aag lagi basthi mein Moran apni masthi mein

Start from the beginning
                                    

****************

Sherghil mansion ..

Radha ji was reading a book in living room , suddenly light chali jathi hai ..

Radha ji : yeh light kaise chali gayi ?? Aur generator kyu nahi work kar rahi hai , debuda ( servent ) debuda light kaise chali gayi ..

Debuda : Amma hum abhi dekhthe hai ..

He goes inside ..

Karan comes home and sees everything is dark ...

Karan : ghar mein ithna andera kyu hai , light ko kya hua hai , tabhi usse mehsoos hotha ki koi aur bhi ghar mein agaya hai ??

Karan : koun ??

Faizi : mein faizi , woh Sid ki behen ko lekar agaya mein ..

Tabhi karan ko laga ki woh ladki andera mein suitcase se takra kar neechey girne wali hai , immediately woh uss ladki ko sambhala aur neechey girne se bachaliya ..

Tabhi light on hojathi hai , karan uss ladki ki chehre ko ithni kareeb se dekh kar shocked hojatha hai ..

Karan : tum ..

Girl opens her eyes , which she closed till now in fear , yeh we know who is that girl ..

Karan : tum yaha kaise ??

Mo : yeh tumhara ghar hai ..i mean yeh aapka Ghar hai ??

Karan : agar yeh mera ghar nahi hotha toh mein yaha kyu rahunga ??

Mo : umm tumse kuch bolna hai , uss din bolna chahthi thi but aapne waha se chale gaye ,, actually uss din aapne mujhe bachaye they , aur mein uss wakth dar gayi thi isiliye bol nahi payi lekin sach mein bolna chahthi thi ..

Karan : your welcome ..

Mo : haan wahi thank you uss din mujhe bachane keliye ..

Karan : tumhe bhi thank you uss din lift mein mera madad karne keliye ...

Tabhi undono ko mehsoos huva ki koi bus unhe hi dekh rahe the , dekhna kya uhne ho ghoor rahe the , woh aas pass dekha toh sari family bus unhe hi khula muhh dekh rahe the ..

Karan : sa .. sab ayisa .. kyu dekh rahe ho ???

Param : nahi yeh sari batein toh utne ke baad bhi baat kar sakthey hai , ayise jameen par lait kar baatein karne ki kya jarurat hai ..

Paru : ayisa lag raha hai ki mein koi tv serial ki romantic scene dekh rahi hunn ..

Moran ko tab jake realize huva ki monu karan ke upar thi dono jameen par laita huva hai ..

Dono hadbada gaye aur khade hoke ek dusre se nazrein chura rahe the ..

Karan : woh ... Mein ..mujhe ek important call attend karna hai ...

He runs from there without giving any chance to anyone , monu feels embarrassed..

Faizi decided to make her comfortable...

Faizi : ( to suhana ) maa yeh humara veer ka dosth Monami hai ..

Su : accha yeh hai woh ,

Param : nice to meet you Monami ..

Monu gives a smile to everyone..

Su : rukku maa Monami ko guest room dikhav ..

Ru : woh yeh ladki ?? Yeh ladki toh karan baba ka dosth hai na ??

Paru : haan rukku darling , uss din hum maata ki jagratha mein agaye na ??

Mo : paruuuu , chup hoja ..

Param : ohh tum dono ek dusre ko jaanthe ho pehle se ..

Mo : nahi ,, matlab ,, haan ..

Bharkha  : accha teek hai tum jake fresh hojao Monami ..

Monu nods and left from there along with paru  , but from other side karan chupke se in sab ko dekh raha tha ...

Karan : ( to himself ) huhhhh , aaj toh Baal Baal bach gaya , wait yeh candy floss Aneesh ki behen nahi hai ?? Matlab isse Mahajan family se koi vaastha nahi , ( excitedly ) matlab Mera raastha saaf hai , mein jisse pasand kartha hunn woh mere saath mere ghar mein rahegi ....

He smiles to himself like a fool ..

Param to faizi : yeh ayisa kyu has raha hai ?? Dimaag ki santhulan bigad gayi kya ??

Faizi just shrugged his shoulders ..

So that's it for today i hope you like it...

Let's meet in next chapter...




𝓓𝓲𝓵 𝓭𝓲𝔂𝔂𝓪𝓷 𝓰𝓪𝓵𝓵𝓪𝓷 Where stories live. Discover now