Part 6 Pain🥺😔😭

Start from the beginning
                                    

Abhi - usse koi farak nahi padta hain orr wese bhi hume toh dard sehene ki aadat hain

Kusum sat beside Abhi and again kept her hand on his cheek

Kusum - bohoth yaad karte hona tum unn logo ko

Abhi - kese yaad na kare aunty, ek time pe woh log humare liye humari puri duniya thi. Naveen aur Raj humare liye humare dost se bhi zyaada bhai the aur Baba sa woh toh humare pita the, Raj aur Naveen ke maut ke baad ek wahi toh the, (with hatred and anger) lekin uss Lala ne unhe bhi humse cheen liya.

Kusum - wese Gunny ne bataya ki tum thakriban ek do saalo se apne ghar nahi gaye ho, infact jab iss baar, iss mission ke baad jab tum log ko chutti mili thi tab bhi tum jaana nahi chahte the, esa kyu?

Abhi - aunty hum phirse tutna nahi chahte hain

Kusum - matlab?

Abhi - matlab yeh hain ki humara Ghar woh jagah hain jahape Naveen, Raj aur Baba sa ke saath bitaye bohoth saare memories hain. Isiliye hum waha wapas jana nahi chahte aur akele toh bilkul nahi. Baba sa ke maut ke baad hum tut gaye the, sirf hum hi jante hain ki humne kaise kudh ko sambhala tha aur ab waha wapas jaake hum apne zaakhmo ko phirse khuredna nahi chahte kyuki agar hum iss baar tut gaye toh hume nahi pata ke hum kudh ko sambhal payenge ya nahi.

Kusum was listening to him attentively and emotionally, she was feeling really bad for whatever he has gone through

Abhi - ab uparwale se bas do hi iltheja hain ki humare cadets ko salamat rakhe aur humare ex cadets ko bhi salamat rakhe, woh log jaha jaha apni duty kar rahe hain waha unn logo pe koi musibhat na aye, kyuki yaha agar humare cadets ko koi bhi problem hui to hum hain unke liye lekin unn logo ke paas hum nahi hain, I just hope they are safe.
Aur dusri iltheja yeh hain ki bas humare yeh dost Gunny par bhi koi musibhat na aye aur use humse koi bhi cheenne ki koshish na kare. Kyuki agar humara ek orr dost hume chod ke chala gaya toh hume nahi pata hum kudh ko sambhal payenge ya nahi. (Emotionally) humara ab Gunny aur cadets ke alawa aur koi nahi hain.

Kusum - aur ab main bhi tumhare saath hu

Abhi looked at her

Kusum - issliye khud ko kabhi akela mat samajh na beta, main hun tumhare liye. Academy mein bhi jab bhi mujhse baat karne ka man kare toh ek phone karna, hmm

Abhi looked at her emotionally and hugged her and Kusum also hugged him back. Kusum was rubbing his back to calm him down whereas Abhi was just letting his tears flow silently, he was not crying vigorously or anything, the tears were just flowing.
After a while they both went inside, by now Abhi had calmed down all thanks to Kusum. When they went inside they saw Rummy, Gunny and MGG in the hall, the three of them looked at Abhi with worried expressions and specially Gunny was really worried about him, Kusum then looked at them and blinked her eyes assuring them that everything was ok, the three of them sighed in relief.

After lunch

Abhi had completely calmed down by now and now Abhi, Gunny, Rummy and Kusum were in the hall sitting and chit-chatting

Kusum - wese baki ke cadets ki bhi holidays achi chal rahi hogi na

Rummy - arre ha maa aaj subah hi toh mene mere ek cadet friend ko call kiya tha aur usne kaha tha ki uski holidays bohoth achi chal rahi hain toh I'm sure baki sab ki bhi achi chal rahi hogi.

Abhi - (in a teasing way) hmm Gunny kya lagtha hain kisko call kiya hoga

Gunny - hmm let me guess

And they both pretended to think

Abhi & Gunny - shayad queen of hearts

Kusum - queen of hearts, yeh kon hain?

Love, Friendship & Fun - LRLWhere stories live. Discover now