Chief:-🤔 log tumhe delhi ki don bolte hai, tum kisi se nai darti, har musibat ka dat ke samna karti ho, strong bhe ho koi tumhare samne tik nai sakta, or aisa to ek he hai lal kila,

Avneet:- lal kila yane red fort

Chief:- ha aaj se tum agent lal kila kahlogi copy that

Avneet:- yes sir (salute)

(Suddenly a red light glows and a siren starts)

Avneet:- ye kya ho raha hai

Chief:- congratulations agent lal kila apka pahla mission aya hai

Avneet:- aya hai matlab

Chief:- head quarters ke entrence me ek terrorist attack hua hai and you have to manage that

Avneet:- ok sir but koun hai vo terrorist

Chief:- usne apna pura muh kale kapde se dhaka hai

(Avneet left)

Ahaan:- but chief vo to..

Chief:- I know ahaan but jab ye dono takrayenge to ek mesmerizing fight hogi bas dekhte jao agar ek bar dekhoge na to bhool nai paoge

(A person came into the room from another room)

Person:- agent arjun reporting sir

Chief:- tum yaha kya kar rahe ho arjun vaha entrence pe terrorist attack hua hai ek ladki ne chupke se andar ane ki koshis ki hai usne apna muh dhaka hua hai jao use roko

Agt arjun:- yes sir

(Now at the entrance avneet was looking for the terrorist agt arjun came there and they both started fighting)

Agt arjun:- tum ladki ho isliye ek mouka de raha hu cale jao yaha se varna mujhse aaj tak koi nai bacha

Avneet:- ye tum isliye bol rahe ho kyuki tum mujhe nai jante, kyuki agar jante to aisa kabhi nai bolte

(The fight started)


(Jo 2 log thumbnail me dikh rahe hai na bas unki fight pe focus karo)

(Dono ekdam aise he fight kar rahe the but there face was covered like kalachor and kalichorni)

Avneet:- jo bhe kaho zindagi me pahli bar koi aisa mila hai jo mere samne itne time tak tika hai

Agt arjun:- same to you zindagi me pahli bar asli fight wali feeling a rahe hai

(Ladte ladte dono ek bridge ke upar a gaye bridge hai to gadiya bhe hongi ab fight cars ke chat pe ho rahe hai arjun age age avneet peache peache)

Avneet:- aaj to tu mujh se nai bach sakta terrorist kaheke

(He stopped running and turned)

Agt arjun:- ek minute me nai tum..

(Avneet attacked him and bridge pass vale pole par use chipka kar uske gale ko apne hath se daba ke rakha they where so close that even they can hear each other breathing)

(There was a eyelock for a while after a minute avneet came into her dhakad form but arjun was still looking into her eyes)

Avneet:- you terrorist tumhari himmat kaise hue UCA par attack karne ki tumhe to me...

Agt arjun:- avneet...

(Avneet was shocked hearing her name)

Avneet:- tu..tum mera nam kaise jante ho

Agt arjun:- delhi ki don ko koun nai janta UCA me ek din tumhare photo dekhi the chief ke hath me

Avneet:- tum UCA me..

Agt arjun:- ha me koi terrorist nai hu balki UCA ke secret agent, agent arjun hu

Avneet:- agt arjun ye kaisa nam hai🤨

Arjun:- vo me shooting specialist hu na isliye Mahabharat ke arjun ke nam par mera nam rakhe hai, pure desh me mujhse zyada acche se koi nai shoot kar sakta

Avneet:- itna ghamand

Arjun:- ghamand nai hai sach hai bohoto ne koshis ki lekin sab har man gaye

Avneet:- tumne mujhe kaise pahchana mera face to cover tha

Arjun:- tumhari ankho se

(A cute eyelock)

Avneet:- vaise tumhara..

Arjun:- ek minute agar tum terrorist nai ho to chief ne mujhse aisa kyu kaha ki tum terrorist ho

Avneet:- ek minute ye tumse dadu ne kaha

Arjun:- hay🤔 yaha tumhare dadu beach me kaha se a gaye

Avneet:- are tumhare chief yane mere dadu

Arjun:- chief tumhare dadu...

Avneet:- oh bhai sahab ab samajh se aya dadu hamari firki le rahe the

Arjun:- kya, kya matlab

Avneet:- matlab ye ki dadu ne ham dono ko janbujhkar ek dusre se ladwaya apne entertainment ke lia, not done dadu

soul matesOnde histórias criam vida. Descubra agora