Rudra's decision

113 9 8
                                    

Next morning...

* veer comes in ruhi's room and knock the door
Pree open her eyes and again veer kock the door *
Pree : itni subha subha kon...* she looks to Rudra he was sleeping *
Pree : agr veer hua to...
Veer : preesha open the door
* she gets shocked *
Pree : nahi Veer humein aise sath nahi dekh sakta
* she gets up and comes to Rudra *
Pree : Rudra!...
Rudra : sone do na...
Pree : * she jerk him * Rudra.....
Rudra : kiya hau?....* she puts her hand on him mouth *
Pree : chup! Kuch mat bolo
Bahar veer hai
* he removes her hand form his mouth *
Rudra : Toh! Yeh mera ghar hai
Is ko to mein...* He started goes to door but she pulls him closer to her *
Pree : Rudraksh! Please nahi
Woh huemin sath nahi dekh sakta
Rudra : kyu nahi dekh sakta?
* he again knocks the door *
Pree : Tum chhup jao
Rudra : kiya?
* She pushes him to the washroom *
Rudra : nahi mein kyu chhup jao
Pree : Rudra kiya kar rahy ho?
Rudra : mein washroom mein kyi chhuppon
Washroom koi chhupne ki jagha hai
Pree : Rudra tum na bachon se bhi zyada tang karte ho
Itne saalon mein ab bhi nahi badle
* he pulls her closer to him *
Rudra : acha! To mein tumein aise nahi pasand?
Pree : * she pushes him * nahi! Irritate kar rahy ho
Bol rahi hon bahar veer hai humein sath dekh ly ga problem ho jaye gi
Woh bhut dangerous hai tumhein kuch kar diya to....
* Rudra gets shocked *
Rudra : kiya?...
* she falls silent when she realize what she said *
Rudra : jao door open karo
* he hides in washroom and she opens the door *
Veer : kb se knock kar raha hon
Khola kyu nahi darwaza?
* he comes to her and she steps back *
Pree : shhhh! Ruhi so rahi hai
* he looks to ruhi and around in room *
Veer : koi aur bhi tha kiya?
Pree : aur kon? Koi nahi tha
Veer : phir darwaza kyu nahi khola?
Pree : so rahi thi mein mujhe thodi pta hoga tum aaye ho
Aur please apna yeb chekhna chilana kahin aur krna
Meri bachi so rahi hai
Veer : ohhhh bhut mamta jaagh rahi hai
* he holds her arm tightly *
Is tone mei phir se baat ki to pta bhi nahi chale ga tumhari bachi kaha gayab ho jaye gi...
Isliye koi hoshiyari nahi samjhi
* he pushes her and leaves *
Rudra : * Comes out of Washington * is ki himmat kaise hui?
* she looks to her and close the door *
Pree : Rudra!
Rudra : kiya bol raha tha?
Pree : kuch nahi....* she start to leaves but he holds her hand *
Rudra : Wo kuch to keh raha tha
Face dekho apna kitni tension mein ho
Aur abhi kiya bola tha tum ne
Woh dangerous hai mujhe kuch kar dy ga
Preesha bolo kiya hua hai? * he said loudly *
* she releases her hand from him *
Pree : kaha na kuch nahi
Mein tumhein chhupne ko bol rahi thi kyun ke veer naraz ho jaata mujh se
Rudra : really?
Pree : yes! kon sa husband khush hota apni wife ko kisi aur ke sath dekh kar
Woh naraz na ho isliye mein ne tumhein chhupne ko bola
* he looks to her shockingly *
Rudra : preesha mein....
Pree : mujhe jo kehna tha keh diya
* she leaves form there *

Breakfast table....

* everyone comes on breakfast table *
Sharda : preesha betho nashta kar lo
* veer comes too *
Pree : Nahi!
* Everyone looks to her *
Pree : hum ghar ja kar hi breakfast kar lein gy
Veer : yeh bhi sahi hai
* Rudra gets up shockingly *
Rudra : but bahar to strike hai...
Pree : don't worry! Strike highway ki traf hai
Hum ghar aram se ja sakty hai
Veer : yeah raat ko gaari khrab thi isliye ruk gyae
Ab ja sakty hai ghar
* Rudra looks to preesha *
Rudra in mind : pree mein itni mehnat kar raha hon tumhein apne paas laane keliye aur tum...
Pree in mind : Mein jaanti hon Tum hurt ho jao gy mein aise ja rahi hon
Par humare liye yehi sahi hai agr veer ne gusse mein Tumhein ya Ruhi ko kuch kar diya toh....
Veer : Okay! toh chalo chalty hai
Sharda : gaari jab tak theek ho gi nashta hi kar lo...
* everyone sits on chairs and easts breakfast *

MaHi VeOnde histórias criam vida. Descubra agora