epilogue 2

2.4K 58 14
                                    

Duniya ye meri Tujhse hi thi puriJana ye lekin der Se jana dhagaYe tute na ye dhagaBarso ki yaadon kaYe dhaga dhaga ye tute Na dhaga nazku se vado Ka ye dhaga Haule se sirhane me Rakh kr ye yaadein

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Duniya ye meri
Tujhse hi thi puri
Jana ye lekin der
Se jana dhaga
Ye tute na ye dhaga
Barso ki yaadon ka
Ye dhaga dhaga ye tute
Na dhaga nazku se vado
Ka ye dhaga
Haule se sirhane me
Rakh kr ye yaadein

Ahaan

It was morning dad shouted at us "wake up fast hume Jaipur ke liye nikalna hay"

Hearing Jaipur Nats and I hurriedly woke up from sleep and said "Jaipur par hm tou Chandigarh ja reh the na"

He replied "maine isliye Chandigarh kha tha kyuki I know tum dono apne doston ko chorke jane nhi wale the especially you ahaan I am sorry mere bache "

I looked at armaan dad and he shook his head I felt help less mujhe Aaj bhi yaad hay when she said khi jana Mt main yhi aungi laut ke when I ran behind her car

Agar chala jaunga tou kaise dhundogi mujhe tm..

Nats shook me I looked at her and smiled and said "chal ready hoja Aaj tou tera birthday hay na"

She looked at me painfully and said "hr saal mera birthday celebrate krna zaruri hay ky"

We heard Arman dad "han zaruri hay kyuki priya agar mere aur abhi ki jagah hoti tou wo bhi yhi krti aur wo abhi bhi ye dekh ke bohot khush hogi "

I closed my eyes to control my tears and went to get ready

Good Bye Mumbai

Jaipur main aa rha hoon

I heard dad calling for me I went to him as he said "ahaan you need to handle family business and ek baar wo hojaye tou you will be kind of Jaipur isliye hum wha ja reh hay"

He smiled knowing that now work is the only thing left to distract me and he knows what he is exactly doing

And he knows that I know what he is trying to do akhir baap hay pata tou hoga

I felt a hand on my shoulder I turned and saw armaan dad and he mumbled in my ears "sahi kha baap hai pata tou hoga na"

I looked at him and mumbled "ky maine zor se bola"

He shook his head and said while smirking "baap hoon pata tou hoga na"

Hey bhagwan

Abhimanyu

I am doing whatever I can do to make ahaan move on from the fact that Priya is no more 15 saal hogye sb kuch aage badh Gaya par wo nhi badha

Rahi baat meri...

Main kbhi badh hi nhi skta aage
Kyuki jis din Priya Singhania ki muat hui
Uss din Abhimanyu Singhania bhi jeete jee vhi hospital room me mar chuka tha

Rahi baat armaan ki wo bs mere help krne ke liye Priya ke khatir aur bacho ke khatir jee rha hay

Bhai se bhi badh kr hay mera uska ehsaan kbhi nhi chuka paunga main

I heard "tujhe chukane bola bhi nhi sale maine"

I smiled faintly and said "Abey sale ye man ki baatein padh ke darana bandh kr tu hume lawyer hay jotish nhi"

Natasha came and shouted "hogyi ap sbki baatein ab der nhi ho rhi flight ke liye"

We all laughed except ahaan but we left Mumbai forever

🌻

Ek hafta  hogy Jaipur aaye ahaan college jata hay college se company Natasha school fir kuch der mere armaan ke sath fir padhai yaad krti hay ahaan ko ek hafte me hi kafi dur hogy hay shyd distract krne ke bajaye humara beta hmse dur hogy

Meri zindagi bs ab yhi do hay jis din inhe kuch hua wo mera akhri din hoga

I looked at the sky and it was raining heavily at 2 am

Priya ky main sahi ja rha hoon mujhse koi galti tou nhi ho rhi na humare bachon ki parvarish me

Kash tum yha hoti tou aj mujhe ye sochne ki bhi zarurat nhi hoti kyuki tm kbhi galat nhi ho skti

Mujhe bohot yaad ati hay kash tumne ye nhi kha hota ki mujhe jeena hay tumhare liye humare bachon ke liye

Tou shud main Aaj tk abhi tk zinda bhi nhi rehta tumhare pass hota tumhare sath hota bhagwan se ladna bhi padhta tou bhi tumhare pass ajata

Par shyd main tumhari zindagi me bilkul Chand ke uss daag ki tarah tha jo hay Jaye tou aur khubsurat hojaye

Chand se daag nhi hay skta tou tum mujhe chorke chali gyi

Par tum mere aur humare bachon ki zindagi me bilkul Chand ki tarah thi andhere me roshni Dene wali dag ke hone ke baad bhi sb kuch khubsurat krne wali

Bohot yaad ati hay tumhari kbhi kbhi sochta hoon kash main bhi tumhare tarah hota tou Aaj tumhare pass tumhare sath hota

Par koi nhi phir bhi

Main khudko daag aur tumhe Chand likhunga humari iss adhuri kahani ko alfaaz bana apne seene mein dafan rakhunga jb tum Sitara banke mujhe dur se dekhogi tb tm bhi mujhe daag aur khudko Chand likhaogi

The end

QURBAN Where stories live. Discover now