sid kuchh jyada hi pasand hai...

Avi: ohh...

Abhi: veise tumhe kyu problem ho Rahi hai un dono ke saath me dinner ko leke.. kahi you are in love...

Avi: y.. no.. it's nothing like that. It's just like, your sister is continuously asking him and he is trying to get rid from her dinner problem but she being she didn't understand, that he doesn't want to go with her.

Abhi: she is very stubborn... Bachpan se hi aisi hai.. use agar koi cheez chahiye to matlab chahiye... Agar na mile to chhin bhi shakti hai... Me to pareshan hoo hi... Ab Sid ki baari hai...

Avi: aapko nahi lagta ki apni khud ki behen ki aise kisike bhi samne burai karna bad manner hoti hai...

Abhi: she is spoiled girl... Pehle aisi nahi thi... Lekin mom ke saath rehke unhi ke jeisi ho gai hai... Aur rahi baat ki apni behen ki burai kisi aur ke samne karne ki to... Pata nahi kyu lekin tumhare saath ek apnapan mehsoos hota hai... Aisa lagta hai ki jeise me apni saari baate tumse aake share karu...

Avi: sach kahu to, I also feel the same...

So guys,
How was the chapter.
Tell your reviews in comments.

Siddharth ke thoughts ke baareme kuchh kehna chahte hai aap... And kya aap Sid ki side sunna chahte hai? If yes then tell me in comment section. Abhineet ka bond keisa laga aapko... And what about pallavi... Kya andaja tha aapko ki aisa kuchh hone vala hai... Kya Siddharth mehsoos kar payega that she loves Avneet...

Do vote and comments.
Complete the goals yaar... Do comments...
Goals: 15 votes and 10 comments.
Your author,
Urmi

Emotionless LoveWhere stories live. Discover now