Chapter - 2

738 42 1
                                    

Throughout the ride, there was an unsettling tension between AV and HM.

They finally reached the Dadar station, where a constable informed the other staff about their arrival.

AV opens the jeep door for HM.

AV - Aiye haseena ji.

Meanwhile, all the other staff members gathered outside the police station. All the juniors saluted AV and HM.

AV - Ye hain yahan ki SHO Aarushi Jain.

HM and AJ shook hands.

AJ - Welcome to Mumbai Miss Malik. Ander chal kar baat karte hain.


HM nodded and all three of them went inside AJ's cabin.

AJ - Aap kuch lengi?

HM - Ji nahi. To aap iss case ko lead kar rahin hain?

AJ - Nahi

HM look toward AV in confusion.

AV - Haseeena ji actually shehar me kayi jagah choriyan ho rahin hain aur in sab me common thread ye hai ki saari choriyon ke victims ka ye kahna hai ki 3 log maujood the. Jinme se ek police waala tha.

AJ - Ji, aur wo police officer hum hain.

HM - Kya?

AJ - haan, sabhi victims ka kehna hai ki police officer ka naam Aarushi Jain.

HM - Mtlb koi aapka naam use kar raha hai.

AV - Ho bhi sakta hai.

AJ stared at AV.

HM - Okay to aur koi common connection?

AJ - Jyadar tar choriyan aam gharon me se ho rahi hain. Abhi tak hum chori ka pattern to nahi pata laga paye par haan ek jaise do cases aksar saath aa rahe hain.

AV - aur in saare cases me 3 log hi shamil hote hain

HM - lagbhag kitni duri pe hoti hai ye choriyan?

AJ - as i said, inka koi fixed pattern nahi hai.

HM - To phir ye case Rani ke case se kaise match karta hai?

AV - Haseena ji Rani bhi police officers ka roop leke hi chori karti thi. Aur waha bhi uska chehra humesha cover rahta tha jaisa yahan hai.

HM - Hann lekin ye to koi solid wajah nahi hai usse is case ke saath link karne ki.

AJ - Solid wajah hai Miss Malik. Ye chori kareeb 1 hafte pehle shuru huyi hain aur lagbhag 1 mahine pehle Rani jail se bhag chuki hai.

HM - Kya?

AV - Ji Haseena ji. Rani ke jail se bhagne aur in saare incidents ke hone ke beech jyada gap nahi hai. Isliye philhaal koi base point banane ke liye Rani ke case se isse compare kiya jaa raha hai.

HM - To chor aapka naam leker ghum raha hai isliye aap ye case lead nahi kar rahin.

AJ - haan. Agar agli chori hone se pehle Roka nahi gaya to commity ke saamne faisla kiya jaayega.

AV - Suspension ka.

HM - Aap chinta mat kijiye. Hum puri jaan laga denge iss chor ko pakadne me.

AJ - Baaki relevant files aapko hum de dete hain.


In the jeep, Haseena started to question Amar.

AV - Aapko kya lagta hai Haseena ji?

HM - Lagta kya hai ye baat to saaf hai ki koi SHO Aarushi ka naam use kar raha hai in choriyon me

AV - Aap itna sure kaise hain. Mana ki Rani ka case isse similar hai leking iska matlab ye to nahi ki SHO Aarushi sahi hain. Aur waise bhi ek criminal apne tarike kitni baar istimal karega?

HM - Just because wo ek aurat hain doesn't mean ki wo galat hain.

AV - Isme aurat mard waali baat kahan se aa gayi.

HM - Acha. Ye baat to clear hai Mr. Amar ki aapki raay auraton ke baare me kaisi hai. Iska ye to matlab nahi ki bina kisi evidence ke aap unpe ilzaam lagayen.

AV - Hum bhi to yahi keh rahe hain. Bina kisi evidence ke aap kaise keh sakti hain ki wo sahi hain.

Amar stops the Jeep in front of the Lalbaug station.

HM - Sahi ya galat ye to waqt batayega. Behraal humara kaam yaha case solve karna hai to hum wo karenge.

HM exits the car.


At night, Karishma and Haseena stayed at a lodge where Haseena was studying the case files.

KS - Madam sir hume samajh nahi aa raha ki hume Lucknow se yaha sirf ek case solve karne kahe bulaya hai?

HM - Karishma Singh Rani ek shatir criminal hai. Har baar hum use pakdte hain aur har baar wo wapis aane ka koi na koi tarika dhund leti hai.

KS - Haan magar usko aap se badla lena hota to Lucknow aati na. Yahan kahe aati. Mumbai? Aur usko kaise pata ki sarkar uska case aap hi ko degi?

HM - Kabhi kabhi sarkar bhi instant ilaaj cahiti hai Karishma Singh. Jaise agar ye sach me Rani hai to humare use pakdene ke chances jyada bhi hain aur jaldi bhi hain.

KS - Aapko ka lagta hai maddam sir? Ye Rani hai ya phir SHO sabko pagal bana rahi hain?

HM - Unki baaton me ek ajeeb si jaldi thi. Aur Amar Vidrohi, unke aur Aarushi Jain ke beech bhi koi to baat hai.

KS - To phir ab aage ka karna hai?

HM - Karishma Singh bahut din ho gaye humne saath me chai nahi pee.

KS smirks as she knows the meaning behind Haseena's words.

KS - Kal chalte hain maddam sir.

New Beginning for Haseena MalikWhere stories live. Discover now