Trilochan didn't like salim

Mulai dari awal
                                    

Ani : haa tu mujhe teri train ka time bata dena main station aa jaunga tujhe lene......

Salim : thik hai chal rakhta hu.....bye

Ani : bye.....

They hanged up the call.....

Ani : thankyou.......main khud usse bulana chahta tha......

Bon : welcome...... coffee.....mujhe aaj tak yeh samajh nahi aaya ki aap yeh kadwi si coffee kaise pee lete hai......aur isme caffeine bhi toh hota hai.......thodi kam kijiye acchi nahi hai sehat ke liye.....

Ani : ab aadat padh gayi hai shona.....kitni bhi koshish karu kaam ke waqt toh chahiye hi......phir bhi koshish karunga......

Bon : bandh nahi kam kar dijiye jaise 2 cups a day......

Ani : ok mam......

Before he can hug her she ran away.....he chuckled.....

Everybody was preparing for diwali.....

Shubra : Bondita maine jo kaha tha sab aa gaya.....

Bon : maa bihari babu ko bheja hai aate hi honge.....

Kaka : binoy sabko nimantran pohoch gaya na.....

Binoy : haa daa woh main sambhal raha hu aap chinta mat kijiye.....

Kaka : bahu mithaai ki aur bhog ki saari vyavastha ho gayi hai.....

Bon : haa ksj sab ho gaya hai......aap....

She makes him sit on sofa.....

Bon : aap yaha bethiye sab ho gaya hai aur jo baaki hai woh hum sab kar rahe hai.....aap yaha se hilenge nahi....

Kaka : par bahu.....

Bon : kuch par var nahi......

He sighs.....

Binoy(whispers to shubra) : aaj tak sirf bondita ke aage inki bolti band hote hue dekha hai.....

Shubra : haa....

They smiles.....

Bondita was standing at ladder fixing toran when her leg slipped.....two strong arms catched her......

Ani : dhyan se shona.....ghir jaati abhi....

Bon : sorry patibabu......

Ani : kya sorry ghar mein itne log hai yeh sab tumhe kyu karna hai.....

Bon : sab vyast hai patibabu.....

Ani : toh mujhe keh deti aise risk mat liya Karo.......

Bon : ok sorry.......accha salim dada kab aa rahe hai diwali ke din hi aayenge yaa usse pehle.....

Ani : baat hui meri kal hi aa jayega.....

Bon : thik hai.....

At lunch time......

Kaka : saari taiyari ho gayi hai na.....kuch chutt toh nahi raha.....

Bon : ksj sab ho gaya hai aur puja ke phul aur bhog toh ussi din banenge....

Kaka : thik hai....

Ani : accha haa main yeh kehna chahta tha ki mera dost salim aa raha hai humare saath diwali manane.....

Everybody smiles while kaka frowns little....shubra noticed his face and understood what is going on in his mind....he was about to say something but shubra requested him to stay quiet through eyes.....

After lunch they all again started preparing.....

In kaka's room.....

Kaka : tumne mujhe kuch kehne kyu nahi diya.....

Destiny is everything Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang