a promise

320 13 9
                                    

Here the story is after vivaan is rescued from gola and fainted balveer somehow took vivaan to veerlok after karuna ji sent him to his room after being relief of his safety.
Last part is after debu died in episode 334.
___________________________________________
Debu is seen sitting in his room .And was murmuring something angrily .
Debu(angrily):- samjh ta kya hai vivaan apne aap ko Ane do use baat bhi nahi karunga main use .mujhe mane ayega na toh isbar nahi manuga main bhi.karta rahe bhaiya bhaiya .
At that time baalpari teleported their and before she could say anything debu said(angrily):- maa agar aap use support karke mujhe samjhana ayi hai na toh bhul jaaye main nahi baat karunga use bilkul nahi .He said like an angry child.
Baalpari refrain herself from smiling at his cuteness.And said:- beta woh thik hai tum kyu itna gussa kar rahe ho.
Debu(angrily):- haa woh toh bhagwan ka shukr hai ki zayada kuch nahi hua nahi toh kya ho jata .
Baalpari(tried again):- par beta... Debu cutted her.
Debu:- nahi maa aap janti hai ki main apko bahut Manta ho aur apki baat nahi talunga par maa ye baat main apki nahi maan sakta isbar use maafi nahi milagi plz AP uski taraf dari mat Kariye plz.
Baalpari finally gave up:- thik hai beta .
She know now she cannot win with him as he is in big brother mode now.
She teleported from their leaving a sulking debu behind.

Veerlok :-
Were vivaan is seen resting on the bed and dwani pari and doba doba were standing surrounding him .
Vivaan was sitting sadly and dwani pari was admonishing him.
Dwani Pari:- dekho vivaan tumne Jo Kiya woh bhale hi debu ke liye Kiya par phir bhi galat Kiya tumhe kisi ko toh batana chaiye tha tum shinkaai Jaa rahe ho .
Tumne kisi ko bhi nahi bataya .chalo ham yaha nahi the Kam se kam baalpari se chircha kar lete ya shaurya se hi.
Vivaan (quietly):- bata deta toh koi Jane nahi deta .
Before anyone could say anything baalpari teleported their while saying:- nahi Jane dete kyuki baat tumhari Jaan ki thi.
Vivaan looked at her but then just averted his gaze sadly.
All saw him and baalpari singled doba doba and dwani pari to go.
They nodded and went sliently.
Vivaan noticed it but said nothing.
She slowly sat beside him .He without looking at her asked :- bhaiya nahi Mane na .
Baalpari simply:- Nahi.
They both sat in silence as vivaan didn't know what to say and was scared and guilty.scared of baalpari as he was thinking she will also scold him and guilty for not telling anyone about going to shinkaai.
At that time baalpari broked the silence by saying:- tum khud kyu nahi Gaye debu ko samjhane mujhe kyu bheja ?
Vivaan without looking:- bhaiya mujhse bahut naraz hai na aur apko woh sabse zyada mante hai apki baat woh kabhi nahi talen ge na isliye.
Baalpari nodded but then said:- vivaan tumhe ye lagta hai na ki debu tumse pyar nahi karta usne sirf apne kaam karne ke liye yadash khone ka natak kiya aur tumse pyar karna ka bhi yahi sochte ho na?
Vivaan looked at her shocked but said nothing.she gently hold his chin and made him look at her eyes :- kya tumhe sach main ye lagta hai.
Vivaan's eyes watered.
She gently said:- kya tumhe apne debu bhaiya ka debu hote hua bhi tumhare prati uska pyar uski chinta nahi.kya tumne ye nahi dekha ki woh yaadash Jana natak tha par tumhare prati pyar aur har rishte ki prati pyar natak nahi tha.kya tumne nahi dekha kya ?
A tera escaped his eyes .
She gently wiped away the tear and said:- vivaan main jawab mang Rahi ho.
Vivaan slowly looked towards her and said:- pari ma she smiled this pari ma always sooth her.
Vivaan:- aap janti toh hai phir kyu jawab mang Rahi hai?
Baalpari smiled:- main tumhare muh se sunna chahti ho .
Vivaan nodded and looked down and said:-maine bhaiya ka Sara pyar hamesha dekha tab bhi dekha tha jab woh mere guru the tab bhi dekha tha jab Maine use batmeeze ki aur tab bhi dekh jab unki yadash nahi thi .
Par jab sach sabne Aya toh mujhe mere dimag woh 6 mahina dur Gaya .joh bhi main unki liye kar ta tha ya Jo main ye soch ke kar ta tha ki bhaiya ki yadash nahi hai unka har jhoot dor gaya.mujhe Aisa laga jaise mere feelings ka koi mazak bana Raha ho.woh nakabposh banke aye main dukhi hokar unke samne bolta tha debu bhaiya ke bare main ye soch kar ki woh Mera dost hai.par woh sam ab ek mazak lagne laga .mujhe main bewakoof lagne laga.aisa nahi tha ki mujhe unka pyar yaad nahi tha.bas dard tha ki woh mujhe dukhi dekar bhi sach nahi bol paye .janta tha woh mujhse pyar karte aur ye bhi janta tha woh showoff nahi tha par jiska Maine veer tilak karaya woh phele se hi balveer the.mujhe gussa se zyada hurt ye jante hue bhi samjhana nahi chahte tha ki woh mujhse kitna pyar karte hai.akhir kabhi kabhi jab insaan hurt hota hai toh woh sach dekh ki bhi dekhna nahi chahte na?
Then he looked at baalpari with teary eyes and said :- aur main janta tha ki mujhe kuch samjhna ki zaroorat nahi kyuki bhaiya mujhe sab apne aap samjha denge.woh mere hurt ko bhi heal kar denge apne pyar.
Again tears escaped his eyes and mumbled :-sorry
Baalpari smiled and said :- isme sorry ki kya baat hai beta main tumhara gussa Galt nahi tha .Nahi narazgi.kyuki tum use pe apna hak mante ho.

DEVANSHOnde as histórias ganham vida. Descobre agora