Anirudh lashes out

673 114 30
                                    

Days were passing by......1 month passed away in blink......

Anirudh and bondita were experiencing the new phase of love......

Their day dosen't starts without seeing each other.....

Nights were full of their funny banters.....teasings.....their proximity was also increased with time......they used to sleep hugging each other......

Anirudh also met akash and now they were friends......

bondita was now much happier than ever.......

*************************
One midnight......

bondita curled her hand towards anirudh in sleep to hug him but realised that he is not there......she looked everywhere in room but he was not there......she checked bathroom too but no sign of him...

bon : patibabu kaha chale gaye aadhi raat ko......shayad study mein ho.....

she went to his study......

she saw him talking on phone with someone.....

ani : India mein kadam bhi rakha na jaan le lunga main tumhari......himmat bhi mat karna......warna mujhse bura koi nahi hoga.......main kal hi iss baat ka faisla kar lunga.......

he throws the phone in anger.......she flinched in fear seeing him......first time he was this much angered.......

bon : patibabu.....!!!!

ani : shona tum yaha kya hua......

bon : woh meri neend khul gayi maine dekha aap nahi hai toh isiliye......

ani : haa sorry......

bon : kisse baat kar rahe the aap patibabu........aur itne gusse mein kyu hai......

ani : kuch nahi shona woh london ke kuch dost pareshan kar rahe the isiliye maine aise hi natak mein daat diya toh ab pareshan nahi karenge.......

bon : patibabu aap mujhse kuch chupa toh nahi rahe hai na........koi baat hai kya......

ani : shona aisa hota toh main bata deta na aisa kuch nahi hai aur tum kyu pareshan ho rahi ho chalo so jaate hai......

bon : par......

he picked her up in his arms......

bon : patibabu....!!!

ani : so jaate hai warna main khud ko control nahi kar paunga soch lo......waise bhi bohot mushkil se control karta hu khud ko.......

she blushed and hides her face in his chest......

he took her to their room and made her laid on bed and slept beside her......he took her to his embrace.......her head was on his chest......

bon(mind) : koi baat zarur hai jo patibabu ko pareshan kar rahi hai par kya......

ani(mind) : pata hai tumhare mann mein kai sawal aa rahe hai accha hua tumne puri baat nahi suni.......hey dugga maa main uska aur bondita ka saamna nahi hone de sakta kisi keemat par nahi........khud par sau chot bardasht kar lunga par tum par ek kharoch nahi.......woh yaha nahi aa sakti......

they slept with these thoughts......

***********************
Next morning......

everybody was sat for breakfast......

everybody was chit chatting but anirudh was little off......

kaka : kya hua anirudh kha kyu nahi raha.....?

ani : kuch nahi kaka woh bhuk nahi hai mujhe.....main nikalta hu.....

kaka : par kuch toh kha kar jaa.....

ani : kaka mujhe sachme bhuk nahi hai main chalta hu......

he left for court......

shubra : yeh ladka bhi na kaam ke alawa aur kuch nahi dikhta isse.......

bon(mind) : kya ho gaya hai inhe....kal se pareshan hai.....ek kaam karti hu aaj inka favourite khana le jaati hu.....mood toh thik hoga.....

shubra : ab tu kya soch rahi hai......bondita sab thik hai na tum dono ke beech......

bon : haa maa sab thik hai bass aaj kal kaam ko lekar bohot pareshan rehte hai main soch rahi hu aaj school na jau unke liye unka pasandida khana lekar jau.......naashta bhi thik se nahi kiya......

shubra : haa yeh sahi rahega.....tu apna bhi le jaana dono saath mein hi kha lena......

she nodded......

***************************
In afternoon....

Bondita took the lunch and went to the court......

she reached his cabin.....the door was open.....she saw him sitting on his chair clutching his head.....

bon : patibabu....!!!

ani : bondita tum....?

bon : haa woh aapne subah naashta bhi nahi kiya tha toh maine socha aapka aur mera khana yehi le aau saathme kha lenge.......

ani : mujhe bhuk nahi hai bondita.....

bon : patibabu please aapne subah bhi kuch nahi khaya thoda kha lijiye......

he nodded.....

bon : aapki saari favourite dishes hai......

ani : jo hai please jaldi karo bondita.....

bon(mind) : patibabu ko maine aaj se pehle itna pareshan kabhi nahi dekha......

she removed the food and served him.......he started eating.........he didn't spared a single glance on her......didn't even asked she ate or not.....his behaviour make her worried for him.........

bon : patibabu sab thik hai na.....

ani : hmm....

bon : patibabu main kal raat se aapko dekh rahi hu aap pareshan lag rahe hai subah bhi kuch soch rahe the.....aapki tabiyat toh thik hai na......

ani : bass karo bondita.....(shouted)

she flinched at his voice......

bon : patibabu.....

ani : bondita kal se sawal kiye jaa rahi ho kaha na maine kuch nahi hua.....baar baar ek hi sawal kiye jaa rahi ho.....thak gaya hu main.....jab main kuch kehta hu toh tum sunti kyu nahi ho.....bass khud ki marzi chalani hai.......

bon : patibabu main toh bass.....

ani : kya......mera harr baat tumhe batana zaruri hai.......hazar tension hoti hai kaam ki ab sab tumhe toh nahi bata sakta na......kabhi toh samajhdar bano thak gaya hu main tumhare iss baccho wali harkato se.......bhagwan ke liye kuch palo ke liye mujhe akela chod do......

bon : I am sorry.....

ani : nahi chahiye mujhe tumhara sorry.......please yeh khana le jao mujhe nahi khana.....

bon : patibabu mera gussa khane par mat utariye please khana kha lijiye......

he thrown the plate in anger......she was hell scared seeing his this rage.......

ani : kaha na nahi khana mujhe please ab jaogi.........(shouted)

she left the cabin controlling her tears.......!!!

she reached home......

shubra : kaisa hai ab woh.....khana khaya tum logo ne....

bon : ji maa.....ab thik hai woh....

shubra : chalo accha hai......tu jaake aaram kar thodi der ab.....

she nodded and went to their room......

she closed the door and cried hard.......first time in this 4 months of their marriage anirudh shouted on her like this......

soon sleep takeover her.......!!!

Anidita : one soul in two bodies Where stories live. Discover now