Be Intehaa 💜❤️ Part 12

158 19 8
                                    

Chavan Niwas...

Samar and Shakshi comes back home ...and Samar straightly goes to his room ...

In Samar's room....

Samar:yrr ye ho kya raha hai ...Virat dada ko toh koi aur pasand thi na ...toh phir Sai kaha se bich mein aagyi ...kahin Virat dada Sai ki hi toh nhi baat kar rahe the ....haa Sai ki hi kar rahe honge ...tabhi toh aaj usse itne pyaar se baat kar rahe the ....Virat dada ko puri duniya mein sirf Sai hi mili ...ab Sai meri bhabhi banegi ...mujhe usse Vahini kehkar bulana hoga ...mujhe itna farak kyu pad raha hai ...agar uski shaadi Virat dada se ho rahi hai toh ...why i am upset ...

Bhavani comes to his room...

Bhavani:mein andar aa jau

Samar:aaayiye na kaku please

Bhavani:bada mujhe tujhse kuch baat karni thi

Samar:haa boliye na kaku

Bhavani:bada tujhe toh pata hi hai ki tere Virat dada ki shaadi hone wali hai Sai ke sath

Samar:haa toh

Bhavani:toh beta Tera kya khayal hai shaadi ke baare mein

Samar:kyu

Bhavani:beta Sai ki bhen hai Amayra agar tu chahta hai toh kya mein teri baat chalau uske sath

Samar:nhi kaku

Bhavani:kyu

Samar:mujhe nhi karni shaadi abhi

Bhavani:toh kab karni hai

Samar:aap Virat dada ki shaadi Amayra se kyu nhi karwa dete

Bhavani:kyuki mujhe Sai ko apne ghar ki bahu banana hai

Samar:ha toh

Bhavani cuts him in between...

Bhavani:tu toh Sai se shaadi karega nhi ...kyuki wo teri student hai ...toh isi liye mein Virat ki shaadi usse karwa rahi hu ...aur tujhse Amayra ke liye puch rhi hu

Samar:i am really sorry kaku ....but mujhe Amayra se shaadi nhi karni ...

Bhavani:beta soch le ek baar

Samar:nhi karni hai

Bhavani:thik hai ...jeasi Teri Marzi

Then Bhavani lefts from their...

Samar:kya hai kaku ...khud hi decide kar liya ki mein Sai se shaadi nhi karunga ....ek min kya mein karunga ...

**************************************
Joshi's house

In Sai's room ...

Sai:aaj Virat ko chidane mein kitna maza aaya ...aaye bade mujhe chidane ka plan bana rahe the na ...ab mein chidaungi ...itna tang karungi ...ki khud mana kar denge shaadi ke liye ...ye shaadi toh mein karungi nhi ...chahe kuch bhi ho jaye ....lekin aaj Samar Sir bhi kitna ajeeb behave kar rahe the ....unhe pata nhi kya hogya hai ...kahin wo jealous toh nhi ho rahe hai na kyu ki mein Virat se shaadi kar rahi hu ...nhi nhi wo kyu jealous honge ...wo toh sirf mujhe ek student mante hai usse Jayda kuch nhi ...lekin khaas wo ho rahe ho ....toh jaise hi meri shaadi Virat se tute gi. Mein Samar Sir se shaadi kar lungi ....bas wo maan jaye ...

Then Amayra comes to her room ....

Amayra:kya kar rahi hai tu

Sai:mein kuch nhi...bas aaise hi kuch soch rahi thi ....aap yaha kuch kaam hai aapko dii

Amayra:haa tujhse kuch puchna tha

Sai:haa puchiye na

Amayra:Sai tu ye shaadi sachi mein karna chahti hai kya

Be Intehaa...💜❤️Where stories live. Discover now