15. Is Everything Really Getting Complicated?~

Börja om från början
                                    

Haseena didn't realize when, why and how her heart became this heavy, but now, it was getting difficult for her to suppress her emotions.

She looked at the time, it was 6 in the evening, she thought, "What!? I have been sitting here like a moron, all these hours? Thinking of what? Of nothingness!?"

She stood from her chair, calmed down her uneven breath, until, she leaves the villa, so that anyone else won't notice it! She got out of her room, but then before leaving, she went near karishma's door, but she couldn't knock, so she left from there!

Haseena took her car without her driver, fast than the bullet train while a pair of tired and lifeless eyes watched her leaving the villa from the window of the room, while she was motionlessly sitting on the window pane.

_____________________________

"Pichle 3 mahine mein kaafi kuch badal gaya hai is villa mein!", said gauri ma while collecting flowers.

"Kis sense mein?", asked fayad

"Haseena ne apne abbu ke niyam badle the na karishma ko train karne ke liye?", she turned to him and asked.

"Ha... badle to the, pr wo to isiliye taaki wo jyada se jyada mushkil training de karishma ko, jisse use takleef ho!", he further explained.

"Karishma ke marzi ke bagair, haseena ne use yaha laya tha na, iske liye usne bahut tareeke bhi apne the?", she further asked.

"Ha kiye the, pr isme naya kya h? Haseena mam ki to ye aadat h, jo cheez unhe pasand hai, wo use paane ke liye har kuch krti hai!", he again justified.

"Aur abhi haseena ne jo kiya hai, ye isi baat ki saja thi na ki karishma ne use us raat garage mein dekha tha pr madad nhi ki thi?"

On this fayad became a little doubtful because he himself was not sure about the reason behind this act of haseena.

"Ha, wajah to yahi thi... haseena mam kaafi gusse mein thi, jab unhone ye clip dekhi thi, aur uske agle din unhone karishma ko saari zimmedariyon se aazad kr diya aur apna family member bana liya...", he said remembering.

"Hah!! Pariwar... family member!"
"Duniya ko jo ye hasti khelti The Maliks ki family dikhti hai, the rich and posh of mumbai, ye bas dikhane bhar ko hi h, ye baat aapko to ache se maloom hai na bhaisahab?"

"Ji, itne saalon se to bas yahi dekhta aarha hu!", he replied in a disappointed tone.

"Ek bhai hai, pr wo apne hi behen ki tarakki ka dushman hai, kyuki wo khud ek pair se apahiz hai isiliye dono ke abbu ne jaane se pahle apne kabil aulad ko zimmedari de di, is wajah se!"

"Ek maa bhi hai, pr wo sirf din raat apne bete ke kaan bharti hai taaki uska ullu seedha rhe, aur uske kharchon pr kabhi rukawat na aane paye!"

"Apni ammi ko to haseena ne bachpan mein kho diya tha, phir thori badi hui, jab khilaune se khelne ki umar thi uski, tab uske abbu ne bhi uska saath chorr diya, aur un kandho pr itne bade naam "Malik" ki zimmedari aagai... aur saath mein aisa pariwar!"

"Kehte hai ki, pariwar milna aapke haath mein nhi hota, pr wo ek jo saathi hota h, jo jeewan bhar aapka saath nibhata h, uska sahi hona aapke tamam dukh khatm kr deta h, pr meri haseena ke zindagi mein hai bhi to kaun? Wo angrez "naomi" jo sirf isiliye hai meri beti ke saath kyuki uske paas naam aur paisa h!"

"Aisa pariwar hai haseena ka! Isme shamil kiya tha usne karishma ko!"

"Ha pr haseena mam exactly kya jatana chahti hai?", asked fayad

"Sayad yahi ki is pariwar ka ek hissa banne se bada saja aur takleef ki baat aur kuch nhi ho skti!", said gauri ma while plucking the last flower.

Fayad was speechless after that, but then he followed gauri maa to ask, "...pr aap to haseena mam ko itne ache se smjhti h na behen ji? ...phir aap bhi to isi pariwar ka hissa hui na? "

"Nhi bhaisahab, haseena ke dar ko ache se samjhti hu main, usne hamesha unlogo ko khoya hai jo uske apne the, aur sayad kahi na kahi wo is baat pr yakeen krti h, isiliye wo mujhe kabhi apne pariwar ka hissa nhi manti, taaki mujhe na kho de wo!", she said taking a deep sigh.

"Ab chalti hu, puja ke liye der ho rhi h!", and then she left.

_____________________________

Gauri ma was doing aarti, when karishma came out of her room and joined her.

After completing her puja when she turned back, she found Karishma standing there. She was seeing her after 3 days, and it seemed like she had never seen her!

Her face was dull while her eyes were tired. There was no charm left in her body, also the effect of skipping her meals was clearly visible on her whole body and face!

"Are beta, acha hua tum aagayi, chalo pahle aarti lelo phir chal kr khana kha lena!", she said forwarding the aarti to her.

Karishma simply took aarti and then said, "nhi, mujhe kuch khane ka man nhi h, aap khana kha lijiye!"

And saying this she again turned back to her room.

_____________________________

Next morning, haseena opened her eyes in the same old house where she had earlier gone.

She tried to sit up straight, as her head was still spinning. She sat up and then tried to collect her memory, and then she remembered that last night while drinking she fainted again maybe due to excessive pressure on her brain.

_____________________________

"Pata nhi kya hone wala ab, haseena hai jo kisi ki kuch sunti nhi aur ye (karishma) hai jo sab seh legi pr kuch kregi nhi!", thought Gauri ma.

"Pr filhal agar aise hi chalte rha aur isne aise hi khane peene ko najarandaz kiya to bahut jald asar dikhne lagega iske sehat pe, mujhe kuch krna hoga...", she mumbled.

Meanwhile she was thinking all these, karishma fainted while going upstairs, Gauri ma immediately called for help and took her to her room!

"Fayad haseena kaha h?", she asked.

Fayad was cluelessly looking at her, as nobody knew where haseena was.

Meanwhile other family members were as usually taunting which Gauri Ma and fayad ignored.

"Haseena mam apne driver ko lekr nhi gayi h, aur kisi ko nahi maloom wo kaha h!", excused fayad.

"To ye aapka kaam nhi ki aap dhyaan rkhe uska? Wo kaha jaati h kya krti h? Bhagwan na kare agar kisi dushman ko khabar pr gayi to wo na jaane is mauke ka kya fayda uthayenge!", worriedly said gauri maa

"Aap chinta mat kariye, main haseena mam ko khojne ki koshish krta hu!", saying this he left to search for haseena.

_____________________________

That is it for this part guys. Bye 👋 milte h next part mein.

CRESCENT SCARS OF LOVE Där berättelser lever. Upptäck nu