🍂||The Tension||🍂

217 36 8
                                    

Continuation from previous part.....

🅂🄸🄽🄶🄷 🄼🄰🄽🅂🄸🄾🄽

αиυѕєєиα'ѕ яσσм

Anuseena were sitting on the bed when arisha came

HM: a gai Tum school se

Ari: yes ammi! Aaj to Mera moral science ka test tha

AS: kaisa gaya tumhara test?

Ari: very nice Baba! Mujhe sabse jyada marks aaye Puri class mein per sab ne Mere liye clap Kiya.

HM: very good baccha (kiss her forehead)

AS: kash Aaj hamara bhi test hota aur hamen bhi itne acche marks aate (feinging sadness)

HM: sab samajh Rahe Hain ham chup rahiye aap

Ari: kya hua Baba aapko test kyon chahie

HM: tum abhi Nahin samjhogi jab tumhari shaadi hogi tab samjhogi.

Ari: lekin usmein to Abhi bahut time hai

HM: vaise Anubhav aapko apne liye kaisa damad chahie

AS: tumhen Nahin lagta ki tum yah sawal bahut jaldi poochh rahe ho abhi bahut chhoti hai hamari Beti

Ari: batao na baba Agar mujhe koi ladka pasand aaya to fir main check karungi ki usmein vah wali qualities hai ya nahin.

AS: bahut jyada Nahin bolane lagi ho tum (pulling her nose) jab Sahi time aaega na tum khud tumhare liye bahut achcha ladka dhundh lenge Jo hamari Rajkumari ko Rajkumari Ki tarah rakhe

HM: ab jakar Apna homework complete karo

Ari: lekin main abhi to aayi hun school se abhi fir se homework

AS: vahi to Haseena (she glares him) Nahin aaru homework Karna padhaai Karna bahut jaruri hota hai jao jakar Apna homework karo.

Ari: okay!

HM: aahh!!! S(he clutches her stomach)

AS: kya hua Haseena (concerned)

HM: hamare hamare pet mein bahut dard ho raha hai (whimping in pain)

AS: Nandini!!! Jaldi aao! Haseena himmat rakho kuchh Nahin hoga

Saurdini and Nani ji came

Nt: Haseena ko kya hua

AS: pata nahin lekin uske pet mein bahut dard ho raha hai please check karo na.

She checked it and got worried

AS: kya hua Nandini, Haseena thik hai na

Nt: Woh.....Saurabh idhar aaiye na

He came in and Nt told him something , he too was shocked

Nani ji: kya hua haseena bitiya ko

AS: for god sake kuch toh bolo Tum donon.

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now