dil na jaaneya ( part 9 ) season finale

शुरू से प्रारंभ करें:
                                    

Lenin bhi bahut udas , woh jaantha tha karan aur adi mein kya cross connection hai , lekin woh nahi samja saktha hai monu ko , unhe kuch samaj nahi aata , tabhi woh gramophone ko dekha aur  usse on karne ko koshish Kiya , do teen baar try karne ke baad woh on hojathi hai , same ajeeb dasthan song play horahi thi , monu ka dil reh reh kar bechain horahi thi ..

Mo : Lenin plz stop that , mujhse nahi hogi aur ..

Tabhi gramophone mein achanak hi adi ka voice aane lagthi , darasal adi jane se pehle ek voice note chod kar chala jatha hai ..

" Kya yaar abhi tak rori ho ?? "

Mo : adiii..

She imagines adi besides her and hears his words from gramophone..

"Yaar aaj mein jis mission mein jara hunn wapas aana mushkhil hai , kadam kadam par Katra hai , koi bhi enemy kayi bhi mujhe maar saktha hai ..

Lekin mujhe mere liye tension nahi hai , mujhe tumhare liye tension hori hai , mere jaane ke baad tum khud ko sambhal logi na ? .

Ek promise karogi ??

Agar mere jaane ke baad kabhi pyaar dubara tumhari dil ki darwaza kat kataya toh , darwaza band math karna , mere liye plz ..

Mujhe bahut Kushi hogi agar tum zindagi mein aage bad gayi toh , mujhe shanthi milega yeh soch kar ki mere jaane ke baad koi hai tumhare khayal rakhne keliye , kya yeh ek favour karogi mere liye ??

Plz mujhe bhul jao Monami ....

Hearing this monu had tears after ages , yes after years she heard adi voice , she is in her thoughts ...

Lenin barks and pulls monu saree pallu and takes her to car , he himself sat in passenger seat , monu Lenin ka ishara samaj kar aur dher na karthe huye railway station ki taraf car chal di ,

*************

Karan ka train nikalne ko hotha hai , woh train  mein Chad jaatha hai , train nikalne lagthi hai .

Tabhi unhe ayisa lagtha ki koi usse bhularahe hai , woh door ke paas aakhar dekhtha hai , Lenin bhaagtha huva aara hai ..

Karan bina kuch soche samjhe train se jump kar detha hai , chote mote chot lag jathe hai ..

Lenin aake karan ke upar jump kartha hai aur fhirse same hug karke lick karke pyaar ko dikhatha hai , wahi par monu bhi aakar khadi hojathi hai ..

Karan rothe huye monu ko hug kartha hai ..

Karan: plz don't leave me , i can't live without you ..

Monu bhi isse hug karthi hai and Lenin bahut kush hokar dono ke upar jump kartha hai ...

The end ...

Wait wait wait

Maine abhi tak adi and karan ki beech ki connection toh bathayi nahi ..

Chalo fhir woh bhi dekh Lethe hai .

*****"""*""**"""

Shadhi ka mandap ..

Karan and Monami were doing pheras

Lenin and adi front row mein bhait kar woh sab dekh rahe the ..

Kya samaj nahi aaya ??

Adi sirf Lenin ko humesha dikhtha hai and humesha kya karna hai Lenin ko instructions detha hai , like karan ko Monami ke pass Lana , gramophone on karne ko bholna , shrine tak le jana , jab monu dilemma mein thi gramophone mein adi ka voice note sunana , aaj Moran ko shadhi ka mandap tak le aana sab kuch adi ka kehne par hi Lenin kartha aaya tha , jaise ek beta apne papa ka instructions maan rahe ho , adi aur karan ke beech ka connection bhi Lenin ko pata hai ..

Dil na jaaneya जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें