part 5

402 38 12
                                    

The letter of haseena

Dear ammi aur abbu
Jab tak apko yeh letter milegi tab Tak hum yeh duniya chor Jaa chuke honge. Hum Karishma se bahut pyaar karte hai aur unke bagair jee nahi sakte. Phir bhi apke khatir humne unhe aur unke pyaar ko thukra diya. Uske badle ek chiz mangi thi ki jab hum unse dur ho jayenge toh aap kisi bhi tarah unhe sambhal lenge aur unhe tab tak surakshit rakhenge jab tak woh Hume bhool kar kisi aur ke sath apni duniya basa na le. Hum jante the ki woh toot jayegi hamari wajah se. Isi liye humne apse wada liya tha. Lekin woh wada toot gaya. Agar woh hoti to use dur se dekh ke hi hum Zinda reh lete phir bhi. Lekin jab hamari wajah se woh yeh duniya chor ke chali gayi to hum kaise  jee sakte hai. Hume yeh zindagi ab boj lag rahi hai. Isiliye hum bhi Jaa rahe hai. Saath jee nahi sake nahi sath mar sake to unke peeche hi sahi unke paas to Jaa sakte hai.  Ho sake to Hume maaf kar Dena aur hume bhool jana.

Aapki Haseena

A/N: I don't support suicide so don't think about that at all. I am sorry if I triggered anyone. Hamare parents Jo hamare liye karte hai woh sirf hamari bhalai ke liye karte hai. Par kabhi kabhi hame duniya se bachate bachate woh yeh bhul jate hai ki woh Hume bhi hurt kar dete hai. Phir bhi suicide is not an option. Just remember it. Don't ever think about it.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 14, 2023 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

love that hurtsWhere stories live. Discover now