Refugee Camps 🥺

Começar do início
                                    

O - balki mera chota bhai toh aapke kaam ka bohot bada prashansak hai. aapki hi tarah editor aur lekhad banna hai use. aapke paas aake kaam seekhna chahta tha. aapko chitthi bhi likhi thi usne, magar aap thehre bade aadmi, wih chitthi post karne ki uski himmat hi nahi hui. 

R - (chuckles) kaisi baatein kar rahe hai aap afsar sahab? are aap afsaro ki wajah se hi hum raat ko chain se so paate hai. toh aap humse bade hue. aur hum kaha bade log hai?! woh toh aapne humein bana diya hai. aapke bhai ko chitthi post kar deni chahiye thi. use woh mil jata jo woh chahta hai. ek shaksh hai, jisne himmat karke mujhe ek baar ek chitthi post ki thi, uske baad uski aur meri dono ki zindagi badal gayi. (the officer looks at him confusedly) meri patni, meri premika, Amrit. woh bhi meri tarah ek lekhak hai. mere akhbar mein apni kahani chapwana chahti thi woh. unhone himmat ki aur mujhe chitthi bheji aur tabhi se shuru hui thi humari prem kahani. mujhe aapke bhai ke saath kaam karne mein bohot khusi hoti.

O - (in a dilemma) ummm...randheer sahab darasal aap hi ki tarah mera parivar bhi batware ke baad delhi gaya hai. agar aap ki marzi toh kya delhi jane ke baad aap mere bhai ko prashikshan dena chahenge?

Randheer was shocked hearing him. He chuckled sadly.

R - (with a sad smile)yeh kaisi baatein kar rahe hai aap afsar sahab? ab..main aapke bhai ko prashikshan kaise de sakta hun? is batware ne mujhse meri company cheen li hai? main use wapas kaise khada karuna, karunga ,pata nahi!!! shayad kar bhi paunga ya nahi, pata nahi!!aur aise mein, aapke bhai ko prashikshan...yeh kaise hoga??!!

O - are aise kyun bol rahe hai aap? are itne gunvaan hai aap. aapke chahko ko bharosa hai ki aap wapas wahi mukaam wapas haasil karenge jo aap raha hai. aap sashakt hai yet karne ke liye. aur jab parivar ka sahara ho, toh insaan sab kuch haasil kar sakta hai.

Randheer nodded with a overwhelming smile.

R - shukriya afsar sahab. itna bharosa karne ke liye. aur main aapse wada karta hun ki jab navhind samachar ko main wapas khada kar paunga, tab aapke bhai ko prashikshan zaroor dunga!!!

O - bohot bohot shukriya aapka. main aapko mere ghar ka number de deta hun.

Randheer nodded hearing him and the officer gave him his number.

R - ab main chalta hun.

The officer nodded and Randheer turned to leave but stopped seeing Amrit standing there with teary eyes and small proud smile. He smiled seeing her walked to her.

A - (lovingly) jis tarah un afsar sahab ko aap pe bharosa hai, usi tarah aapki Amrit ko bhi aap pe poora bharosa hai. ❤️❤️❤️

R - aapka bharose ki hi zaroorat hai. agar woh bhai mere saath, toh main kuch bhi haasil kar sakta hun 🥹💕

Saying this, he held her hand and placed a soft kiss on it.

R - (whispers) chaliye.

Saying this, they walked towards their camp to their family.

***********************************************************************************************

It had been three days since they were staying in the refugee camps. they got proper facilities there and everyone got good treatment from the doctors there. Everyone's health condition improved a lot their physical injuries were healing slowly but their emotional injuries which they faces seeing their vatan burning down 😔😔😔but everyone became each other's support and tried cheering them up when they feel down.

On the night of the third day, Amrit was sitting by a lake side silently. She was aloof from her surroundings. The flowing wind and water's voice was everything which fell on her ears. She had unshed tears in her eyes.

JEETE HAI CHAL ☺Onde histórias criam vida. Descubra agora